earning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    friend meray khayal say to woh is plat form ko achy say study nhe karty is liay aisa hota h,yeh bhe ho sakta h k ziada say ziada ka lalach unhain lay doobta ho
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex mai earning karna bohat he asan hai agar apka pass pahly say is kam ki knowledge hai or ap trading karna janty ho.other wise ap first time ya kam kar raha hoto best yahe hai ka aik demo trading account banao or us pay kam karo is say apko bohat kuch learn karna ko mela ga or jab ap posting start karo gai yani koi item buy or sell karo gai tu apko profit be hoga.
      • #78 Collapse

        well for me the big reason for that is that they dont work hard and dont have enough knowledge to do trade and are not intrested in the forex trading i think that they have no idea about trading are not trained they join forex and then leave it because they dont have knowledge
         
        • #79 Collapse

          khali hath sirf wohi log jatay hain jo learn kye bina he earn karnay atay hain so pehlay learn kya jae bad me he earn kya ja sakta hai yaha pay.ye log yaha pay time pas kartay hain aur chalay jatay hain.
          • #80 Collapse

            Forex trading se khali hath is liye jaty hai kyu k wo trading begair kisi knowledge or experience k trade karty hai ya phir trader k pass knowledge or experience mojood bhi ho to wo lalach or emotions ko trading me use karta hai jis ki waja se wo loss kar jata hai us ka account wash ho jata hai wo khali hath Forex trading se chala jata hai
            • #81 Collapse

              forex ka business bhot risky bhi hota hai.isleye is main trading kerne ke liye bhot technique ke zarorat hote hai.forex main logo ko loss ka samna kerne ke waja yehe hai ke logo ke awareness kam hai forex ke bare main jis ke waja se logo ko loss hojata hai.
              • #82 Collapse

                The amount of profit that a corporation produces throughout a particular amount, that is typically outlined as 1/4 (three calender months) of a year. Earnings usually sit down with after-tax profits. Ultimately, a business's earnings are the most determinant of its share worth.
                • #83 Collapse

                  ji haan meray khayal mein aap ne theek kaha forex trading business mein ziyada ter woh log loss ko hasil kertay hain jo k iss k barey mein knowledge hasil nahi kertay hain unn ko loss hota hai .
                   
                  • #84 Collapse

                    isme bohot se log aise hi chale bhi jate hai uske kuch reasons hote hai jese apko kisi business ki knowledge nahi aur pa w kam kerlo to ap nahi kerpate hai usy isi tarah forex ki study agar apke pass nahi hai to ap kamyab nahi hosakte aur loss pe loss hoto zahir hai apko bura hi lagega ye sab.
                    • #85 Collapse

                      forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main kam ker ke ap achi earning hasil ker skate hain agar ap learning ker loo to ap asni se achi income bana sakoo gye warna ap ko loss ka drer rehe ga
                       
                      • #86 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                        Log forex me earning krny aty hn lakin wapas khali hath jaty hn ziyada tar,aakhir waja kia hy.?
                        MERE khayal main jo log loss kerte hain wo apni ghaltiyu ke wajah se he karte hain,sub se bri baat huti hai knowledge 2nd huti hain experience,agar ye 2no ap k pass hain to ap khali hath nhi jasakte hu,.
                        • #87 Collapse

                          Ap ne es thread mein insan ki thinking ki full history bata di,start mein har koi mehnat karta hai,small earning se bhe khush ho jata hai phir wo lalach karta hai aur mehnat bhe chor deta hai .
                          • #88 Collapse

                            bhai meray point of view say to woh apni jald bazi ki waja say hi yaha say khali hath jaty hngy,is mai forex ka to kohi qasur nhe h,hamain chaheay k hum apny loss hony par apny weak points ko identify karain,na k bus isy chor kar hi chaly jaen
                             
                            • #89 Collapse

                              forex me log ache earning karney k liye he atey hain... yha traders trading karty hain currencies ki .. or iske ilawa beginners yaha forum pe posting karty hain jspe unhe bonus mlta hai ye bonus unhe profit ki surat me earn karna parta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                yehi baat to samjhnay ki hai k log yaha pay earning k lye atay hain aur khali hath balkay nuksan kar k ku chalay jata hain is ki waja yehi hai k wo log is kaam ko seekh kar enter nahi hotay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X