Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Qismat ya Mehnat
    dua se qismat badal jati hai . han insan ko mehnat b puri krni chahye or natija ALLAH pr chor daina chahye . or mehnat ka phal zrur milta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Luck aap ki life ko change kr sakti hy lekan luck pr depend karna saheeh nahi hy. Hamain mehnat sey forex ko seekhna hy aur is key rules aur is ki different strategies ko follow krna hy. Luck aap ka sath kab dey gi yeh aap ko nahi maloom. Is leye luck ka intezar keye baghair mehnat karain aur profit hasil karain.
    • #3 Collapse

      In my thinking that we want to worknthe market. So that we are work hard I this market so that we are successful trader.
      • #4 Collapse

        aap ki bat sahi hay lekin forex market main ziada mehnet ki zarurat hoti hay kunke agar hamen forex trading aye gi he nai to phir hum kab tak duaen mangte rahy gay k market aap k haq main jaye learn behter hay bjaye is k hum sochtay rah jain.
        • #5 Collapse

          dear is buiness mein mehnat bahut must hai ye aik acha buiness hai is ko bahut sy log kr rahy hain ye aik real buiness hai is ko kisi time bhi kia ja sakta hai ye aik acha buiness hai is ko koi bhi kr sakta hai
          • #6 Collapse

            Ji bhai theak kaha ap ny lakin agar ham mehnat hi na karain aur khali qismat par depend karain tou ham forex ya koi bhi business nahi kar sakty kyn k is main hamain seekhna parta hai aur mehnat karni parti hai mehnat k bagair kuch bhi hasil nahi hota.
            • #7 Collapse

              forex mein apko ehnat hi is mein kamiyabi ki taraf le kar jaati hai aur is mein apko kabhi bhi qismat pe depend nahi karna chahiye.
              • #8 Collapse

                Bhi jan duaion sy kismat bdl jati ha mgr is ka ya mtlb nhe ky insan mehnt krna chor dy agr insan mehnat kry to kismt bhe insan ka sath dyti mehnt ma hamesa barkat hoti ha mahnt krny sy insan kamyabi ko apna muqar bna lyta ha aur phr sb uske ijzt krty hain mehnt kr ky hm jb kamyab hoty hain to hm apni kismat ky oper bhe naz krtay hay
                • #9 Collapse

                  Donu meharbaan ho jayein tou phir kiya baat, lekin mehnat karna lazmi pehlu hota hai kisi bhi business ko aagay barhanay ke liye
                  • #10 Collapse

                    Dear friend forex trading mein qismat ka hath bhi hy Larkin ziada earning ka daromadar mehnat pe hai forex trading mein jitni ziada mehnat mehnat aur twjo sy kam ho ga itna ziada profit gain Kern gy hum.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mien kismat bhi hoti hai or mehnat bhi hoti hai. Allah pak khud kehtey hain insan ko jis ka mafhoom yeh hai key behtar sey behtar tar key liye koshish karo to matlab yeh key mehnat karo hamari koshish yeh he ho sakti hai na to wo hamien karni he chahye.
                      • #12 Collapse

                        dear ap 3 steps jo bnay hn market ka adner sa search kr ka kafi acha hn dear dua to humari zroret ha and eman ha so humlogon ko lazmi dua krni chaya and ksimet ka likha e sub logon ko milta ha dear so hum logon ko aci ya bur qismet ka bh khayl rakhna chay and mehnet bh khob krni chaya qn ka es ka phul hb lazmi milta ha dear
                        • #13 Collapse

                          G han qismat ka bhi amal dakhal hy par dear main cheze apki mehnat pe depend krti hy and mehnat ka phal apko allah dyta hy bilkul. But by chance ya luck apko huge profit hya hy warna loss hya. Loss ko avoid krne aur profit gain krne ke liye strugle krni parti hy apko.
                          • #14 Collapse

                            g haan sae kaha ap na forex trading main dono cheeza bhot zaroori haan ager ap sirf manat karta hu tu phir b ap kamyab nhe hu sakta or sirf ager dua he karta hu tu phir b ap kamyab nhe hu sako ga is leya dono kam karna chaye then ap kamyab hu ga forex trading main.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aap ki bat sahi hay lekin forex market main ziada mehnet ki zarurat hoti hay kunke agar hamen forex trading aye gi he nai for you to phir hum kab tak duaen mangte rahy gay k market aap k haq main jaye understand behter hay bjaye is actually k hum sochtay rah jain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X