Gold, Silver aur Oil ka Margin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dear metal or oil ki bohat he high price hoti hai market mein is liye is par trade karn yk liye apko margin b zyda dena parta hai in par trade bohat he risky hoti hai in par agar trade karo to apko pakky trend par trade karna parta hai...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      me sirf oil ki trading karta hion ka ya sab sa acha ha iska ilawa euro usd b ha lakin ya acha nahi keo ka isme pasa bohat invest ho jarata ha lkin sab ki apni apner marzi ho jati jo marzi yah aopa kam ja r ja yaha poa kam startkara aor pher trading stsrt kar da
      • #33 Collapse

        first of all , me senior nahi hu brother , lakin phr bi me apna idea zaroor du ga or wo ye hy k gold , silver or oil ka margin is liye zeada hota hy kyu k shaid ye pakistan me in sab cheezo ka rate sab se zeada hy isi waja se inka margin bi zeada hota hy
        • #34 Collapse

          jee janab aap ko chhaiye key aap gold silver or oil mey trading kam hee kartey rahey kio key comodities mey thorha risk zyada hota hey chunkey curruncy mey itnee problem nahi hoti or aap ki trade agar curruncy mey pess bi jaye tho bi wo nikal sakti hey aap key account wash naa honey key chances hotey hey
          • #35 Collapse

            the trading in the gold silver and in the equity is not the bad thing but i think the new traders should avoid to trade in these kind of the commodity because in this trading the margin required and the more margin means to more profit and the loss
             
            • #36 Collapse

              Main na Gold main trading ki ha laken wo bi demo account main aur us main bahot zyda profit earn keya ha ek din main $1000 tak earn key hain maray khyal main ap ko Gold main trading ka leay ap ka pass capital ka zyda hona bahot zarori ha.
              • #37 Collapse

                Dear Gold, Silver, Oil k pair per trading krny k lie bara account hona chiae, is pair main bht margen use hota hy, in pairs py trades k lie bht practice krni parti hy, or in pairs k analysis ko daily check krny hi knowledge mil skta hy, ye pairs bht achy pairs hen.
                • #38 Collapse

                  sir iam new in forex in ka margin mujhai ni pata lekin maire khayal main humain in pr tb tk trading ni krni chaiye jb tk humara experence acha na hojai forex main kyun k in ki market movement bohot jaldi move kr ti hai r pata bi ni chalta.
                  • #39 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirfarhad پيغام ديکھيے
                    Mein senior traders sy ye poochna chahta hun k Forex trading mein Gold, Silver aur Oil ka margin kiyo itna ziada hota hy. Please share your views thanks
                    Welll,,,is ka koi khaas jwb to nhi hai mere pass jo k main apko btao,,wese her currency ya jo bhe things hai her kesi ke apni khubi hai,
                    • #40 Collapse

                      Gold mein trading karnee kee liyee achee margin hain because Gold mein market bohat volatile hoti hai aur agar app nee logical points per trading kee hia too app ache profits nikal saktee hian
                      • #41 Collapse

                        yes in sub pairs ka margin bhot zyda hota hy aur ager hum earn karna chyea to kafi kar skaty ha ku forex ik best online business hy jo k life ko easily change kar sakta hy.
                        • #42 Collapse

                          bhai in teeno me bohat fark hai is me hum ko margin ka khaas khayal rakhna parta hai hum agar is business me chahen to bohat mehnat se kamyabi hasil kar sakte hain or gold ko agar seekh jayen to hamario life he badal jati hai .
                          • #43 Collapse

                            mujhay gold ki trading pasand hai ais par mujhay achi earning mil jati hai. gold aik wahid pair hai jis par ap ko loss ziyada aur profit kam milta hai. ap ko experiance hona chiyay gold kay baray main.
                            • #44 Collapse

                              dear apko ager ye sab janna hai to ap practice karein in pe gold pe or silver n oil pe to apko kuch andaza hojaye ga profit or loss ka ye mene kar k dekha hai practice to gold kafi fast hai or ye profit ziada deta hai bakio se or apko pata hona chahye jo profit ziada deta ha thori he der me wo loss b ziada kar sakta hai thori he der me so pehly ap is ko samjhein planning karein khob pher trade karein in pe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Mjhe bhi iss ka koi Khatir khuwah jawab kisi experienced shakhs se chahye Q k main khud Forex trading maib new Qamar hun ye bht hi eham Question hai Q k main ab tak bht baar Gold ki trading main loss kr chuka hun.Laikin iss baat ki ab tak samjh nhi i k in main chhoti trade bhi Zeyada Loss krti hai aur profit bhi zeyada deti hain iss ki reason jaan'na bht zaroori hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X