aik time pay kitni trades open karni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    Hello bro its all depend on you k ap ne trade kesy lgai hai agr ap ki trade loss ma ja rhi ha or ap ko pta hai k market further ap k against ja skti hai then ap ko lazmi us k against ek profitable trade open krni chahiye ta k ap ka loss recover ho sky or sath hi sath balance neutral rhy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      dear hum ko ak waqt ak time me ak trade karni c hiye ta k hum ko trade karty waqt koi problam na ho
      • #948 Collapse

        I think ek ya 2agahr aap ziad treds kholen gay ya sclaping karen gay us se apko hi nuksan hota hai apko market ki movemet dabo sakti hai iss lia mera neak mashwar hai
        Slow study win the race......
        • #949 Collapse

          Bhi ji Hume aik time per aik hi nhi hum jitni chahain posting kr saktain gain USS liliye Hume thori mehnat krna hu GI aur deposit zyda hu tu possible hai zyda trade ka huna
          • #950 Collapse

            trader ko aik time pay ziada trades open nai karni chaiye kion kay miare khayal say iss tarh say market ko monitor karna traders kay liye b mushkil hota hai . new trader ko khas toor per yeh practice nai karne chaiye aur aik he pair per achi learnign kar kay apni grift achi karne chaiye. phir baad mai beshak woh mazeed pairs mai b trading karin tu koi masla nai hoga.
               
            • #951 Collapse

              Agar aap ky paas accounts beraa hay too ap 5 say 10 trading bhi aik he dfa laaga skty hoo lekin agr ap keh paas accounts he chotaa hai, to aap struggle keraoo kei do trade su opir na jahaoo es keh ba lose ky zayedaa chaens hao jatey hn.
              • #952 Collapse

                aik time per aik trade open karna chahiye agar woh trade win kar gaye to agli agar app zyada lalach karein gy to app kabhi bhi iss mein earn nahi kar payein gy agar appp chatey hoo key app acha earn karo to app iss mein lalach na karo sabr sey kam lo
                • #953 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                  mai pochna chahta hun kay aik time pay kitni trades open karni chaiye kiu kay aksar aisa huta hai kay aik pair profit nahi de raha huta laikin dosra pair profitable nazar ata hai tu kia humai wo bhi open kar laina chaiye ya aik hi trade par concentrate karna chaiye?
                  Baat ak time pa kitna trades open karna ki nhi ha baat ya ha ka apka account may kitna amount ha agar apka amount apko ijazat da raha ha ka ap multiple trades lay sakta hein tu ap len,agar apka pass amount kam ha ur tu 1 ya 2 pairs pa focus rakhen,as say zada apka liye nuksaan da ha.
                  • #954 Collapse

                    is ka inehsar tu aap ke total capital aur situation per depend karta hai. lekin mera mashwara yehi ho ga ke aap aik waqt main 4-5 trades se ziada trades na open karain kiunke is se ziada trades open karny se aap un par sahi tawujoh nahi de pain ge aur confusion create hojae gi jis ke nateejay main loss ka khadsha barh jata hain.
                    • #955 Collapse

                      dear ye to ap k capital per hay ager ap k pass big capital ho to mare khyal main zroor asa kerna chahie ager aik pair per ap ne koi trade open ki ho aur is k bad ap ko lgay k kisi dosray pair main b aik acha profit gain ho sekta hay to ap ko b open ker sektay hain aur is se b profit earn ker sektay hain.
                      • #956 Collapse

                        Dear, agar apko forex ka bare main acha knowladge hai to apko forex par aik se zada trade open karni chahiya agar ap abhi new aye ho to apko aik trade par contrate karna chahiya jis se apko acha profit ho sakta hai
                        • #957 Collapse

                          ye humary account balance par depend karta hay agar hum theak say money management karen gay to hum achi trading kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain sahi say aur sabar kay sath kam karen
                          • #958 Collapse

                            mery khyal mn aik experince trador aik time py bht se trador use kr skty hain yah tu newly k liye pareshni hoti hai q k un ko es k bary mn zeyda pta nh hota or unhen smjh nh ata hota esliye new aik he trador use krenm
                            • #959 Collapse

                              ik time main hum kitni trades ko open kr saqty hain ye bonus ki limit main balance kitna hai kitni quote hai is tara say free margin say or money ki management say lot size ko minimize krny say zada trades ka order ko open kr place kr saqty hain f9 say
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                aik time pe aik hi trade ko open karni chaiy auar aik trade apkay lost me chali jaiy tu apko dosri trade ko tub opoen karna chaiy kay jub apko achi support point ya resistance point mil jiay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X