Dear forex forum members,agar aap forex market main kaam karnay k liye google say forex brokers ka search kartay hain to apko takreeban 2 millions say bhi ziada ka result mil sakta hay jo forex market say related hain,laikin ab yeh aapki soch hay ap kis tarha say apni trading aur apnay hissb ka broker intekhaab kartay hain.
Forex broker ka intekhaab..
Forex market main kaam karnay k liye hamari sab say pehli mushkil yahin say start hoty hay k ham nau jis broker k sath apni tamaam investment istemaal karni hay ya hamain jis broker kay sath kaam kartay huway sahi faida hasil karna hay us brokers ki kia khoobia hain aur uski kia khamian hain,jub ham yeh samjhnay main kamyab ho jatay hain to aik had tak hamari mushkilaat ka hal nikal ata hay jisk baad hamaray liye trading kartay huway bahut sari mushkilaat asani main tabdeel hoty hain.
Mine apni life say yahi aik experience hasil kia hay k forex world main bahut saray aisay brokers hain jinka is market main kaam kartay hwuay sirf fraud k ilawa aur koi bhu mukaam nai hay jiski wjaha say bahut saray aisay new traders hotay hain jo apni start main he nuksaan kar jata hain aur market main kaam karnay kabil he nai rehtay hain qk aik fraud karnay wala broker uski invest ko zaya kar daitay hain.
Sab say pehlay hamaray liye yeh baat perfect honi chaye k ham jis broker k sath apnay kaam ko start karna chah rahay hain kia wo hamaray liye suit hay?kia agar ham usk sath kaam kartay hain to ham us say koi dhokha to nai khaa saktay hain,agar yeh sab kuch thek hay to hamain usk sath kaam karnay main aur apni invest laganay main koi bhi harj nai hay.
Forex broker ko check karna..
Forex market main kaam karnay k liye jub ham apni invest ko laganay k liye aik broker kay sath registerd hotay hain to hamari sab say pehly zimadari yeh hai k hamain yeh daikhna bahut ziada lazmi hay k kia wo broker ko defaulter to nai hay kia us broker ki purnai history default to nai hay kahin uska spread ziada to nai hay,uska withdraw time period kita hay aur uskay sath konsay methods ad hain agar ham in sab ko aik mukammal tarekakaar k sath check kartay hain to ham tab he kamyabi k sath usk sath registerd hotay huway market main kamyabi k sath trading kar skatay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим