hello guys kisy ho ap sab main ummid karta hon kay sab theek hongy to sir aaj main aap kay sath trade setup aur entry
point kay bary main kuch batain share karon ga sab se pahly mary pas chart ha eurjpy h4 time frame ka jis main nay dekha
kay chori si reeng thi in levels 130.42 - 129.97 kay daouran jis ko market nay ek bari spreed kay sath beark kiya aur phr
market nay ussi level ko descaring price kay sath retest kiya hai yeh apkay samny chart main hai sab kuch aur retest karny
kay baad market down agai hai aur chart hai yeh
aur is kay baad ham dekhty hain h1 time frame kay chart ko market ne waid spreed kay sath beark out kiya tha ap dekha
hai kay phar se market ussi level per descaring price kay sath move karty ho tach kar liya ab ham nay yeh dekhna hai kay
ek full opar jata howa cendul jis ki closing bilkul low par ho gai is ka matlab yeh howa ka market ab opar nahin jain gi
yeh saign ham nay sirf dekhna level kay opar bohat si jagah apko maily mager wo shayd kam na kary aup apne is sing
ko level par hi dekhna hai aur ap dekh sakty hain kay market kitna down chali gai hai yeh mera chart hai h1 ka
aur is kay baad ham dekhty hain m15 ka chart jis main ham nay trade lana hogi choty time frame ham ko entry point ka
jaldi pata chal jata hai aur jab market beark out karti hai to wo ek choty time frame ka shor tarm up trend hota hai jissy
ham nay us ka wait karna hota hai kay yeh kab dewn trand main move kary aur ham entry lain ap dekh sakty hain kay
market ne is level ko 130,42 kiya beark out hony ka baad aur bohat down chali gai market aur yeh mara chart hai m15 ka

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим