Real account mein trading kab start karna chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Real account mein trading kab start karna chahie

    agr ap chty hn k ap real account mn trading karain tu ap ko chye ho ga k ap mehnat karin ap ap phlay is mn expert bnain or phir ja kr ap real mn trading karain tab hi ap is mn kamyabi hasil kar sakty hn agr ap chty hn k ap real mn kmayabi hasil karsin tu ap ko chye k ap achi trah se market ko samjhain or phir ja kr ap real mn trading karain tu ap acha munafa hasil kr sakty hn or ap is mn achi kmayabi hasil kar sakty hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Real account mein trading kab start karna chahie

      real account mein trading karne se pahle aapko Apne knowledge or experience ko improve karna chahie ek acche knowledge or experience ke sath hi aap Forex trading mein kamyab ho sakte hain Forex trading ek bahut acha business hai agar aap ismein mehnat karte hain to aap apni income ke target ko easily achieve kar sakte hain is business mein aapki mehnat aapke bahut jyada kam aati hai agar aap knowledge or experience ko improve Karke Forex trading mein kam karte hain to aapko benefit hota hai Forex trading 1 risky business hai isko join karne ke liye aap Apne knowledge ko improve karna hai aur apne knowledge ko demo account ke upar test karna hai agar ap demo account ki practice karte hain to aapko real account mein trading karte hue bahut benefit hota hai Forex trading mein technical analysis ke sath sath aapko emotional discipline ke sath kam karna chahie emotional discipline se ap professional trader ki Tarah acchi income hasil kar sakte hain Forex trading mein trade lagate waqt aapko kabhi bhi lalach nahin karna chahie aur money management or risk to reward ratio ko follow karte hue trade Karni chahie professional trader hamesha acche knowledge or experience ke sath kam Karke acchi income hasil karte Hain
      • #48 Collapse

        Re: Real account mein trading kab start karna chahie

        Assalamu alaikum my dear sir kaise ho aap Mein ummid karta hun aap khairiyat se Honge Sar Forex trading Itna Aasan Nahin Hai Itna Ham Logon Ko Najar Aata Hai To isliye Ham Logon Ko sabse pahle trading learning karna Hogi aur uske bad demo account per practice bahut jyada jaruri hai itna practice Karenge utna hi aapko experience ho jaega yah business experience ke sath Kiya Jata Hai Tabhi aap log Kamyab ho sakte hain real account per trading karna bahut Mushkil hota hai Kyunki hamare pass Kitna balance nahin Hota Jitna demo account mein hota hai isliye Hamen loss ka chance bahut jyada Hota Hai
        • #49 Collapse

          Re: Real account mein trading kab start karna chahie

          friends Assalamu alaikum friends umeed hai ki aap sab log khairiyat se honge aap sabne bahut achcha sawal kiya hai ki real account per hamen trading kab start karne chahie isliye aapko chahie aap pahle demo kaun per trading Karen jab aapko demo counter trading ki practice ho jaaye fir bhi aap real account mein practice Karen aur ek acche tractor ban sake jab aapki trading demo account per Puri ho jaaye aur aapko trading mein bahut achcha experience ho jaaye to hi aap trading real account per Karen
          • #50 Collapse

            Re: Real account mein trading kab start karna chahie

            Assalam u Alikum dear forex members mein umeeid krta ho keh ap sb kheriyat se hogey or apna kaam mehnat se krrahy hogey...
            Dear humey real account mein lazmi pehly trading nahi krni chahiye, Pehly humey demo account pe trading krni chaiye.. Eis se humey kaafi faida hoga or hum zaror forex se acha profit bana sahkty hain or apney financial conditions ko behtr kr sahkty hai
            • #51 Collapse

              Re: Real account mein trading kab start karna chahie

              Bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai aapko real account mein trading usi waqt karni chahie jab aapko demo account say proper achcha experience na mil paye forex trading ka isliye aapko chahie kya aap kaun se forex trading ki bar bar practice Karen jab aapke practice ki improvement ho jaega uske bad yahan real account mein trading start kar sakte hain acche experience ke sath
              • #52 Collapse

                Re: Real account mein trading kab start karna chahie

                Demo account per practice karne k bad hi humen real account per practice karni chahiejesa k ap log jaanty hyn k forex me kaam krna koi asaan baat nahi hy q k is me kaam krny k liye hamen kaafi knowledge or experience ki zroorat hoti hy jab bhi ap trade krty hyn tou market k trend ko samajh k apny technical analysis se zroor kaam liya kren taa k trade me apko loss kam ho technical analysis or fundamental analysis se kaam lia kren lot size ka bohat ehm kirdaar hota hy q k lot size hi hamaary loss or profit ka baaies banti hy jitni lot size kam hogi utna apka account safe rahy ga daily ka target forum par poora kiya kren taa k apko haftaawaar bonus acha mily or ap achi trading kr saken apna knowledge or experience barrhaty raha kren news ko zroor follow kiya kren taa k apki trade apko profit de saky real account per hum acha pasa kama layte hain or real account per trading us waqat start hoti hai jb hamare pas boht sara experience ho ga
                • #53 Collapse

