Dear forum members,forex market aik bahut he barra business hay jiski aik din ki trading poori dunya k business say barri hoty hay.Jo kaam jitna barra hoga hamaray liye usay samjhnay utna he mushkil bhi hoga aur ham market main kaam kartay hwuay us say nuksaan say bachnay k liye usi hisaab say aur acahy tareekay k sath palanning ki bhi hamain zarurat hoty hay jisk baad tab he hamko market main kaam kartay hwuay acha result milnay ki bhi umeed hay aur tab he hamko market say earning ka miln abhi mumkin ho skata hay jisk liye haamri planning jitni barri hoge hamaray liye trading karna bhi utna he asaan hoga.
Forex main hamain trading plan ki zarurat q hoty hay?
Dear members,misaal k tour pay jab ham kisi road pay apni car ko drive kartay hain to hamaray liye khud ki safety isi main he hoty hay k ham sab say pehlay traffic k kawaneen ko smajhnay k baad agar ham apni car ko run kartay hain to ham accident say bhi bach saktay hain aur usk sath sath haamra safar bhi acha guzar sakta hay,isi ka name hay forex market jab ham market main aik propper tareekay aur managemnt k sath apni planning ko strong kartay hwuay kaam kartay hain to ham tab he achi trading k sath achi earning karnay main kamyab ho saktay hain isi liye planning ka hona hamaray liye zaruri hota hay.
Forex market kabhi bhi hamesha aik jasis movement nai karty hay aur na he kabhi hamain is main kaam kartay hwuay kabhi aik jaisa faida ya nuksaan milnay k chances hain balk is market main ham daikhtay hain aur smajhtay hain k yeh market kabhi kabhaar apnay trend main aisi movement karty hay jisak hamain koi andaza bhi nai hota hay aur jiska ham kabhi soch bhi nai saktay hain is liye jab tak hamko market main kaam karnay kas ahi andaza nai hota hay aur jab tak ham market main kaam kartay hwuay apni planning ko strong nai kartay hain ham kabhi bhi market k nuksaan say nai bach saktay hain.
Entry aur exit strategies say kaam karna.
Dear,agar ham is market main kaam kartay hwuay aik aisi strategies k sath kaam kartay hain jis say hamain market ka sahi andaza milta hay to hamko market main aik aisi planning milty hay jisk sath hamko market main kaam kartay hwuay kam say kam nuskaan ka samna hoga aur hamain market say itna kuch mil skata hay jisk baray main ham kabhi soch bhi nais aktay hain,jisk liye zaruri hay k ham market main apni entry aur exit ko propper tareekay k sath manage kartay hwuay kaam karna bhi hamari aik professional planning count hoge jis say ham is makret main kamyab ho saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим