Mhent karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mhent karin
    Jiya bhaijaan main aap logon ko ek baat batana Chahta Hun Ki jab tak aap log apne business mehnat Nahin Karenge tab tak aap log Business mein kamyabi ko aaj nahin kar Payenge Business mein kamyabi ko Hasil karne ke liye mehnat karna bahut jyada Jaruri hoti hai isliye Jyada Se Jyada mehnat Kiya kiya tha ki aap Logon Ko Jyada Se Jyada kamyabi Hasil ho thank you so much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mhent karin

    Walaikum salam Dear Forexs friends Kia hal hn main umeed krta hn ap sab member's kheriyat se honge ji han bilkul forex forum per kamyabi haasil karny key lye ap ko bahut jyada mehnat karni chayie takey ap ko ziyada se ziyada bonus mily aur ap achi trading karin takey ap ko ziyada se ziyada profitable bonus mily ga
    • #3 Collapse

      Re: Mhent karin

      Dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear mehnat karne se aap apna mukaddar change kar sakte hain kyunki mehnat karne se hi kamyabi milati hai jo log minut ke sath kam karte hain vah jarur kamyabi hote hain mehnat karke hi kamyabi hasil ki ja sakti hai to isliye hamen hamesha fraction mein jyada se jyada mehnat Karni chahie taki ham jyada se jyada kamyab ho sake yah ham tab hi ka sakenge jab ham bahut jyada Dil lagakar aur Delhi mehnat karenge to fir se ham bahut jyada benefits cancel kar sakenge Jo log bhi mehnat Karte Hain vah kamyab bhi hote hain isliye hamen jyada se jyada mehnat Karni chahie aur kamyabi hasil Karni chahie.
      Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
      • #4 Collapse

        Re: Mhent karin

        Assalamu Alaikum ji bilkul aapki baat sahi ho raha aapki baat se main agri karta hun aur yah batana chahunga ke life mein Jahan per bhi hamen naat karte hain vahan per hamen kamyabi Hasil Ho jati Hai Pakistan Forex forum per bhi agar humne kamyabi Hasil karni hai aur yahan se acchi earning aur profit Hasil karna hai to iske liye jaruri hai ki Ham mehnat Kiya Karen kyunki jab hamen naat karte Hain To hi hamen kamyabi mil sakti hai agar hamen net nahin karenge To Ham kabhi bhi kamyabi nahin Ho payenge
        • #5 Collapse

          Re: Mhent karin

          Assalamu Alaikum dear Forex member apne bilkul sahi Kaha Forex trading Ek bahut hi complicated aur risky business hai aur ham is business related jitni information aur learning Hasil Karke a aur jitni mehnat aur Lagan ke sath Apne kam ko regularly perform karne ki koshish karte hain itna hi Hamen is business Ke Acche benefits Hasil Hote Hain aur ham Apne experience ko bhi improve Karke kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Apna Jyada Se Jyada time Forex form per spend karne ki koshish karen aur senior member ke experience ko follow karte hue perform karne ki koshish karte raho Karen
          • #6 Collapse

            Re: Mhent karin

            g bilkul apki bat thk ha k ham agr ham chty hn k ham is mn kmaybi hasil karain tu ham ko chye k ham is mn mehnat karain ham ko chye k ham is mn dil or lagn se kam karain tab hi ham is mn kmkayabi hasil kar sakty hn ham ko chye k ham is mn jab bhi tarde open karty hn ham ko chye k ham is mn market ko achi trah se analyse karain or phir ja kar ham is mn tarde open karain tab hi ham is mn kmayabi hasil kar sakty hn
            • #7 Collapse

              Re: Mhent karin

              Dear Forex Members Assalam O Alaikum G han ap ne bilkul sahi kaha keh mehnat karein mehnat main kamiyabi hai woh insaan hamesha kamiyab hota hai jo din raat mehnat karta hai pakistan forex business boht hi axha aur interesting business hai hamein is main dil se mehnat karni chahiye takeh hum kamiyab ho saken hum koi bhi kaam start karte hain to us main kamiyab hona bhi chahte hai aur kamiyabi sirf mehnat se milti hai mehnat kamiyabi ki kunji hai mehnat main azmat hai mehnat se sab kuxh possible hai agar hum forex main mehnat karein ge to hum zarur kamiyab ho jaen ge.
              • #8 Collapse

                Re: Mhent karin

                My dear friends I hope you will be fine and doing his best in the forex trading due to the support of the instaforex. Dear friends ap ko chahie ka ap kabi be without hardworking koi be work na karen. Dear friends agar ap hardworking nahin karta tu ap kabi be kamyabi hasil nahin kar sakta . Dear friends ise tarhan ap ko chahie ka ap forex trading mn kamyabi hasil karna ka liya hardworking karen or kamyabi hasil karen. Agar ap mare advice ko follow karen ga or us per amal karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya Alitire ki taraf se best wishes for all members!...
                • #9 Collapse

                  Re: Mhent karin

                  Assalamu Alaikum dear aapane bilkul sahi baat ki hai Hamen Forex trading per mehnat Karni chahieDemo account practice ke liye best account hai agar Ham demo account per kam Karte Hain To Hamara knowledge or experience increased hota hai aur Hamari skill or kaam orny ke speed improve Hoti Hai Jiski vajah se Hamen Forex trading per kam karne mein difficulties ka Samna nahin karna padta bal ke Ham easily Forex trading per kam kar sakte hain Agar Ham demo account per Jyada Se Jyada time spent karte hain aur proper work karte hain to hamare work karne ki speed bhi increase hoti hai Hamen Forex trading ke real account per kam karne se pahle demo account per practice karni chahie Agar Ham demo account per Kam Nahin Karte aur direct Forex trading ke real account per kam karna start kar dete Hain To Hamen real account per kam karne mein Bahut Si difficulties ka Samna karna padta hai demo account of Forex trading per kam karne mein Hamari bahut help karta hai Jo log mehnat karte hain vah hi expert trader bante Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mhent karin

                    Dear forex market Mein Kamyab hone ke liye aur profitable trading karne ke liye Hamen hard-working Karni hoti hai aur Jyada time market Ko Dekhkar market ki movement ko check karna Hota Hai market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai Ham jitni 8 working karte hain aur Jitna Jyada market ko serious lete Hue kam karte hain Hamen use hisab se market Mein profit yah loss Hasil Hota rahata Hai Hamen hard-working Karni chahie Hamen market mein kam karne mein Asani ho aur ham Jitna Jyada vah Na Lage Hasil kar sakte hain Ham Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mhent karin

                      Walekum assalam dear aapane bilkul sahi kaha hai aise market Mein mehnat karna bahut jyada Jaruri Hota HaiForex trading Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein aap Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur aapas mein raat mein bhi kam Karke se profit Le sakte hain agar aap ismein Mein Nahin karte hain aur aap ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda hote hain Forex trading main aapke pass experience Hona chahie aur aapke pass knowledge Hona chahie tabhi aapko ismein kamyabi milati hai isliye is Samay Apna experience increase karne ki koshish karen aur is form per Jyada Se Jyada mehnat Karen Jo log is market Mein hi nahin karte hue is Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mhent karin

                        Dear forex membar
                        Forex forum per bhi agar humne kamyabi Hasil karni hai aur yahan se acchi earning aur profit Hasil karna hai to iske liye jaruri hai ki Ham mehnat Kiya Karen kyunki jab hamen naat karte Hain To hi hamen kamyabi mil sakti hai agar hamen net nahin karenge To Ham kabhi bhi kamyabi nahin Ho payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Mhent karin

                          Yes brother Ramesh Market Mein hard work karna Hota Hai Market ki condition Ko Dekhkar kam karne se Humko Kafi Jyada benefits mil Jaate Hain is market mein humko kam karti hui hum ko khud decide karna hota hai ki Humne kaun si trade Apne account per open karni hai Humko market ki ki condition koh's Milne Ke bad money management ke hisab se kam karna hota hai agar Hamen is market Ne discipline ke sath kam karte hain aur lot size ko control Karte Hain To is market Mein aasani ke sath successful ho sakte hain market Mein Apne account per Kshetra ke se kam karne ke liye technical analysis aur fundamental analysis karne Hote Hain Jab Ham market Mein trading strategy ke hisab se kam kar rahe Hote Hain To Ham is market mein nuksan se bache Jaate Hain technical analysis ke liye Humko Apne learning complete Karni hoti hai jaw trader market Mein hard work karte hain vo successful Ho Jaate Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mhent karin

                            Hello everyone
                            Mhnat karny walo ki kabi har n hoti h jo log zndgi mein mhnat karna seekh lty hen wo hmesha hi kmyb hoty hen aur hmesha hi agy barhty rhty hen jo log mhnat sy door bhagty hen unho ny hmesha hi nakam hona hota h is liye kaha jata h k""MEHNAT MEIN HI BARKAT HY""
                            Forex mein hamara work pori trah sy mhnat par hi depend krta h ye do hiso mein divided hota h phla hisa hota h daily posting ka forex humain daily ki 50 posts ki limit provide krta h aur humain is limit ko pora krna hota aur ek acha bonus hasil krny k liye quality ko b maintain rakhna hota h jo k ek mhnat kam h
                            Isk bad ata h trading ka kam is mein b bht zada mhnat chaiye hoti h humy market ko smjhny k liye market ki movement ko dkhna h hota h market ko analyze krna hota ha aur zada sy zada time market mein spend krna hota h aur ye ek mhnat ka kam h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mhent karin

                              Assalamu Alaikum Mein ummid karta hun aap sab log khairiyat se Honge Agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain Tumko mehnat Karni Hogi Ham minut ke bagair Kabhi Kamyab Nahin Honge Mera Tumhara sabse bada kamyabi ka jariya hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X