Small lot size successful trader ke nishane hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Small lot size successful trader ke nishane hai

    Assalam o Alaikum dear friend agr hum Forex trading kar rahe hain to hamen hamesha normal lot size ke sath hi trading karni chahie kabhi bhi apne account Karne se zyada lot size ka use nahin karna chahie jab bhi Ham lot size ka use apne account balance se zyada kar dete Hain money management ko follow nahin karte Tum kabhi bhi ismein kamyabi ko possible nahin banaa sakte isiliye agaram press mein kamyab hona chahte Hain acchi earning hasil karna chahte hain to main hamesha mehnat ke sath learning ko improve karte hue acche experience or knowledge ke sath kam karna hoga jo log ismein mehnat karte hain money management ko follow karte hain time management ke sath kam karte hain woh zarur kamyab ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Small lot size successful trader ke nishane hai

      Dear friend bilkul theek aap Logon Ne small lot lot size successful trader Ki Nishani Hai Kyuki Agar Hamare account mein bonus kam Hoga aur ham lot size jyada lagaenge to is per Hamen loss ho sakta hai isliye Hamen small lot sorry Lagana chahie tabhi Ham work Cygnus Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki trading bahut risky hoti hai isliye Hamen small lot 5 lagakar hi ismein profit gain kar rahe the
      • #63 Collapse

        Re: Small lot size successful trader ke nishane hai

        ji han forex trading mein jo log money management ka hasya rakhte Hain wohi acche trader hain aur vahi apne account ko bhi sev rakh sakte hain aur apne liye achcha profit bhi bana sakte hain forex trading mein agar aap achcha munafa banana chahte Hain to aapko apne andar sabar paida karna padega shmashan ko control karna padega money management ke Mata bhi kam karna padega apne experian score increase karna padega tabhi aap Faraz mein acche trader per sakenge aur apne aap aur nuksan se bhi bacha sakenge
        • #64 Collapse

          Re: Small lot size successful trader ke nishane hai

          Assalamualaikum kaise hain aap submit karta hun bilkul theek honge ji bilkul sambhal lot size 1 successful trader ki nishani hai Jo successful trader hote hain vah hamesha apni lot ka size sambhal rakhte Hain takiye vasafe rahe unka account bhi safe rahe aur unko jyada bada nuksan bhi na ho isliye aapko bhi chahie ki agar aap acche lal banna chahte Hain achcha profit hasil karna chahte hain to hamesha about ka size jaaye vah chhota rakhe hain is Tarah aapko Kabhi bada nuksan Nahin hoga
          • #65 Collapse

            Re: Small lot size successful trader ke nishane hai

            dear Forex member Assalamu alaikum aap sab khairiyat se ham game on this topic per baat karni hai vah hai lot size ke bare mein date friend Agar aapka account balance jyada hai to aapko lot size jyada use karne chahie Agar aapka account balance kam hai to aapko lot size kam rakhni chahie Agar ab jaldbaji Karke Hain lalach karte Hain Sabar ke sath work Nahin karte to jinka account balance jyada hota hai vah bhi Los Mein chale jaate Hain isliye hamen lesson Diya jata Hai jahan bhi jaenge Sabar ke sath work Karen lalach na Karen jaldbaji na Karen Agar miss you Soch ke sath vah karte rahenge to inshallah hamen ek din jarur kamyab honge To hamen kamyab hone ke liye lajmi hai apni hard work karna lalach Na Karna inshallah is Soch ke sath kam Karke jarur kamyab honge thanks
            • #66 Collapse

              Re: Small lot size successful trader ke nishane hai

              Small lot size successful tradar ki nishani hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap agar small lot size rhakay gay tu aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap small lot size nhi rhakay gay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap ko small lot size rhak Kar trade lgna chaiy
              • #67 Collapse

                Re: Small lot size successful trader ke nishane hai

                Hello friends g ha bilkul small lot trading aik successful trader ke nishani hy es say trader ko zyada loss bhe ny hota aur zyada profit bhe ny milta wo aik normal quantity ma rehta hy Jo k os ke success hy wo zyada loss say safe rehta hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #68 Collapse

                  Re: Small lot size successful trader ke nishane hai

                  Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Small lot size 1 successful trader Ki Nishani Hai isliye Hamen Hamesha Small lot size istemal Karni chahie agar aap trading ke dauran apne account balance ke mutabik money management Nahin Karenge aur apne account balance Se Zyada apni lot size lagayenge to aapko trading Ke dauran nuksan Hoga isliye trading ke dauran nuksan se bachne ke liye Hamen Hamesha Chhoti Se Chhoti lot size Lagani chahie Taki Hamara account market ke flexible motion ko bardasht kar sake.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X