Lot size ka zyada istemal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Lot size ka zyada istemal

    Assalamu Alaikum Forex member ummid hai sab log khairiyat se Honge aur acche tarike Se Apna Kam kar rahe Honge aapane bilkul theek hai ki Hamen lot size ko kam hi Rakhna chahie kabhi bhi lot size ka istemal Jyada nahin karna chahie Hamen pahle Apne account balance check karna chahie aur uske Munh ki Hamen risk Lena chahie kabhi bhi account balance Se Badhkar is Nahin Lena chahie use Hamar account bhi wash ho sakta hai isliye Hamen Apne account ko sev Rakhna chahie aur Hamen lot size ko kam Rakhna chahie Taki Ham Achcha profit bhi Hasil kar sake aur apne account ko bhi save Rakh sake isliye main bilkul baat karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Lot size ka zyada istemal

      Forex trading market me agar aap lot size ki selection Jyada Karte Hain To usmein aapke account ki safety level ke liye bahut jyada dangerous position ho sakti hai Kyunki lot size ki selection aapke liye bahut hi important hoti hai aur ismein aapko Hamesha Soch Samajh Kar apni trading co complete karna hota hai lot size ki selection aapke liye bahut hi important role play kar rahi Hoti Hai Aap To Hamesha Soch Samajh Kar apni lot to select karna hota hai otherwise aapke liye bahut problem so sakte hain aur ismein aapke liye maximum advantages ko increase karna impossible ho sakta hai.
      • #48 Collapse

        Re: Lot size ka zyada istemal

        Ek Bada lot size bahut jyada risk hota hai isliye lot size aapko Hamesha Apne account ko hisab Se Lagana chahie aur apne capital ke hisab se lot lagaen agar aap risk Lenge aur Bada lot lagayenge to aapko nuksan Hoga Forex trading Mein safe reh ka trading karne ke liye jaruri hai ki aap money management ke sath kam Karen Forex trading me agar aap acha kam Karenge aur apne knowledge or experience ko improve karne ki puri koshish Karenge aur knowledge ko improve karne ke bad demo account ke upar test Karenge to aap ko bahut fayda hota hai aur aap acha profit hasil kar sakte hain Itna strong knowledge Hoga aur demo account ki practice hogi itna hi aapko benefit Hota Hai Forex trading mein agar aap mehnat Karte Hain To aap ki mehnat kabhi bhi zaya nahin jaati emotional discipline ke sath hi aap National traders Ki Tarah Achcha profit Hasil kar sakte hain agar aap kis Business mein money management karte hain aur risk nahin lete to aap long term trading kar sakte hain jab tak aap emotional discipline ke sath Kam Nahin Karenge aap is business Mein long term trading nahin kar sakte isliye business me mehnat karin aur Jyada Se Jyada income Hasil karne ki koshish karen Jab aap risk lete hain aur Bada lot size Lagate Hain To aapko nuksan hota hai isliye Hamesha Jis Se bachne ki koshish karen aur sirf rahakar acchi trade karne ki koshish karen risk Lenge to aapko Hamesha loss hi hoga
        • #49 Collapse

          Re: Lot size ka zyada istemal

          Assalamu alaikum ji han press trading main a lot size ka istemal bahut jyada jaruri hai ek shaks Jo soche samjhe bade lot size ka istemal karta hai vah nuksan uthata hai kyunki lalach buri Bala hai agar ham chhote se lots paristamil Kar ke profit hasil karenge to hamen kamyabi hasil hogi aur ham jyada se jyada Sikh le jab Ham Sikh jaenge tab ham apne lot size ko badhate jaenge Taki hamare profit main bhi ijafa hun shukriya
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #50 Collapse

            Re: Lot size ka zyada istemal

            Dear pak forex member Main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai lot size ka istemal karenge to hamen lot size ka istemal karna chahie tha ki hamen agar loss ho jaaye to kam ho aur agar Ham profit mein jaen to hamen achcha profit hans lo iske liye pahle hamen market Koi analyse karna hoga Taki Ham lot size ka istemal Karen to Ham achcha profit hasil karke kamyab

            اب آن لائن

            Working...
            X