                  Re: Real account mein trading kab start karna chahie

                  Dear member ap na bhot acha sawal kia ha as lia ham ko chia ham apna real account ma os time trade lagine chia jub ham ko bhot zayda tajirba ho or ham ko pata ho k ham as sa bhot zayda passy kma sakta hn as lia hm ko shia ham as li pakistan forex phr kam kira ga to os phr zayda zayda passy kma sakta hn as sa ham ko nhot zayda fida ho sakta ha
                  • #54 Collapse

                    Re: Real account mein trading kab start karna chahie

                    asalam alikum kaisay ho dosto umeed karta ho kay tamam forex members khairiyat say honga pahlay demo account istamal karnay kay bad real account istimal karna chahye us waqat istamal karna chahaye jab hamian bahut ziyada paractic ho jaye us waqat use karna chahye ham logo ko chahye kay ziyada sey ziyada kam karna chahye forex par kam karnay kay bad hum ko apna real account istemal karna chahye
                    • #55 Collapse

                      Re: Real account mein trading kab start karna chahie

                      Assalamu alaikum expensive forex member demo account per kam karne ke awful hamen kab actual account consistent with kam begin karna chahie buying and selling karne ke liye hamen family members baato ka kya rakhna chahie ki jab Ham yah trading begin karte hain real account in line with to kaise hamen karni chahie use in keeping with kaise kam Kiya ja sakta hai
                      • #56 Collapse

                        Re: Real account mein trading kab start karna chahie

                        Dear member real account mein hamen trading tab start karna chahie jab hamare pass achcha experience HoForex forum per hamen Delhi ka target complete karne ke sath sath acchi quality ka kam karna hota hai agar Ham ismein acchi quality ka Kam nahin karenge to Ham kabhi bhi profitable nahin ho sakte isliye hamen koshish karna hogi ki Ham apni learning ko perfect banaen Taki Ham acchi quality ki post Karen aur jyada se jyada information ko increase Karen jab Ham ismein information ko increase karte hain aur apne knowledge ko complete kar lete hain to Ham is form per achcha result hasil kar sakte hain isliye hamen achcha result hasil karne ke liye proper learning ki jarurat hoti hai agar ham ismein jyada hard work karenge to Ham is form per successful trading kar sakte hain agar hamare pass achcha experience hoga to Ham trading mein successful honge.
                        • #57 Collapse

                          Re: Real account mein trading kab start karna chahie

                          AP real account per trade us want Keri jb AP ko ye pira yaqeen hu kh AP profit gain ker sakti ha AP ko chayi AP apni planning k sat trade Keri tb ja ker AP is see profit gain ker sakta ha
                          • #58 Collapse

                            Dear jab ap apni trading main real account main ana chahty hain tu ap ko cheye kay ap demo account ko use karian. usi pay strategy ko use karain or jab ap strategy ko bar bar use karain gy tu ap ki strategy be strong hogi or sath mian ap es ka faida yeh hoga kay yeh din ba din strong hogi or sath main ap apni trade ko behtar karny kay leye woh mistake jo ap nay demo pay ki hogi sahi karny ka mouqa mily ga. Es tarha ap apni trade ko demo pay experience bana kar live main a kar apny account ko secure or acha profit bana sakty hain.
                            • #59 Collapse



                              Introduction:


                              Real account mein trading shuru karne se pehle kisi bhi naye trader ke liye ye sawaal bohat ahem hota hai. Jab aap forex ya kisi bhi financial market mein trading seekh rahe hain, to virtual ya demo account ka istemal karna pehla kadam hota hai. Lekin jab aur kaise aapko real account mein trading shuru karna chahiye, is par chand zaroori asoolon ko madde nazar rakhte hue, ham is post mein ghaur karenge.

                              Demo Account Mein Practice:

                              Real account mein trading shuru karne se pehle, traders ko demo account par sufficient practice karni chahiye. Demo account aapko market conditions aur trading platforms ke istemal mein maharat hasil karne ka mauqa deta hai bina kisi asli maaliyat ko nuksan pohanchaye. Aapko demo account mein kam se kam chand hafton ya mahinon tak practice karni chahiye, taki aap market ke nuances ko samajh sakein.












                              Basic Concepts Aur Strategies Ka Ilm:

                              Real account mein trading shuru karne se pehle, aapko basic trading concepts aur strategies ka pura ilm hona chahiye. Market orders, limit orders, stop orders, risk management, aur technical analysis jese asoolon ka aapko malumat hona zaroori hai. Ye concepts aapko trading ke maidaan mein asani aur confidence ke sath navigate karne mein madad karte hain.

                              Risk Management Plan Banayein:

                              Real account mein trading shuru karte waqt, aapko ek mazboot risk management plan banane ki zarurat hai. Aapko ye decide karna hoga ke aap har trade mein kitna risk lenge. General rule ye hai ke ek trade par risk 1-2% se zyada nahi lena chahiye. Is tareeqe se, aap apni maaliyat ko mehfooz rakhte hain aur unforeseen losses se bach sakte hain.

