aik time pay kitni trades open karni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    mere khyal men hamen aik hei trade ko open rakhna chahye q k ham us pe apna sara focus rakh sakte hen ager apko bohat ziada experience hai trade ka to ap multiple trade b open kar sakte hen ye experience pe depend karta hai ager apko itna experiece nai hai to ap aik pe hei focus krn ye apk lie acha rahe ga aur faida de ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      mary bhai ap forex forum pay zaida say say trade laga saqty ha ir kam say kam be laga saqty ha ku forex forum wo online business ha jaha py ap jita passa invest kro gay or jitni marzi be trade laga saqty ha liken ma ap ko mashwaro yah du ga k ap zaida trade laga rahay hoty ha tu ap ko pata ni chaly ga k is trade ko badlna ha or kis tade ko off krna ha ...
      • #843 Collapse

        agar hum ek wakat me zyada nahi kum he trades open rakhay to asani ho jaya karti hoti hai humaray kam me hamesha he is cheez ka khas tor pay khyal rakhay k hum kesay is business me dair tak or achay tareekay ko apnaty howe sub kuch kar saktay hain or kiya b ja saktay hain.
        • #844 Collapse

          Aoa. I am also new traders here. Muje b ye janena ha k yaha per kon sa currency pair zyada profit deta h or is me hum ko kitni trading lagani chahey.
          • #845 Collapse

            i think traders should not be greedy about that the more they open the trades the more profit they can be able to earn so they should open maximum of one or two trades at the same time to focuse on the work and trades easily it is must to open less trades at the same time so we can not face the loss.
            • #846 Collapse

              I have another so much experience in the Forex Trading with an answer so I cannot tell anything about this or not and how many number of broken open and the same time so that I would like to discuss it with the city as well so what they want or what they use to say stuff.
              • #847 Collapse

                Jab tak aap experienced nahi ho jate aap ko aik hi pair pr kam krna chaheye aur multiple pairs ko use nahi karna chaheye. Yeh risky ho jata hy aur aap loss ko control nahi kar patey. Jab aap learning barh jaye aur aap ka experience bhi ziada ho jaye to aap different pairs ko use kr saktey hain aur un sey profit bana saktey hain.
                 
                • #848 Collapse

                  its your choice jitni app trades open kertein hain magar app app ziada trades open kareingey to apko bilkul samaj nahi ayegi
                  • #849 Collapse

                    Yes dear ek time me ap 2 se ziada trade ko open na karo kyoun k pher ap proper way se pips ki movement ko watch nahe kar skhty or jab ap order lagaty ho to apki eyes margin level pe he honi chaye
                    • #850 Collapse

                      Agar aap new comers hain aur aap ko ziada loss hota hy to aap aik hi pair main kam karain aur is key loss ko hi control krain. multiple pairs man kam krain gey to nuqsan ho sakta hy. Is key elawa pehlay aik lot with small volum ki lagayen aur jab dekhain keh market aap key favour main hy to aik aur laga dey aur phir isi tarah kam bhi kar dain.
                      • #851 Collapse

                        Mery khayal k mutabak ek wakt mai sirf ek bee traid open krni chahiye agar nuksan ho bhi to bhot kam ho
                        • #852 Collapse

                          Different pairs main kam karna kabhi kabhi buhat profit bhi deta hy aur kabhi kabhi loss bhi deta hy. Lekan is key leye zarori hy keh aap key pas learning aur experience ho. Agar aap new comers hain to aik hi pair main kam karna saheeh hy aur wait krna ho ga keh kab market aap key favour main aa jaye.
                           
                          • #853 Collapse

                            bhi jan ya to hum na traning sa phly apny planing ka hesab sa trade lgany hy is market ma koi limat nhi hy trade lgany ki hum is ma koi be kisy be kisam ki trade lga skty jitny marzi
                            https://t.me/pump_upp
                            • #854 Collapse

                              Dear bhai log , hum ko apnee investment aur risk managment ke hisaab se forex mein aek se zyada positions open kernee chahiye jis kee waja se aek order loss mein hoga to second trades se hum hedging se loss recover ker sakte hain ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                Hmen aik waqt me hmeshah aik hi trade open krni chahe kyun k agr hm aik waqt me aik se zyada trades open karty hain tu hmen loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm aik waqt me hmeshah aik hi trade ko open kiaa kareen is forum me

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X