Aap wo broker kaisay choose kartay hain jo apki trading k liye suit karta hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap wo broker kaisay choose kartay hain jo apki trading k liye suit karta hay?
    Dear forex forum members,agar aap forex market main kaam karnay k liye google say forex brokers ka search kartay hain to apko takreeban 2 millions say bhi ziada ka result mil sakta hay jo forex market say related hain,laikin ab yeh aapki soch hay ap kis tarha say apni trading aur apnay hissb ka broker intekhaab kartay hain.

    Forex broker ka intekhaab..

    Forex market main kaam karnay k liye hamari sab say pehli mushkil yahin say start hoty hay k ham nau jis broker k sath apni tamaam investment istemaal karni hay ya hamain jis broker kay sath kaam kartay huway sahi faida hasil karna hay us brokers ki kia khoobia hain aur uski kia khamian hain,jub ham yeh samjhnay main kamyab ho jatay hain to aik had tak hamari mushkilaat ka hal nikal ata hay jisk baad hamaray liye trading kartay huway bahut sari mushkilaat asani main tabdeel hoty hain.
    Mine apni life say yahi aik experience hasil kia hay k forex world main bahut saray aisay brokers hain jinka is market main kaam kartay hwuay sirf fraud k ilawa aur koi bhu mukaam nai hay jiski wjaha say bahut saray aisay new traders hotay hain jo apni start main he nuksaan kar jata hain aur market main kaam karnay kabil he nai rehtay hain qk aik fraud karnay wala broker uski invest ko zaya kar daitay hain.
    Sab say pehlay hamaray liye yeh baat perfect honi chaye k ham jis broker k sath apnay kaam ko start karna chah rahay hain kia wo hamaray liye suit hay?kia agar ham usk sath kaam kartay hain to ham us say koi dhokha to nai khaa saktay hain,agar yeh sab kuch thek hay to hamain usk sath kaam karnay main aur apni invest laganay main koi bhi harj nai hay.

    Forex broker ko check karna..

    Forex market main kaam karnay k liye jub ham apni invest ko laganay k liye aik broker kay sath registerd hotay hain to hamari sab say pehly zimadari yeh hai k hamain yeh daikhna bahut ziada lazmi hay k kia wo broker ko defaulter to nai hay kia us broker ki purnai history default to nai hay kahin uska spread ziada to nai hay,uska withdraw time period kita hay aur uskay sath konsay methods ad hain agar ham in sab ko aik mukammal tarekakaar k sath check kartay hain to ham tab he kamyabi k sath usk sath registerd hotay huway market main kamyabi k sath trading kar skatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aap wo broker kaisay choose kartay hain jo apki trading k liye suit karta hay?

    Dear Forex member aapane bahut hi acche se Kaise apni information ko Hamare Sath Kiya Kiya Tha Jo ke hamara forex market Mein broker ki selection Jay related hai dear Forex number Jab Ham Apne forex market Mein Apne trading Ke Liye Koi brokerage charge karte hain to iske liye Humko bahut hi carefully Apna selection karna hota hai Kyunki dear Forex member Agar Ham ismein Ek acche broker ko select karte hain aur is Mein trustable broker ko select Karte Hain To ismein Ham bahut hi acchi facilities hasal kar sakte hain Kyon PDF Forex member 1 Achcha Jo broker hota hai Hamesha Apne clients ko bahut hi acchi facilities provide karta hai aur ismein uske liye bahut hi acche margin bhi deta hai aur koshish karta hai ki vah kam se kam market Mein separate Apne clients ke liye Rakhe isliye Ham Jab apni market Mein Koi broker select karte hain ya usko use karte hain To Hamen ismein bahut ki acche tarike se Soch samajhkar Faisla karne ki jarurat hoti hai.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
    • #3 Collapse

      Re: Aap wo broker kaisay choose kartay hain jo apki trading k liye suit karta hay?

      Assalam walekum hope you all are fine and doing well on Forex trading a dear members for a trading pr brokers ko choose karne ke liye hamare pass knowledge Ka Hona bahut jaruri haiForex trading per hardworking karne wale log hi kamyabi Hasil Karte Hain Jo log hardworking karte hain aur apne kaam par proper focus se karte hain aur proper timing Dete Hain To hi log Jyada Se Jyada earning Hasil kar sakte hain Jo log Forex trading co proper time nahin dete vah log kabhi bhi successful trader Nahin Ban Sakte Forex trading per Hamen Apna Jyada Se Jyada time spend karna chahie aur Hamen Forex trading per Lal acchi nahin karna chahie balke Sabar se kam Lena chahie aur Forex trading ke rules ko ignore nahin karna chahie Agar Ham Forex trading ke rules ko ignore Karke kam Karte Hain To Ham kabhi bhi kamyabi nahin Hasil kar sakte hain isiliye Hamen rules ko follow karke kam karna chahie aur depression Mein Kabhi Bhi Hamen trading Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham tension mein hote hain aur trading Karte Hain To Ham sev trading nahin kar sakte isiliye Hamen cool mind ke sath trading Karni chahie aur Hamen time table Banakar Uske according kam karna chahie Jab Ham time table Banakar kam Karte Hain To Ham Apne target ko complete kar sakte hain Agar hamare pass knowledge or experience Hoga To Ham easily broker ko choose kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Aap wo broker kaisay choose kartay hain jo apki trading k liye suit karta hay?

        Ji han bhai jaan aap bilkul theek hai Rahe Hain Aapke is Baat se Magra karta hun Kya aapane Ek Achcha Sawal Kiya Hai Hamen chahie ke per Hamen friends trading Mein Hamen freshman ke sath hi trading karne chahie aur is Mein Achcha Mein knowledge Hasil karna chahie Hamen takat ki moment ko analyse karna chahie demo account practice karni chahie Agar Ham ismein Kamyab Hona chahte hain aur ismein acchi earning Hasil karna chahte hain To Ham Jyada Se Jyada knowledge Hasil karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: Aap wo broker kaisay choose kartay hain jo apki trading k liye suit karta hay?

          SBI Ramesh Market Mein trade Lagane ke liye Achcha broker select karna Hota Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai market Mein acche broker per kam karne se Kafi Jyada benefits mil Jaate Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Aap wo broker kaisay choose kartay hain jo apki trading k liye suit karta hay?

            Forex trading market me broker ki selection is one of the most important factor hota hai jo aapki trading decision-making ko profitable banaa sakta hai Pakistan Forex forum ek aisa platform Hai jis per aap apni working ko complete kar ke Forex trading market ke liye investment receive kar sakte hain kyunki Jab aap is platform per apni working ko complete karte hain to aapko Forex trading market ke liye kuchh weekly basis per investment provide ki jaati hai jo aap ke liye bahut jyada helping platform provide kar rahi hoti Hai is investment ko aap acchi tarah utilised kar sakte hain Jab aap market mein ek acchi position for entry lete hain to ismein aapko hamesha ek acche broker ko find out karke ismein profitable trading karna hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Aap wo broker kaisay choose kartay hain jo apki trading k liye suit karta hay?

              Dear Forex member Assalamu alaikum umeed hai aap sab khairiyat se honge aaj humne GS topic per baat karni hai vah hai broker ke bare mein der friend ham apna broker choose nahin kar sakte balki yah vah khud hi choose Karke hamen select kar dete Hain isiliye hamen Kisi barfi focus nahin karna just apni progress per focus karna hai ki ham kis Tarah minut karenge agar aapki minut jyada hai aap hard work jyada karte Hain to aap ko Kisi bhi broker ki jarurat nahin hai bolkar aap apne work per yakin rakhe inshallah jarur kamyabi honge aur aapko bahut jyada profit Hoga aur aap kamyabi ki taraf jaenge inshallah
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Aap wo broker kaisay choose kartay hain jo apki trading k liye suit karta hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Usama305 پيغام ديکھيے
                Ji han bhai jaan aap bilkul theek hai Rahe Hain Aapke is Baat se Magra karta hun Kya aapane Ek Achcha Sawal Kiya Hai Hamen chahie ke per Hamen friends trading Mein Hamen freshman ke sath hi trading karne chahie aur is Mein Achcha Mein knowledge Hasil karna chahie Hamen takat ki moment ko analyse karna chahie demo account practice karni chahie Agar Ham ismein Kamyab Hona chahte hain aur ismein acchi earning Hasil karna chahte hain To Ham Jyada Se Jyada knowledge Hasil karna hoga
                Dear es ka asan solution yeh hai kay ap ko pata hona cheye kay jab be ap koi broker chose karian ap us kay deye howy trading account type ko daikhan. tu ap ko idea ho jaye ga kay woh kon sa trading account ap ko offer karwa raha hai us ki condition kiya hai or ap ko us mai kon kon c cheez suit kar rahi hai kay woh ap chose karain gy tu ap ko asnai sy trading mai faida ho sakta hai. zaida tar deposit, withdrawal method daikhye jaty hain leverage, lot size, hedging, scalping, spread etc yeh common cheezian hai jo ap nay use karni hoti hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X