                              Trading Goals Tay Karein:

                              Real account mein trading shuru karne se pehle, aapko apne trading goals tay karna chahiye. Ye goals realistic aur achievable hone chahiye. Aapko ye decide karna hoga ke aap kis had tak nuksan bardasht kar sakte hain aur kitna munafaat haasil karna chahte hain. Trading goals aapko track par rakhne mein madad karte hain aur aapko disciplined rakhte hain.

                              Emotions Ka Control:

                              Real account mein trading shuru karte waqt, aapko apne emotions par qabu rakhna bohat zaroori hai. Greed aur fear jese emotions aapke trading decisions par asar daal sakte hain. Aapko apne trading plan aur strategy par bharosa karna hoga aur impulsive decisions se bachna hoga.

                              Realistic Expectations Rakhein:

                              Real account mein trading shuru karte waqt, aapko realistic expectations rakhne ki zarurat hai. Market mein har waqt profit nahi hota, aur kabhi-kabhi nuksan bhi hota hai. Aapko ye samajhna hoga ke trading ek learning process hai aur initial stages mein nuksan bhi ho sakta hai. Isliye, patience aur consistent efforts ke sath trading mein experience hasil karna zaroori hai.

                              Note ::

                              Real account mein trading shuru karne se pehle, traders ko demo account par sufficient practice karna, basic concepts aur strategies ko samajhna, risk management plan banana, trading goals tay karna, emotions ka control rakhna, aur realistic expectations banaye rakhna chahiye. Ye tajaweezat naye traders ko asli maaliyat ke maidaan mein tawajjuh aur confidence ke sath kadam barhane mein madadgar sabit hoti hain. Real account mein trading shuru karte waqt, har kadam hoshiyaranae aur mutawazi taur par lena zaroori hai.


                              There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                              ​​​​​​​

                              ​​​​​​​
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse



                                Aam taur par, jab kisi shakhs ko stock market ya forex trading mein shuruat karni hoti hai, to usay yeh sawal zaroor aata hai ke "Real account mein trading kab shuru karna chahiye?" Yeh ek ahem faisla hai jo aapke financial future ko mutasir kar sakta hai. Is masle par ghor-o-fikr kar ke apne liye sahi waqt ka intezar karna bohat zaroori hai. Is article mein hum discuss karenge ke real account mein trading shuru karne ka behtareen waqt aur tajaweezat kya hain.

                                Ilm aur Taiyari:

                                Sab se pehle to yeh zaroori hai ke aapko trading ke field mein achi malumat ho. Yeh shamil karta hai technical analysis, fundamental analysis, aur risk management ka ilm. Demo account istemal karke aap apne skills ko polish kar sakte hain. Jab tak aapko market ke asools aur trading ke strategies ka theek se ilm nahi hoga, real account mein trading shuru karna behtar nahi hoga.

                                Financial Position Ka Tafteesh:

                                Real account mein trading shuru karne se pehle apni financial position ka tafteesh karna zaroori hai. Yeh dekhein ke aap ke paas kis qadar paisa hai jo aap trading mein laga sakte hain. Hamesha yaad rakhein ke trading risky hoti hai aur aap ko loss ka bhi samna karna pad sakta hai. Apne financial limits ke andar rah kar trading shuru karein.

                                Trading Plan Banayein:

                                Ek acha trading plan banayein jisme aap apne financial goals aur risk tolerance ko madde nazar rakhein. Trading plan ke bina aap adhoora feel karenge aur apne trading decisions ko control karna mushkil hoga. Plan bana kar us par amal karna behtareen results dene wala hota hai.

                                Demo Account Se Asli Account Tak Ka Safar:

                                Demo account istemal karne ke baad, jab aapko lagay ke aap tayyar hain asal market mein trading karne ke liye, tabhi real account kholein. Demo account se asli account tak ka safar aapko market ki asliyat aur trading ke daldal ko samajhne mein madad karega.

                                Market Ki Halat Ka Jaiza:

                                Market ki halat ko samajhna bhi ek ahem factor hai real account mein trading shuru karne se pehle. Economic indicators, geopolitical events, aur market trends ko monitor karna zaroori hai. Aap ko chahiye ke aap tab hi trading karein jab market stable ho aur aap ke pas proper analysis ho.

                                Emotional Control:

                                Trading mein successful hone ke liye, aapko apne emotions ko control karne ki zaroorat hai. Greed aur fear se bachne ke liye emotional stability bahut zaroori hai. Agar aap apne decisions ko emotions ke asar mein nahi lete, to aapko trading mein ziada success milegi.

                                Small Investments Se Shuruat:

                                Real account mein trading shuru karne se pehle small investments se start karna chahiye. Isse aap apne risk ko minimize kar sakte hain aur gradually apni investment ko barha sakte hain.

                                real account mein trading shuru karne se pehle, aapko apni skills, financial position, aur market ki halat ka khayal rakhna zaroori hai. Agar aap in tajaweezat ko madde nazar rakhte hue trading shuru karte hain, to aapke chances hain ke aap successful trader ban sakte hain.
                                Never risk more than you can afford to lose on a single trade.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X