successful trader ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    brother forex trading ka main purpose to earning hai per is se hum bht si or chezen sekhte hain jese management or leaning through proper ways or proper analyzation skills or ye bht ache advantages hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      g dost ap ny sahi kha hai keh forex 1 risky business hi hai mager ye risk katam bhe keya ja sakta hai ager ap is main knowledge or is main experience hasil kar ly or is main zyda sy zyda time dy to ye ap ka ye risk kam ho sakta hia or ap 1 achy trader ban sakty hain
      • #438 Collapse

        parfact to kisi ko bhi ni kha ja skta mgr may kitny logon ko jnata hun jo forex kr rhy hy ar un ki monthly incom pakistani hisab say karorn rupe my hy ar ye bat may aysy hi nhi kr rha may un ko pasrnli jatn bhi hun ar un hi k kehny py trade start ki
        • #439 Collapse

          dear successful trader wahi hota hay jo zeyda se zeyda learning karta hay or jo apni ghaltiu ko dubara forex me nahi dohrata, successful trader ki pehchan ye hay k wo daily forex news ko read karta hay or us k bad trading karta hay.
          • #440 Collapse

            I think k sucesful trader w0h hai jo hr m0nth atleast 10,000 rs earn kr sakai ya agr k0e sucesful trader kixi ko kaha jata h s0o please hamai bhe is kn0wledge k barai mai kn0w h0w dain k hamai pata chalai k hum kix tarha ek sucesful trader bn k is f0rex trading k zarye zada xai zada earn kr sakain....
             
            • #441 Collapse

              Meray khayal main aik successful Trader wo insan ho skta hai jis main lalch boht km ho q k lalch boht buri bla hai aur jo log forex main lalch kartay hai wo hamesha loses ka samna kartay hai aur aik aesa insaan jo lalch nhi karta hamesha wo he kayaab hota hai
              , , ,
              • #442 Collapse

                successful trader wo hai jo forex ko deeply parhta hai study karta hai forex me successful hona itna asan nhi hai forex ko samjhe or forex se faida uthaye jo buht se log uta rehe hain ye ek best opportunities hai ap sab k liye so study kare forex ko us ko analysis kare then trade kare
                • #443 Collapse

                  well ye baat bilkul thek hai lekin es kaam main success hasil karna itna easy nhi hai q k pakistan main rehty huye bad qismati ye hai k hamare yahan es kaam ko seekhny k liye koi bhi proper institute nhi hai aap ko apni madad aap k teht hi kaam karna hota hai
                  • #444 Collapse

                    apka kehna thek hai lekn mere khayal se to successful trader bhi hotay hain q k jo isay apna profession bana laitay hain aur yahan achay knowledge aur achay experiance k sath acha profit bhi gain krtay hain aur market ko achi tarah analyse kr laitay hain aur loss unhain bhi hota hai lekn jo apni mistakes se sekh kar agay barhta hai aur profit agin krat hai mere nazar me wohi successful hai..........
                    • #445 Collapse

                      bhai forex trading aik bauhat aacha business hai iss business main koi apnay app ko yeah nahi keh sakta kay main aik sucess full trader hoo kyunki iss kay liye app ko bauhat ziada practice karni parti hai roz ki bunyad per app ko bauhat ziada hard working karni parti hai takay app iss business ko aachi tarah say learn kar sako jo kay iss business kay liye sab say ziada zarori hai
                      • #446 Collapse

                        forex main success trader wohi hai jo apna kam mehnat say kary or agar us ko loss ho bhi to wo himat na hary tab bhi mehnat say kam kary or jis waja say us ko loss huwa ho wo us galti ko sudahr kay agy cahly or mehnat kary wohi success trader ho sakta hai
                         
                        • #447 Collapse

                          forex main kaam kary aur phr iss kay baad iss main dil laga kaar kaam kary aur nai kh sakta q kay is main kabhi market main prices up down ho akti han lakin agar un kay pas acha phr hi woh iss main kamjab ho sakta ha lakin iss kay liye hum......................
                           
                          • #448 Collapse

                            forex main success trader wohi hai jo apna kam mehnat say kary or agar us ko loss ho bhi to wo himat na hary tab bhi mehnat say kam kary or jis waja say us ko loss huwa ho wo us galti ko sudahr kay agy cahly or mehnat kary wohi success trader ho sakta ha
                             
                            • #449 Collapse

                              Dear forex bohat bara business hay es may successful trader banna mazak nahi hay arboon karboon ki investment ho or phr skill full admi yah company ho jo trading karay of profit ho us ko hi hum successful trader kahan gay wana muj jasay jo forex business may tu nazer bi nahi aatay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                G han dear ap ki baat bilkul thek hai forex market mai survive karna bohat hi ziada mushkil hai q k is mai humain successful hony k lye hardworking or knowledge ki bohat zaroorat hoti hai humain greed sy bachna hota hai or proper planning sy trading karni hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X