Trading is tricky

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading is tricky
    Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge Forex trading Ek bahut hi tricky business hai usko samajh na bahut jyada Mushkil Hai Forex trading Ko samajhna Jitna Jyada Mushkil Hai ismein kam karna usse Bhi Jyada Mushkil Hai Aap expert trader hokar bhi Aksar loss ka Samna karte hain Forex trading ko samajhne ki koshish karen aur Forex trading Mein Kabhi Bhi jaldbaji ke sath kam na Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading is tricky

    Trading kafi mushkil kam hai lekin isko aasan banane ke liye aapko apne mind ka acchi tarah se use karna hoga aur aap ko acchi tarah se learning karni hogi aur forex ko acchi tarah se samajhna hoga tab hi aap forex mein acchi tarah se working kar payenge aur ek achcha aur successful trader Ban payenge
    • #3 Collapse

      Re: Trading is tricky

      Ji han bhai jaan aap bilkul theek kah rahe hain mein aapki is baat se agri karta hun aur main aapko batana chahta hun ke jab Ham Koi trade open karte Hain To agar humko pata nahin hota ki kaun sa plan karna hai ya FIR ab kis side movement hone wali hai To Ham usmein loss Le lete hain aur profit hasil nahin kar paate yah is vajah se hota hai ki hamare pass experience nahin hota agar hamen trick ka pata hoga To Ham ismein profit asal kar payenge
      • #4 Collapse

        Re: Trading is tricky

        Dear member Forex trading market mein agar aap risky trading karna chahte hain to ismein aapko Hamesha bahut jyada Kiya call ho sakta hai basically Forex trading market Ek tricky techniques par depend kar rahi Hoti Hai Jab aap ismein inter hote hain to uske liye aapko Hamesha bahut jyada Kiya follow kar apni trading co perfect banana hota hai basically Forex trading market main aapko successful trading karne ke liye consistently is platform par focus karna hota hai aur ismein aapko maximum advantages ko increase karna hota hai otherwise aap successful trading nahin kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading is tricky

          Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai no doubt forex market Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen trading ke bare mein tric Hona chahie Agar Ham trading Mein tricky ke sath kam karte hain aur ismein Jyada Se Jyada information ko increase Karte HainJab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen is market Mein Soch Samajh Kar kam karna hota hai isliye Hamen is market mein overtrading bilkul bhi nahin Karni chahie overtrading se Hamen Bachana chahie Agar Ham is market Mein overtrading Karenge To Hamen is market mein sirf or sirf loss Hoga isliye Hamen is market Mein Soch Samajh Kar aur planning ke sath kam karna hoga Jitna Ham market Mein planning Karke kam karte hain aur acchi status g's ke sath kam Karte Hain To Hamesha market mein itna hi fayda Milta Hai Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham is market Mein trading karne se pahle maarpeet Mein acche tarike se time Den aur Market ko watch Karen Jab Ham market Mein judgement kar rahe hote hain aur ham is market Mein best entry Ka vate Kar Rahe Hote Hain To Hamen is market per bahut jyada fayda Milta Hai Hamen is market Mein Choti Choti mistake ka khayal rakhna Hoga Agar Ham is market Mein chhoti si bhi galti kar dete Hain To Hamen ismein sirf aur sirf aur nuksan Hota Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading is tricky

            Walekum assalam dear ismein aapko market ko samajhne ke liye different study karna hoti hai market Mein Ham Sab kam kar rahe Hote Hain To usmein Ham dekhte hain ki agar Ham is market Mein acchi Tarah Se learning Karenge aur ham is market ko time Denge To Hamen ismein kamyabi milati Hai Kyunki yah Ek Aisa business hack jismein aap Kitni Jyada mehnat karte hain aur aap ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam karte hain iska upay itne Jyada fayda Milta hai aur aapko ismein hi jyada success Mein sakti hai agar aap platform per acchi Tarah Se Ladne Karenge aur aap is platform ko Jyada acche tarike se Sambhal Karenge to aap kya knowledge increase ho sakta hai aur aapko is market mein jyada fayda ho sakta hai isliye is market mein aapko Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aapka trading experience hoga to aap market ki mood ko aasani se samajh sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading is tricky

              Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy bohat acha profit gain kar rahay hon gay g apki baat bilkol theak hy forex trading bohat risky hy es leay hami soch samjh kar entry leni chahiey es ky leay hami learning karni chahiey taky hmara knowledge or experience increase ho saky jis sy hum market ko achi tarah sy analysis kar saky or apny analysis ko strong bana ky hi apni trade open kar saky q ky hmari trade ka sara daro madar hmary analysis pr hota hy hmara analysis jitna strong ho ga hmari trade bhi otni hi safe rahy gi or risky trade sy bach kar apny strong analysis sy achi entry ly kar acha profit gain kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading is tricky

