Demo account ka kia advantage hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bhai ap ko agr is ma kamkarnha to ap ko is ma profit ho loss ni ho to ap ko is ma demo account ma kamkarbn ho ga traing karn ho ge demo account ma ato ap ko is ma boht fida ho ga sab ka liy ha forex ak onlie jop ha sabis kam ko boht likekart ha is ma kamkarn cahta ha sab ko is maboht pisa milt ha ap kois ma boht pisa kamn ha tois ma p ko gar mbat kr he kamkarnho ga pat time ma...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Demo trading is the most important in the forex trading business we can gain the great knowledge and experience due to great practice of demo, because demo is the same like live trading account, so practice of demo is useful to use the live trading account successfully.
       
      • #138 Collapse

        bhai demo account ka yeh advantage hai ke ap har strategy apni test kr sakhte hai jo ap learning kr rahe ho uski practical application apko demo account pe milti hai aur ap mazeed trading mein behtar hote jaate hai, practice se ap ki earning and ap ka experienced demo account pe badhta jata hai
        • #139 Collapse

          Dear friend forex forex trading mein demo account ke bohat ziyada faiday hein aur humarey ko trading seekhnay ke liye demo account ki bohat zaroorat hoti hai aur hum demo account mein trading ki practice kertay hein.
           
          • #140 Collapse

            thek kah rhe ho mere bhai app mein app ki sa mutafiq hn kah demo account aik teacher ki trhan sa hamare leya work krta ha kiyn kah yeh humein pura live account jesa atmosphere de rha hota ha and hum wahan sa practice kr skte hain jab tk hum chahein magar money virtual hote ha investment ki zarurat nhi hote.
            • #141 Collapse

              sir me kehti hun demo acount k baghair hum kuch bhi nhe sekh sakte hain jo bhi is forum me new trader hain mera un se mashwara hai k who sub se pehle demo acount pe practice karen us k bad jab experience barh jaye to real trading karen..
              • #142 Collapse

                Demo account humen sirf apni trading strategy ko practice karny kay liay or new traders ko forex ki know how kay bary me aik tool hai jo kay apni investment kay risk kay bina trade kia ja sakta hai. Is kay ilawa hum is me money management or capital management ki practice bhi kar sakty hain.
                 
                • #143 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: uzairkhan19 پيغام ديکھيے
                  Dear apne bohat achi baat pouchi hai demo account se humein bohat kuch seekhne ko mlta hai or humein pehle us per practice kerni chaye oske baad investment kerni chaye isse humein aik achi earning hosakti hai.
                  Han bhai sahi baat hai demo account se hum kafi kuch seekhte hain demo account se hume proper trading karni aati hai aur hum demo account se asani se forex ki basic seekh sakte hain....
                   
                  • #144 Collapse

                    jaanb demo account ko bouht bara faida hot ahia aap nay agar demo acocunt pay kamkia ho to aapa ko real accountmain loss bouht he kam hota hia
                    • #145 Collapse

                      Demo account aik practice account hai jis per hum trading ki practice kar k experience aur knowledge ko gain karta hain aur jo bhi humhari mistakes hoti hai hum un kp practice k duran he theak kar leta hain jis ki waja se hum forex mein jab real account mein trading karta hai tu hum bhut easy se earning karna lgta hain demo account aik bhut achy cheez hai knowledge aur experience ko gain karna k liya.
                         
                      • #146 Collapse

                        demo account ka sab sy best advantage ye hy k hum demo account main kafi achi tarha sy practice kar sakte hain, forex trading k bare main hum is main kafi kuch seekh sakte hain, or is main kaam kar k hum daily kuch na kuch new seekh sakte hain.
                         
                        • #147 Collapse

                          new comers ko demo account main kam karna chaheye. Is ka sab say bara faida yeh hy keh aap without kisi khof key lot laga sakta hain and size ka bhi andaza kar saktay hain. Yeh bhi samjh saktay hain keh lot kab close karna hy and kitna profit lena hy and kitna loss bardasht karna hy.
                          • #148 Collapse

                            janab aap ko dmeo account aap ko bouht bara faaid ahota hai demo account pay aap jab kam karty ho to aap koapa k real account main aap ko loss ne hota hia
                            • #149 Collapse

                              Jnab demo account ka yeh advantage hay k aap is say real account ke practice kar sakty han agr aap practice k baghair invest karty han to loss k zyada chances hoty han aur demo account say real account ke trah loss hony ka bhe khoff nahe hota is liay new traders ko demo account lazmi open karna chaiya
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                demo account is a teacher and he teach the new qammar that how he should training and how he can start trading and how he can win the profit and how one should escape from the loss and demo account plays a vital role for the new qamar

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X