Forex me lose.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    g han forex trading is business or business mai loss or profit hota rehta he laken ager ap ko bar bar loss ho rha he tw phale demo account pe practice karen ziada se ziada experince hasil karen phr real account mai kaam karen is traha app ko loss nae hoga or ap ziada se ziada profit earn kar saken ge........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      meshwera diya ha k kisi teacher se seekhna chaahiay lakin humain teacher mil nai sekta .ore me to is forum ko hi apna teacher semejta hun yahan se me ne forex k baarey me biht kuchh seekha ha ore abi bi mazeed mihnet ker raha hun new hun laken main khud ko expert nhi samjhta main idhr apny kuch friends say sekhta hun jo k mery pas uthty bethy hain. wahi mery teacher hain. aam trader sy islea sekha jata hy k wo kitny knowledge less hain or ek achy teacher sy islea sekha jata hy k un k pas real knowledge hy jo k hamy learning main help krti hy...
      • #528 Collapse

        loss to hai merybhai sirf is main nai ap jis bhi busnes sko join akro gay gay ap ko us main loss ko first dykhan huga us kay badhi ap ko is amin kuch prft kay bary main sochna hga tabhi ap kamyb hugy is main
        • #529 Collapse

          forex trading me ak ase senior teacher se mashwara lan hota he jo forex me old in hoa ho or kamyab trader ho us hi ke mashware ko follow karne acha sekhne ko milta he.
          • #530 Collapse

            janab mera khayal hy k forex trading main jis tarha hamri earning hoti hy ishi tarha hamari earning k sath sath loss bhi ho sakta hy trading ka ye usul hota hy............
            • #531 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
              Har new tradr apny apko expert tradr q smjta he?
              Wo kisi expert teacher se q ni sekhta?
              Aur ziyada tar tradr aam teacher se q sekhty hn jisko khuch b pta ni hota,
              merd khiyal se us expert teacher se sekhna chahiye jo 10,15 saal se forex me ho.aur pehly us ki statment chek krni chahiye phr us se sekhny ka faisla krna chahiye.
              Forex main yehi wajah hai,k log apne apko perfect kehte hain,is wajah se log apne apko loss ke taraf le jate hai,jub koi new trader 1 dafa kama leeta hai to tu wo kehta hai k bus wo trader bun gaya hai,.
              • #532 Collapse

                mery bhai forex men loss hota han ya aik onlne business han or online business ya or business ho loss hota rehta han is men hamen bhut fida mlta han is le ya or ham yahe chaty han ky jab tak ham is online business men loss khtam ho ji ga bs hamen bhe vahe krna hota han
                • #533 Collapse

                  q k mere khyal main pakistan main koi bhi expert nhi hai es ki main waja jo main samjhta hu wo ye hai k pakistan main koi bhi proper institute nhi hai forex trading se related es liye main ye samjhta hun k koi bhi pak min mukammal ex[ert nhi hai
                  • #534 Collapse

                    dost hum is ki bari waja overconfidence ko keh saktay hain ku k is kaam me atay he kuch log over confidence ho jatay hain aur apnay apay say bahir ho jatay hain.hame is cheez say bachna chahye...
                    • #535 Collapse

                      dear ma tu ye he samjta ho k forex trading business ma new trader ko loss he esi waja sy hota hai k wo khud ko eak expert trader samjta hai or without knowledge or trading experience real trading start karta hai.
                      • #536 Collapse

                        g zaroor. lekin aap forex main kisi teacher se seekhe beghair b profits earn kar sakte ho is k bht se sources hain. jese k online ebooks, articles, forums and many other websites jo trading courses deti hain.
                        • #537 Collapse

                          yes aap nay thek kaha magar aapko ye btana chahti hon k forex ko sikhnay k liye humay kisi teacher ki zarorat nahi hoti wo forex teacher humay khud online chart or web sits se guid karta hain or forex ki knowledge deta hain jis se achy trading kar sakty hain
                           
                          • #538 Collapse

                            dear aap theek keh rahay hain.. aisa aksar hota hai.. jo log aisa krtay hain unhain nuqsan uthana perta hai.. lekin bht se log forex trading men kisi senior ki help or guidance he lete hain, jis k bayes unhain kamyaabi milti hai!
                            • #539 Collapse

                              bhai jaan mere khyal se hr business me apko loss bhi hota he aur profit bhi hum tarding senkh kar shero karn to hum ko loss nhe ho gy hum ko forex mein achi tarding karn an geenygy to hum bhot gaily rich ban sakty hein.hme is me lalach nai krna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Mery bhai boht se logon ko trading nhi aati lykn woh kehty k ham trading mein expert hain aur ici baat per unhain loss bhi hou jata hai aur phir woh pichtaty hain ic liye unhain chahiye k woh trading start krny se pehly un ko achi trhan learning krni chahiye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X