Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Fresh, cool or relax mind se trading me hum enjoy bhi kar sakty hain or better planning bhi. Aik emotional trader jo sara din screen kay samny betha rehta hai or end of the day loss kar leta hai or aik fresh cool mind trader jo sirf 30 minutes market ko de kar acha khasa profit le leta hai in me bohat difference hota hai or ye sirf better planning se hi possible hai. Or planning cool mind or cool planning se hi hoti hai, or is kay liay learning bhi important hai planning ki or decision making ki.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex mi aa kar app ni demagh c kam chalana prhe ga. or demagh ko thanda rakhna chaheye . takh emotions c nhe sabar c kam le sake. or mere kheyal c tou dill ke belkul nahe sunna chaheye . q k e kheyl demagh ka hai.
      • #78 Collapse

        ye kaam demagh ka hai aur ye muhabat thori hai jissay hum dil say kare businesses hamesha he demagh say kye jatay hain isi tarha forex ko b hame hamesha fresh mind say he karna chahye.
        • #79 Collapse

          business koi be ho us mein dil sy kam nai lena chahy aur trading is a business so iss mein dil ki nai manani chahy kiun k iss sy loss be hota hai :) iss mein dil ko kabo mein aur mind sy kam lena chahy :P
          • #80 Collapse

            dear Forex trading ek business hay aur is business main emotions ko use nehi karna chahiye balkay damagh chalana chahiye. q k business main sirf damagh hi chalta hay.
            • #81 Collapse

              forex trading business aik aisa businessjis hai jis mai ham kam wakat mai ziada earning kar skaty hain ya aik aisa business hai jis mai hamy apni skills ko use karty howy kaam karna chahiya forex trading mai ham apny brain sy kaam karty hain is mai hamary pass jo knowledege hota hai ham us k mutabik kaam karty hain ta k hamy is mai loss na ho or ham is mai earning kar saky
              • #82 Collapse

                Es main brain ki suno to fayday main raho ga kun dil ki na suno dil ki sirf love main sunni cheay ya to trading ha es main ap ko demag sa kam lana paray ga.
                • #83 Collapse

                  real trading me apko apne brain se hi kam lena chaiye ku k agar ap dil ki sun kar trading karte heo to usko emotional trading kehte hen jo kabhi bhi profit me nahi jaa sakti so ap hamesha apne dimag ki sune or dimag se hi stretgy bana kar us ke hisaab se hi trading karen jabhi apko profit mil sakta he but agar ap dil ki sun kar trading karenge to apko kuch hasil nahi hoga
                   
                  • #84 Collapse

                    Costly colleagu during the forex tarding people all you have to any consideration as per some of our neural belief because of the neural stands out as the imprtant a natural part of our body the fact that require all consideration withint he wondering.
                    • #85 Collapse

                      dear friend yi to ap per depend kerta hay kay forex may ager dill ki manogay t oshaid loss ho jay q kay forex ik serious bussniss hay is may hamisha brain ki he sunogay q kay brain he say tm serious traddiing ker sako gay
                      • #86 Collapse

                        dear BROs bhai hamy donu ki boht zarorat hoti ha agar hamry pass dil hoga to ham kaam kary gay agar demag hoga to ham demag ka istmal kar kay kam kar kay aik achy trade bany gay ise liye forex trading main donu ki bohat hi zarorat hoti ha app donu ka istmal kary
                        • #87 Collapse

                          bro dil ka trading main koi km ni hai sara km hamara brain krta hai.jb hum market watch kr rai hote hain to brain hi humain order daita hai k ab market up jaigi ya low to ab sell kro ya buy.
                          • #88 Collapse

                            forex trading dil or demag dono ka hona lazmi ha kun k jb apka dil kry ga to ap kam ko easly karo gy or jb dil hi ni kary ga to ap ko kam ma mza ni ay ga
                            • #89 Collapse

                              dear forex trading me ak trader ko apne damagh ki manni chahye forex bohat hi risky business ha g is me loss ho skta ha is lie apne damagh se achi tra se forex trading chahrt ko analyze kia jay or pher is me trade open ki jay forex ak bohat hi risky business ha is me carefully trade krni chahye g
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                mere hisab say to jab hum trading mein pair say order lay to us waqt hume qeemato par dimag lagnay ki zarorat hoti hain. apnay zehen ko active rakhnay ki zarorat hoti hain. dimag say kaam lena ek mahart ki baat hain..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X