Trading man hamsha small "Lotsize" ka istemal kerna cheheye....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading man hamsha small "Lotsize" ka istemal kerna cheheye....
    Assalam o Alaikum! Dear forex members, forex per success hasil kerna k liye hamen "Money Management aur Risk Management"ko b lazmi kamyab trade analysis k bad follow kerna cheheye aur hamsha small lotsize mavn trading kerni chaheye. Forex market man lalach trader ko sab sa bara loss deti ha. Is liye ager ham proper risk management nahe karen ga to hamari lalach hamen loss man gheer de gi. Is liye hanen kabi b apna kabi k 10% sa zayada ka risk nahe lena chaheye. Aur her trade k sath "Stop Loss aur Take Profit"lagana b bhot zarori ha. Is sa trader market ki adverse movement sa apna loss ko control kerta ha.

    Click image for larger version

Name:	images (42).jpeg
Views:	23
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12471014
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

    G han dosto bilkul forex trading mein expert trade humesha market ki movement ko kud anylsis karta hai aur soch samajhkar trade lagta hia market me tarde lagaty waqkt Stoploss ka istemal karty hai aur humesha Small size ki lot istemal karta hai aur big profit hasil karta hai small lot kiya buhta sy fayad hoty hai isly Humen sabar aur itmnan ke sath trade lagni chahie aur lot size soch kar istemal karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

      Lot size bhot he ehm hay ager ham apnay account say lot zyda use krty hain to uskaily hmainnchye k ham zroor apnay account ko khtray main dal rhy hain is liiye ager ham chty hain k hamra account khtray main ana jayevto money Management ko zroor follaow kren is say hamra account kbhi wash nhe ho ga is liiyye jitna ho sakky hmain chye k ham lot szie pr contraol krenbtab ja kr ham is say faida utha sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

        Aoa kasy hn sub.trading main small lot ka ek fyda ye hai k loss kam hota hai or phly small lot sy achi trha trade krna b sekh jaty hn.
        • #5 Collapse

          Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

          G han agr hum forex mn treading kr rhy hain tu hum ko small lot ky sath hi treading krni cahiye q ky hum jab bhi lot ka use apny account balance sy ziyda kr dety hain tu es ki waja sy hamra account bhi wash ho skta hai hum ny apny account ky jasy kasy kr ky save rakha hi hoga aur kam sy kam jab 100$ tak ka account ban jaey tab hi treading krno hogi q ky treading ky liye money management bahut hi zarori hoti hai hum ko kabhi bhi money management ko ignore nhe krna hoga aur lot ka use kam sy kam krna hoga taky hum apny account ko save rakh sakin bahut sy log forex mn sirf es waja sy nakam hoty hain ky wo laluch krty hai aur lot ka use bahut ziyda kr dety hain jis ki waja sy account bhi wash ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

            Assalam o Alikum umid hy ap sab theakh Hun gy friends ye bat bilkul Sahi hy ky humy hamisa trading m samal lot size Ka istamal Karna chaye because is sy agar market ki movement reverse direction m bi ho Tu phir humy is sy loss ni HOTA hy is ly lotsize hamisa Kam rakna chaye is sy humy agar humary account m Kam balance Hy tab bi humy Kuch na Kuch kamyabi hasil ho jati Hy is ly lotsize Ka istamal humy hamisa Soch samj Kar karna chaye
            • #7 Collapse

              Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

              Forex market ko understand karny ka yahi 1 tareeqa hay key jab tak market ki movement ko fully samja na jaye big lot size ka use nahi karna chaye aur small lot size ka use karty howy market ko check karna chaye es se market ki movement kafi had tak hamary ley clear ho sakti hay aur ham profitable trading karny me kamyab ho sakty hey, agar trading big lot size key sath hi start ki jaye to market ko na samjny ki waja se be account balance ko ham loss kar sakty hey, risk management yahi hay key traders small lot size ka zeyada se zeyada use karen.
              • #8 Collapse

                Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

                han ji bhai aapane bilkul theek kaha hai humko is mein jab trading karni hoti hai to hamen is Maine sambhala use karni chahie agar Ham ismein apne trading account ke hisab se agar trading karte Hain to hamara kaun se rah sakta hai gram isme Apna kaun to ke hisab se Laut use nahin karte to hamara kaun baat ho sakta hai hamen Apna kaun bachane ke liye ismein acchi mehnat karni hogi acchi soch ke sath kam karna hoga taka hamara kaun se raske aur ham achcha kam kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

