ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    study is more important than trading. Agr aap educated hon ge to he aap achy tareeqy daur rhn keuka forex main tradung ap ko kasi bwaqat tenshion da sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      han g bilkul jo students apni family ko support kerna chahte hain un kay liye forex forum ki opportunity boht achi hai lekin unhen chahye kay wo ye kam apni taleem ko maddenazar rakhte hue kerna chahye.
      • #873 Collapse

        yes its right appp is busienss ko karty rahen or sath sath apni education par bhi time spend karen ye to online busienss he is men lot laga k app profit ka wait karen or us time men apny doosry kam sar anjam dyn,
        • #874 Collapse

          taleem hi sb kuch he or yehi hmary kaam aye gi bhai jan main b apki baat se agree houn. is main aghr hum tardekrny k liye apni study ko leave krty hain to humain is man profit hota b he to hum loss main hi ja rahy hoty hain q k is main pta nahi hota k humain kb profit or kbb humain is main se loss ho jae is liye humain apni study ko leave nahi krna chahiye
          • #875 Collapse

            jee haan student ko trading karni chahye iss say unkay liye apni study ka expence ko khud bare karna aye ga lakin student ko chahye kay wo apnay profit ko daikhtay huwe apni studies ko nahi ignore karen.
            • #876 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
              Dear traders students k leiye as a brother meri ye advise hai k trading zaror karain es se wo apne parents ki support kar sakty hain laikan lalach mein aa kar apni taleem ko ignore na karain.trading experience un k future mein kam aye ga.
              yes you are right, students ko chahye k wo apni study ko bilkul ignore na karen keun study bohot zarori hy or apko chahye k pehly apni study complete karen phir ap forex mein trading karen or earning karen
              • #877 Collapse

                Ap ne boht achi bat ki hai,, bilkul student forex men kam zroor kerien mger apni taleem ko ignore mt kerien q k un ka asal maqsad un ki taleeem hoti hai,,jo un k future men kam ati hai.
                • #878 Collapse

                  haa je ye bat tu conform hai forex tu student be ekrte hai but sath wo apni study ko ager sahi sy manged ker skate tu tab forex main aye warna apna loss na kere eduaction ka jab ap study kr ly per join ker lyna
                  • #879 Collapse

                    Mersy esaab say to student's ko trading nahe krni chaheay pehlay u ko apni studies complete krni cheay our us k bad he un ko trading krni cheay mean pehlsy wo apnay parents k dream puray kwrein our us k bad apny, koun forex need a lot of concentration anf then ee will succeed.
                    • #880 Collapse

                      g students ko trading zaror karni chaye lakin is k liye un ko apni study ko ignor nain karna chaye kun stuy sab say ziada zarori ha or ye aik part time k tour par kam kar sakty hian jis main un ko itni earning ho jaye k vo apni pocket monet achy say nkal sakain
                      • #881 Collapse

                        Well i believe forex trading is very good for student because they can use forex trading as a way of support their study while also they can decide to work in this forum so that they can earn bonus which they can use for their trading without investing their own money
                         
                        • #882 Collapse

                          students ko ma bhi yhe mashwara dena chaho ga ke wo apni taleem par focus kare idhr forex ka business apne free time mehoke kare free mind ke sath relax hoke is liye apni parhae pe tawaja dete rhe wo sath hi trade ke lazmi.
                          • #883 Collapse

                            students ko chayie kay woh knowledge gain kary aur forex ko start kar kay ap bhi forex sy profit make kar sakty hay sirf ap kay pass knowledge hona chayie agr ap ky pass experience nahe hoga tu ap bhi earning nhi kr sko gy isi liye mein kehta hon kay ap learn karo takay ap bhi money make kar sako .
                            • #884 Collapse

                              Dear student ko jo aap nay mashwara diya hay wo sahi hay quen kay forex aik aysa business hay kay jab iss may admi in ho jata hay to wo ya samjhta hay kay market may us ko paysa kamana aa chka hay iss liya ab wo market may paysa kama laygaa or log iss kay liya ap na sab kuch chor daytay hane or baad may natija 0.00 hota hay iss liya students ko chahiya kay forex par tawaja dane laykin iss kay sath sath apni study par bi tawaja daytay rahane.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                Forex trading aik buhat hia acha karobar he students k lei bhi weise to ye karobar he sab k lei magar students ko sab se pehle es min kaam karne se kuch na kuch income bhi mil sakti he magar wo sab se pehle to apni taleem pe tawaja din aur jo time unhi bilkul free milta he just us min hi trading karin. Es karobar min se students usi waqat faida utha sakte hin jab unki taleem mutasir na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X