                Walekum assalam dear trading main aap technical analysis ko perform Karke trade Karenge to aap bus mein jyada fayda hoga Ham dekhte hain ki agar Ham acchi Tarah Se Lagne Karenge aur Market Mein Ham acchi Tarah Se Apne Anila sis' ko perform Karke trade Karenge dost mein bahut jyada fayda Hoga Kyunki yah Kaisa business hai ki jis mein aap Agar learning karte hain aur aap ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko ismein fayda hota hai jo log it market Mein Kamyab Hona Chahte Hain unko is market mein jyada Se Jyada mehnat karna Hogi aur unko trading mein Sabak sikhana Hoga Kyunki Jo log trading Mein acchi tarike se kam karte hain aur hard work Karte Hain vah Log bhi ismein Kamyab ho sakte hain Agar trading Mein Kabhi Bhi successful pata nahin banaa Ja sakta agar aap ismein hard work Karen aur Market ko proper time Den aur ismein acche tarike se apne analysis ko perform Karen aur Market Mein Soch Samajh Kar koi bhi trade lagaen to aapko ismein Achcha profit hoga Jo log is market mein jyada Se Jyada Mein Hamen Kahate Hain aur knowledge Hasil Karte Hain vah Log ismein fayda silver kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading is tricky

                  Assalamu Alaikum kaise hain aap sab Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji Hamen chahie ki Ham trading Main To ke bajay bilkul na Karen Agar Ham to ke bad hi Karte Hain To Hamen nuksan hota hai koshish Karenge analyse Karke Waar Kiya Karen agar aap analyse Karke trading Karenge to aap to ke baje se dudh hain kya aur aap analyse se ek acchi profit hasal kar Sakenge Jo log To Kya Karte Hain vah Log kabhi bhi kabhi kisi trade Mein Kamyab Nahin Hote per Kyon Ko nuksan Ka Samna karna padta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading is tricky

                    Their trading sikhane ke liye Hamen bahut hi jyada mehnat ki jarurat Hoti Hai Pahle Pahar trading bahut hi Mushkil Lagti Hai Lekin Jab ham ismein Xperia shasan kar lete hain aur trading Sikh Jaate Hain To Hamen Kisi Ki sim Ki Koi Mushkil Nahin Hoti aur ham isase acchi onion increase kar padhte Hain trading bahut thi Mushkil Hoti Hai Un Logon ke liye Jo ke Dam per practis Nahin Karte aur real account per hi practis Karte rahte hain unke contact service Ho Jaate Hain trading sikhane ke liye Hamesha jyadatar determine ko use Karen aur trading karne se pahle market ki moments ko samajhne aur charts ko samajhne to aapko trading Mein Kabhi Bhi loss Nahin Hoga aur trading Abba Sani kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading is tricky

                      Yes brother market Mein kam karne ke liye Hamen rest Lena Hota Hai Market ki condition Ko Dekhkar kam karne se Humko Kafi Jyada benefits mil Jaate Hain is market mein humko kam karti hui hum ko khud decide karna hota hai ki Humne kaun si trade Apne account per open karni hai Humko market ki ki condition koh's Milne Ke bad money management ke hisab se kam karna hota hai agar Hamen is market Ne discipline ke sath kam karte hain aur lot size ko control Karte Hain To is market Mein aasani ke sath successful ho sakte hain market Mein Apne account per Kshetra ke se kam karne ke liye technical analysis aur fundamental analysis karne Hote Hain Jab Ham market Mein trading strategy ke hisab se kam kar rahe Hote Hain To Ham is market mein nuksan se bache Jaate Hain technical analysis ke liye Humko Apne learning complete Karni hoti hai market Mein profit earn karne ke liye Hamen Koi trick use Karni hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading is tricky

                        Yes dear forex market Mein trading karne ke liye Hamen Main Koi tric ki jarurat Nahin Hoti Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai Hamen is market Mein acche tarike se kam karne ke bad profit Mil Jata Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading is tricky

                          Pyare doston kaise hain aap Sabhi ummid hi kya aap sab thik Honge aur Apna Kam kar rahe Honge their friend aapane bilkul sahi kaha hai ki trading Ek risky business hai isliye main trading karne se pahle Socha Na samajhna Jarur chahie Agaram soche samjhe Swagat Todkar Se Hain To Aise nuksan ho sakta hai profact trading hoti hi market koo analysis ker kaa apni trading kerni chayaa
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading is tricky

                            Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee or acha profit earn kar rahey hoo gee. Yes of course Forex me apko tricks se work karna chahye. Agr ap tricks se work kartey hain to apko profit hone k chances hain.
                            Forex is tricky, is me success or earning wahy gain kar sakta hai jo Forex me tricks ko use karta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading is tricky

                              Dear pak forex member Main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai trading ke liye mehnat karna jaruri hota hai agar Ham focus hokar kam karte rahenge knowledge or experience ke sath to Ham jarur kamyab honge iske liye jaruri hai ki hardworking ke sath apne kam ko Karen Taki aap jarur kamyab hun yahi baat Forex hamen batata hai ki aap mehnat Karen aur trading mein knowledge and experience ke sath kam karen to jarur kamyab honge yahi trading is tricky Hai jiska istemal karke Ham jarur kamyab honge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X