Support and resistance level kia hota hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and resistance level kia hota hy.
    Assalamu Alaikum Forex trading agar hum trading kar rahe hote hain aur ham Jaise Bhi Pair per Trading karte hain usmein Hamen sabse Jyada yah dekhna Hota Hai ki yah Pair Kis Tarah resist kar raha hai aur iske sath sath Hamen yah bhi dekhna Hota Hai ki yah Higher value Tak Jyada Se Jyada Kitna jata hai aur low values ki Kitna Hai Isko Ham support and resistance level Kahate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support and resistance level kia hota hy.

    SUPPORT POINT KIA HOTA HAI?

    Support point esa point hota hai jahan par girti hui mrket achanak ek point sy takar khaa kar wapaas ajati hai aur next tinme bhi wahan usi point p any par takar khaati hai aur wapas chali jari hai jisko bullish way bhe kaha jata hai.

    RESISTENCE POINT KIA HOTA HAI???

    Resistance point esa point hota hai jahan par market uoer jaty huye nechy ki taraf achanak sy ajati hai . Iska matlab yeah hai k is main market bhut dafa uper usi point ko cross karny ki koshish kar sakti hai amain resistance maujood hony ki wajaah sy wo us point ko takar laga kar wapas bearish way main dakhil hojati hain.

    REISTENCE AUR SUPPORT KYUN BANTI HAIN??

    Resistence point ko yeah bhi kaha ja sakta hai yeah ek esi dewaar hoti hai jahan par bhut sy bary bary stake holders jesa keh BANKS, DFIS, FINACIAL INSTITUTES AUR INVESTING COMAPNIES apni investement ko bhut bhari miqdaaar main invest karti hain k buy trend ko es specific point p pending sell orders laga dety hain jis sy market jaab us point p jati hai tu sell ka achanak zoor barh ajata hai aur martket us point ko toor ni sakti aur bacj move akr jai hai. Us k sath sath support point is mukhlif hai k jaab bary bary INVESTERS yahan sell market main pending orders par buy lety hain tu amrket ek specific point p jaty he revesre hojati hai kyun k buyers ka paisa invest hita hai.

    SUPPORT AUR REISTENCE zarrori ni k ek he hoon chart main minor aur major support aur resistance maujood hoti hain[ aur un ko daikhna bhi zaroori hai minor support aur resistance bhi market ky trend ko cahange kar sakti hain aur karti bhi hain. Major support aur resistance ko toorny k market ko kafi mehnat karna parti hai.

    RESISTENCE AUR SUPPORT POINTS P TRADING KESE KARAIN

    Jo major resistance aur support hoti hain un points p hamain bhut daikh k aur samjh k trade karni cahiye achy specialist traders hames chart p major aur minor support aur resistance ko identitfy karty hain aur jaab market resistance ko touch karti hai tu evidence ka wait karty he selling karty hain esi traha market jaab support point p jati hai tu wi uski waqat ek evidence ka intezaaar karty hai k kisis bhi time frame main wo evidence provide akrti hai tu buy ki entry lete hain. Is tarah bhut resistance aur support point bhut zada madaad karty hain k acha profit book akr sakain.
    Last edited by ; 24-03-2021, 12:33 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Support and resistance level kia hota hy.

      Walaikum salam dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Jab Ham forest market Mein kam Karte Hain To Hamen support aur resistance level ko focus karna hota hai agar Ham resistance level ko focus Karte Hain To Hamen ismein bahut jyada advantages shasan hote hain isliye Hamen different time friends per kam karna hoga aur different time frame ko experience ke sath karna chahie Taake Hamen is form per Achcha result mile.
      • #4 Collapse

        Re: Support and resistance level kia hota hy.

        technical analysis perfect banane ke liye support level aur resistance level bahut hi important hote hain agar aap technical analysis ko perfect banane ke liye Forex trading market mein different levels ko properly identify kar lete hain aur support level aur resistance level ki proper information hasil kar lete hain to aisi situation main aapke liye bahut jyada advantages available ho sakte hain support level aur resistance level basically aapke technical analysis ko perfect banane mein bahut hi important role play kar rahe hote Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Support and resistance level kia hota hy.

