Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye
    Dear member agar hum trading ko short words mein define karen gay toh kaisay karen gay hum nay agar trading kay baray mein kise ko information deni ho toh hum isko kaisay short word mein explain karen gay .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

    Dear forex members agar forex trading ko short word mein define krna ho to muje lgta hai k forex trading mtlb profit without investment. Kion k humein fired mein bgair investment k earning hoti hai..
    • #3 Collapse

      Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

      trading ko ham short word mn define karain tu is ka matlb ye ha k ham is mn international tor per marketing kar saktay hn ham is ko use kartay hoaye curancy ko buy or sell kaer saktay hn jis agr ham ko knowledge ho ga tu ap aik acha profit kama saktay hn or agr ap k pass koi khnwlege nhi ha tu ap loss ki tarf ja saktay hn is liye ham agr forex trading mn ana chaty hn tu is k liye ham ko sab se phlay ye chye ho ga k ham is k baray mn acha knoledge gain karain phir forex mn ayen
      • #4 Collapse

        Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

        Trading co short word mein agar aap define karen to aap ismein isko aise kaise sakte hain ki yah Kaisa business hai jismein ab Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur aapas mein raat mein bhi kam Karke say proper Le sakte hain dear agar aap trading Mein sabse Aasan karna chahte hain to aapko ismein proper learning karna Hogi aur isko samajhna Hoga Kyunki dear trading ko samajhna bahut jyada important Hota Hai Jab tak aap trading co samjhenge Nahin office mein kabhi bhi achcha profit Nahin Hasil kar sakte trading Mein kam karne ke liye aapke pass ismein different commodities hoti hai aur aapke pass ismein different metals hote hain Jin per aap trading karte hain to aapko ismein fayda hota hai aur aap inse a success Hasil kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

          Short word mein agar aap trading ko defined karte Hain To aap is Tarah ka sakte hain ki trading ek aisi chij hai jisse aap apni life ko easy aur aasan bana sakte hain To hamen chahie trading ko join Karen apni acchi earning fraud Karen aur trading sy benifit hasil Hasil Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

            dear members agar ap trading ko short me define karen gy to mery hisab se iska matlab yeh hy keh ap kaisy kam wakat me apny life style ko behtar bana sakty hain aur kaisy kam wakat me trade kar sakty hain duniya me aur koi bi aesa busienss ni hainjo hamen kam wakat me ziada earning day sky aur koi bi kam aesa ni hy jis me hamen invest karny se double profit ho aky isi lye ap forex me apni life ko change kar sakty hain .
            • #7 Collapse

              Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

              Present Goga short word me Ham define Karan to iska kya matlab hai ki Ham apni income banate hain ki Ham training ke andar kam karte hue Aisi apni Bana Lete Hain Kya Hote rahte hain Ke Hamen business ke andar Kis Tarah profit Kamana Hai yah Ek Dukandari kahlati Hai Kyunki train ke andar hi aap collection bhi a sakta hai aapko Paida Bhi Ho Sakta Hai Jab aap ko fayda hota hai ya nuksan hota hai to yah Ek Tijarat kahlati hai

              • #8 Collapse

                Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

                g han sahe bat ke hae ap ne hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se apne kam ko kiya karen tab ja kar he to hum is main kamayb ho jate he hain to is liye is main mehnat se he kam ko karen take ap ko is main kabhe bhe loss na ho or ap is main sahe tarah se apna kam kar ke sahe tarah se success bhe hasil kar he jaen tab ja kar he to pko yahan se success milta hae or ap is main se kuch hasil kar jane main bhe kamayb ho jate hain to abs is ke liye is main mehnat karte rahen take apko bhe yahan se kuch hasil ho sake or ap bhe is main apna kam kar ke kamayb bhe ho he jaen q ke yeh aik bahut he acha or professional business hae
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

