Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    ge brother aap thek keh rahe hai loss forex trading ma bohat normally hota hai aur is ki main waja lack of knowledge aur planning hai agar hum loss se sekhe ge nahi to hum phir trading ma thek tarha se nahi kar sakte is liye ham loss se learn karan chyeye
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Ya new traders loss se bhot jaldi khbra jate han un ko khbrana nahi chiye balke us ka himmat se muqabla karna chiye aur loss ko itna seroiusly nahi lena chiye balke us ka muqabla himmat se karna chiye
       
      • #573 Collapse

        agar aap yaha pay demagh ki suno gay to zyada behtar ho ga jiss say aap yaha pay kafi had tak kaam kar k achi tarha say achi earning kar sako gay aur yaha pay aap ko kaam karna hota hai.
        • #574 Collapse

          trading ak buhat he risky work hay , yahn dil bhe aur demag both ke zarorat hote hay magar 90% dimag ke zarurat hote hay , kun kay zara sa galat faisla jo dil say keya ho agar wo apply hogaya to ak bara loss hosakta hay .
          • #575 Collapse

            forex my bahi jan na dill ki suni jati hy na he dimag ki bs apny experiance ki sunty hy or ak acha trader to apny mind or hurt ko cool rakh k he trading krta hy q k osy pata hota hy k agr wo emotions my ay ga to loss os ka he ho ga na kisi or ka is liay wo busniess ko busniess samjh k krta hy isi waja sy wo successfull hota hy .
            • #576 Collapse

              mere khayal main trading aisi cheez nahi hai k jaise dil ne kaha waise hi trading ker li. balke trading brain ki game hai. lekin us ke liye trading ke related sara khowledge ho buhat zaroori hai. baki age kisman ka bhi buhat hath hota hai.
              • #577 Collapse

                forex trading mai dil or demagh dono ki zarort hai dil kaam mai lagane k liye or demagh kaam ko abhi taraha samjhne k liye. dono se kaam lena zarori hai because is se hamai faida hi ho ga. kch kaam dil krta hai or kch demagh.
                • #578 Collapse

                  Forex mae dil ki baat sunnay ka koi matlab banta hi nahi, aap apna brain use ker k analysis kerty hain news reading bhi brain ka kaam hay.. means k iss mae sirf aap ka brain hi use hota hay chahey wo kisi se mashwara ho ya apna tajziya. forex mae dil ka sunnay ka mtlb mere nazdeek ye hay k aap gambling ker rhy hain k mae ek chance le ker dekhun. aisa nahi hota agar sahi earn kerna hay tu aap ko apna dimagh ka istmaal kerna hoga.
                  • #579 Collapse

                    Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main dil ki nahe manengay kun kay dil to kabhi bhi nahe chahta kay kaam karen aur dimagh ki maanna zaroori hay kun kay trading kartay huay dimagh lagana hi important hota hay
                    • #580 Collapse

                      dear brother aap forex mein trade karte time apne dil ki bajaye apne dimaag ki sune aur sochen samajhen phir aap profit earn kar saken ge
                      • #581 Collapse

                        assalamu alaikum dekhein bhai mere khayal mein to hamein dimmag se kam karna chahyein..working with mind is very important in forex......apne mind ko hazir rakhtein hue poisitive approach ka sath trading karni chayein tabhi hi aap kamyab hosaktein hain..agar aap
                        • #582 Collapse

                          ap apne mind ki sune or apko jitna experience he kerain gay to hum greed ki terf jaain gay ore ziaada profit ki koshish me loss kerain or ap jitna market ko analys kar sakte hen usi k hisaab se ap trading karen ku k agar .............
                             
                          • #583 Collapse

                            jahan tak mera khayal hai ap ka dimagh is main kam ata hai kyun k ap ko jo bhi karna hota hai wo ap k dimagh ka kam hota hai agar ap k pas dimagh ahi to ap ye kam kar sakte ho agar nhe to nhe kyunk is main ap ko mind se tarde lagani hoti hai dil se nahi lagani hoti hai
                             
                            • #584 Collapse

                              trading me dil ka koi kam ni q k dil se kam laingay to emotions ayengay jo k forex me emotion apka dushman hai isilye hamesha forex me dimagh se kam lain aur patience rakhain q k dimagh hi yahan use hota hai aur ap kay profit k lye acha bhi hai............si hamesha dimagh se kam lain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Forex is a good job.forex may profit hasil hota hy ya phir faida hota hy wo sab hamary knowledge and experience per depend karta hy es may hamary demag ya dil ki koi bat nahi chalti ham jitna bi work karty hain.best of luck............................................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X