          Assalamu alaikum bhai kaise hain aap ummid hai aap theek Honge aapka question bahut important hai main aapko explain kar deta hun support aur resistance level ko samajhna bahut jaruri hai agar aap profitable trading karna chahte hain to aapko Ek strategi Banani Hogi aapko chahie aap support limit se buy ki trade Lagaya Karen aur resistance level se sell ki trade lgaein suport se buy aur resitance se profit Hasil kar sakte hain Kyunki yah Ek level hota hai jismein market ki movement hoti hai bahut kam hi aisa hota hai ki market support aur resistance level ko cross karti ha warna is level mein hi market ki movement hoti ha
          • #6 Collapse

            Re: Support and resistance level kia hota hy.

            Walaikum salam dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share ki hai aur bahut Thi Achcha topic Hamare Sath discuss Ki Hai Jab Ham sport and resistance level Ki Baat Karte Hain To Hamen resistance level vah Hota Hai Jab trading Mein Ek point value Tak Jyada Se Jyada Jata Hai Jab log value log value Hoti Hai To ismein Ham spot and resistance level Kahate Hain isliye Hamen ismein bahut hi careful hokar kam karna chahie aur acchi quality ka gana chahie Jitna hamare pass Achcha experience Hoga aur learning Hogi Ham ismein itne hi advantages Hasil Karenge Hamen advantages ko increase karne ke liye Apne experience ko Hasil karna hoga aur Jyada Se Jyada market Mein X pant karna hoga Jab Ham market Mein judgement Karte Hain To acche timespan karte hain Hamen ismein Itni hi acchi information milati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Support and resistance level kia hota hy.

              dost jasa kah ap nay poocha ha support aur resistane level kya hota ha dost mujh iskay related zeyada information to ni ha ma thora sa explain kr data hoon dost jb trade upper ke taraf ja rhy ho aur apni boundary ma nechay a jay esay resistance kahtay han ese jarah agr nechay ja rhy ho aur apni boundary ma he upper chle jay esay support kahtay han dost is kalay haman experience gain krna perta ha agr hum success hasil krna chahtay han to
              • #8 Collapse

                Re: Support and resistance level kia hota hy.

                Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto jasa kah ap nay poocha ha support aur resistane level kya hota ha dost mujh iskay related zeyada information to ni ha ma thora sa explain kr data hoon dost jb trade upper ke taraf ja rhy ho aur apni boundary ma nechay a jay esay resistance kahtay han ese jarah agr nechay ja rhy ho aur apni boundary ma he upper chle jay esay support kahtay han dost is kalay haman experience gain krna perta ha agr hum success hasil krna chahtay han to
                • #9 Collapse

                  Re: Support and resistance level kia hota hy.

                  Dear Agar Ham Baat Kari Forex trading Mein sport level or resistance level ki To Agar Ham Forex trading business Nahin kam karte hue apni analysis ko perfect banane ki koshish kar rahe Hote Hain To Agar Hamen ine chijon ke bare mein complete information knowledge aur knowledge Hota Hai To Ham Apne technical aur fundamental analysis ko perfect Banane mein Mujhe Hamen bahut jyada help out kar sakte hain isliye aapko in per completely focus Rakhna Hoga apni learning abilities ke mutabik apne analyser ko perfect banane ke liye unke bare mein acchi knowledge aur information Hasil karke hi Hamen fayda mil sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Support and resistance level kia hota hy.

                    Dear parts market Mein Ham Jab study kah Rahe Hote Hain To Hamen ismein market Mein different sport or resistance level ke bare mein study Karni chahie forex market Mein Koi Bhi trade open karte hain usmein aap dekhte hain kya aapko Apne account balance integrate karna ho gaya aur aap ko itne acche se hoti hai to aapko Jyada fayda Hoga aur aapko is business Mein kamyabi Milenge Kyunki market mein aap Jab koi bhi trade Lagate Hain To ismein aap dekhte hain ki aap apne experience ki best per ismein trade kar rahe Hoti Hai Jab tak aapke pass West experience Nahin Hoga aur aap kis market Mein Soch samajhkar trade open Nahin Karenge to aapko ismein Achcha problem Nahin ho sakta hai izza's mein agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To iske liye aapko is market mein bahut hi acche se kam karna hoga aur aapko ismein self-confidence ki jarurat Hogi aur iske sath aap Jab ismein kam karte hain to aapko trading ki learning karna Hogi aur knowledge Harshit Karke demo account per practis karna Hogi Jab Ham support or resistance level ke bare mein study Karenge to hamesha mein jyada fayda hoga.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X