                  Dear member Agar trading ko short mein define karenge to tu mere hisab se iska matlab yah hai ki aap kaise kam waqt main apni life style ko Bata bana sakte hain aur kisi se kam waqt trade kar sakte hain duniya mein aur koi bhi aisa business nahin hai Jo Ham kam waqt mein zyada Aryan desh ke aur koi bhi kaam aisa nahin hai jismein Ham invest karne se a dobara profit ho sakta hai isliye Forex Main apni Life ko achcha banana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

                    jab tak ap ko kam ki samjh nhe ati ha to ap ko is main kam karna bhe nhe ata ha to is ka lye ap na phely is ap na is ko shuiru sa le kar seekhna hota ha ab jasy bhaio bat kar rahy han ka trading ko short lafzo main kasy biyan kar sakty han to is main ko short main exhcange kehti ho kaya ap ko exchange kaya pata ha ye kisi ki country ki sab sa bari market hoti ha to forex market bhe isi tarah sa ha same wohi kam is main bhe hota ha fark sirf ye hota ha ka ye market onluine ha baki sab same ha is main
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

                      trading main na to koi shortcut ha or na he ham log isy short words main define kar sakty han bas itna kahioo ga ka ap kabhe money exchanger ka pass ga han woh ap logo ko courncy tabdeel kar ka deta ha ab forex market bhe isi tarah sa lakin fark sirf itna ha ka is main ap ko online kam karna ha or is main courncy hoti nhe ha digit hoty han vale hotui ha jis ko seel ya buy karny sa ap logo ko profit mil jata ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

                        Assalamu alaikum kaise hain sab ummid karti Hun k aap sab khairiyat se honge or sub apna apna Kam achy sey kr rahy hon gay ji tu dosto jesa k bhai ney pocha hai k short define kesy krein gay to main aapko batati hun ki Ham trading co short word mein is tarah define karenge ki ya ek investment ke k karobar hai jismein Ham personally taur per kuchh bhi invest nahin karte
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

                          Assalamu Alaikum dear friend main aapko Bata deta hun trading Ko Agar ek word Mein define kiya jaaye to exchanging kaha ja sakta hai exchanging se trading ki definition clear Ho Jaati Hai trading isliye ki Jaati Hai world mein bahut se countries hai koi bhi country apni tamam needs ko manufacture nahin kr skta. Isliye Agar aapke pass koi chiz hai to aap dusre ko de dete hain aur jo dusre ke pass hai wo aap le Lete Hain aur currency pairs Har country ke Hote Hain Forex trading mein in currency pairs per trading ki Jaati Hai. Har country ka Apna currency pair Hota Hai Aur trading Mein Ek pair mein 2 currencies combine hoti hain Jin pr trading ki Jaati Hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

                            Ji han aapane bilkul theek kaha Trading co short word mein agar aap define karen to aap ismein isko aise kaise sakte hain ki yah Kaisa business hai jismein ab Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur aapas mein raat mein bhi kam Karke say proper Le sakte hain dear agar aap trading Mein sabse Aasan karna chahte hain to aapko ismein proper learning karna Hogi aur isko samajhna Hoga Kyunki dear trading ko samajhna bahut jyada important Hota Hai Jab tak aap trading co samjhenge Nahin office mein kabhi bhi to isliye Hamen chahie ke Hamen Apne kahan ko Vitran Aane Ki Koshish Karna chahie aur apne kam Ko Badhana chahie tha ki Ham ismein Kabhi loss ka Samna karna Pade aur Hamen yah confidence Hona chahie ke yahan MS Mein kam karne aur Apna pura Pox scar Mein karna chahie bahut Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ko shot word mein agar define karen toh kaisay kiya jaye

                              g trading mye hm yy kh sakty hn kh hmyn is mye currency ko sell ya buy karna hota hy ar matels ko bb issy hmnyn aik achi earning ho sakti hy ar hm aik achy traders bn sakty hn ar apni skills ko bb bhytr sy bhytr bana sakty hn isliy mhynat ar lagan sy kaam karty rhyn ar apni learning skillls ko bb bhytr sy bhyhytr banaty rhyn taakh issy hi hm aik achy traders bn sakkyn ar apni quality of work ko bb bhytr sy bhytr bana kar kaam kar sakkyn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X