aik time pay kitni trades open karni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Brother app ko chahie k ak time per ak lot lagana chahie is say zyada na lagae,agar app bohat lot lagatay hay to app ki sab bonus pans jaegi,is tarah app or lot be create nahi ker sakengay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      dear bhai ham aik time pey aik hi trades karni chahye kiun kay agar ham aik say zaiyda trade kary gay to hamy koi bhi faida hasil nahi hoga and hamy esa krny say loss hi loss hoga ise liye aik time pey aik hi trade kary
      • #438 Collapse

        Aik hi pair per aik hi waqt main aik hi trade open karni chahiye kun keh agar hum ziyada trades open karinge to ho sakta hai keh sari loss hi main chali jain to sab loss hi ho jaey ga. lehaza hamesha aik hi pair per aik hi trade open karni chahiye ta keh hum us ko easily manage kar sakien aur profit gain kar sakein.
        • #439 Collapse

          yr at a time aik hi open karni chaiye kiun k jitni ziada open karo gay ap k lia utna hi burden bary ga aur managae karna mushkil ho jaye ga aur shayed nuqsan ki ratio b ziada ho jaye
          • #440 Collapse

            bhai pehli baat to ye hai k aap jo trade open karian pehla uska analysis zaroori hai aur soch samajh kr trade open karain maximum aap 3 trade open karain ta k aap ko ziada tension na ho aur aap sahi faislay kr sakaina
            • #441 Collapse

              mery khayal main aap ko 2 or 3 sy zada trade open nh krni chahiey becouse zada trade open krny sy aap ka mind divert ho jaey ga or aap zada good trading nh kr saken gy is liye trade limit main hona good hy
              • #442 Collapse

                App aik waqt may aik sa zayda trading open kar sakte ho mager mare khayal may asa teek nae hay kue ka ap aik sa zayda karo ga to app confuse ho ga or ho sakta ha ap mix guide ho jao asa karni say so ap ko ye advise hay k aik time pay aik he open karo
                • #443 Collapse

                  bhai wese tau hamain aik time mein ziada trades open nahi karni chahiye lekin hum 1 ya 2 trades aik hi time mein laga saktay hain lekin is se ziada lagana hamare liay risky ho sakta hai kyn k phir hum apni sari trades ko control nahi kar payen gay aur un per concentrate nahi kar payen gay.
                  • #444 Collapse

                    i think aap ko apne mutabiq karni chahiye take ap theek se tawaju de kar sahi profit hasil kar saken jitna ap kam se ksm trade open karen gy utna aap theek se invest kar saken gy or acha profit len gy
                    • #445 Collapse

                      mujhay lagta hai kai sirf aik time per 2 ya 3 say zaida trades nai honi chahiyay because market buhat tricky hai so is main loss honay kai bhi chances hain so agar zaida trades hon gi aik time per tu ap ki sari equity bhi ja sakti hai.
                      • #446 Collapse

                        dear mery kheyal sy 1 time main 3 sy ziyada trade nhe krne chaheyain agar jum 1 time main 1 sy ziyada trade karain gy to hamain loss ho jy ga ya mera khud ka azmaya huva hi so plz dosto 1 time sy 3 ya 4 sy ziyada trade na karo .thanx.
                        • #447 Collapse

                          bhai ye to hum pay depend karta hai ya ap logo pay depend karta hai agr apko market ka pata hai jitny b pairs ki to beshak subki kardo open or agr kisi ki b nahi pata to na kro agr to ap knowldge rakhty ho to
                          • #448 Collapse

                            geeh! haan bhai humy 2 ya 3 trades open karni chaye qu k trades ki kimat up down hoti rehti hai na k ek hi trades py confidence hona chaye isly humry liye best hai k hum 2 trades open rakhy......................................
                            • #449 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                              mai pochna chahta hun kay aik time pay kitni trades open karni chaiye kiu kay aksar aisa huta hai kay aik pair profit nahi de raha huta laikin dosra pair profitable nazar ata hai tu kia humai wo bhi open kar laina chaiye ya aik hi trade par concentrate karna chaiye?
                              mere khayal se agr ap intial stage pe hoto kam trade open krna chahiye q k agr ap ziada trade open krenge to confuse hojaienge or phr agr ap trading mai familiar hojaienge to jitne marzi trade open kren
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                mere khayal me bhai ap ne bhut achi bt ki hai me b ap ki bt se agree hon or mere khayal me i think k ap ko aik waqat pe kam se kam trades krni chhiye takay ap ko handle karnay main koi mushkil na ho..aur ap bakhobi tareqay se invest kar k profit earn kar saktay hain agar ap aik waqat pe buhat ziada trades karain gay to is se buhat nuksaan hota hai ...apko samjh nahi ati k ap ko sari trades kaisay handle karo gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X