                  Aoa ji bilkul dosto forex mein hmesha small lot lga k he trading krni chaheay es sy Hmain profit hota hy agr loss b ho jay to itna zyada nai hota kun k hm ny small lot lgai hoi hoti hy kuch log lalach kr k bari lot lgaty hain lekin aksar un ko loss ka samna krna prta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

                    g bilkul hmysha small lots sixe hi apki aik acha traers bana saki hy ar apki sk,ills ko b bhyttr sy bhytr bana sakti hy to small lot size hi apky account ko bhysy bhytr bana sakti hy ar apko aik acha traers bb bana sakti hy jo kh apko km sy km waqat mye aik acha traers bana kar aik achhi earning bb dy sakti hy ar ap apni skill sko use kar ky bht hi acha traers bn sakty hn ar apni skill sko bb bhytr sy bhytr bana sakty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

                      Forex trading Mein Ham Kisi bhi type kar lot size use kar sakte hain according to our account balance Agar hamare pass ek strong balance Hai To Ham Big Lot size ka use kar sakte hain sev trading co select karte hue jismein aap to Plus ka last Mein istemal Karenge aur Agar aapke pass small account balance hai to aap small note size ko use karte hue trading Karenge jisse aapko bhi benefit Hoga aur Tamam members ko bhi aapko chahie ki aap Jab reading kar rahe ho to aap best performance provide Karen aur trading Mein new skills developed Karen.

                      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                      • #12 Collapse

                        Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

                        Assalamu alaikum Hamen hamesha istemal karna chahiekyunki agar ham sambhal lot size small karenge to ham jyada se jyada lalla se baat jaenge aur bahut jyada profit aasan karne ke kabil ho jaenge ham Apne profit ko sambhal art side mein mehndi Rakh sakte hain jabki agar hamari lot size bahut jyada hogi to ham log utha sakte hain aur hamari court was bhi ho sakta hai isliye Hamen sambhal outside rakhna chahie jyada lot size bajana chahie aur apne account ko secure rakhen
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

                          Dear members
                          Umeed hai k ap khairiyat se hungy jesa k member ne kaha k forex me hmen low lot size ka use krna chaheay to main ye kehna chahta hun k member ne bilkul sahi kaha hai, agr hm chahte hain k hmara account safe rahe or hmen loss kam ho to hmen chaheay k hmesha jb b hm ksi trade me entry kren to low lot size k sath entry kren. Is se market k down jane se apko loss kam hota hai or apka account safe rehta hai. Isi trah agr market ka flow bht fast hai tb b hmen bht low lot select krni chaheay , smooth market me hm apne experience k mutabik lot size increase kr skte hain. Isi trah hmesha low balance pe low lot use krni chaheay or agr apka balance zeada ho tb ap lot increase kr skte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

                            Yes dear agar aap forex market Mein planning Karke kam karte hain to aapko kis market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai agar aap is market Mein Socha maker kam karte hain to office market Mein Kafi Jyada fayda tab Hota Hai Jab aap is market mein lot size per control karte hain agar aap is market Mein Apne account per bahut jyada risk Lete Hain To aap kis market Mein Kafi jyada nuksan ho jata hai agar aap forex market Mein acchi planning Karke kam Karte tab kis market Mein Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai agar aap is market Mein sote Samay kar kam Karte Hain To aap kis market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai market Mein Kamyab hone ke liye aapko hard work karna hota hai agar aap is market Mein Soya maker kam Karte Hain To aap kis market Mein Kafi acche result Mil Jata Hai market Mein Kamyab hone ke liye aapko planning Karni hoti hai jo trade forex market Mein Soch maker kam kar rahi hote hain use market Mein Kamyab Ho Jaate Hain agar aap is market Mein acche plan Karke kam Karte Hain To aap kis market Mein Kafi acche result Milta Hai Jo trader Soch Samajh Kar lot size use karte hain vah is market Mein Apne account per safety ke sath kam kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading man hamsha small &quot;Lotsize&quot; ka istemal kerna cheheye....

                              Assalamu Alaikum dear trading Hamesha small lot size use karna chahie Kyunki isase Agar Hamari trade loss Mein Jaati Hai To Hamen Jyada loss Nahin Hota aur na hi Hamare account ko wash hone ka Khatra Hota Hai Jo log jyada hi lot size use karte hain Agar Unki trade loss Mein Jaati Hai to unhi Logon ke account wash Ho Jaate Hain account management ka istemal bahut faydemand rahata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X