Trading kb start kryn ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kb start kryn ?
    Hi all members kady hyn ap sub umeed hy ky ap sub kharit sy hon gy ji hn to friends may ider ak new member hon or may p sub st pochan chata hon ky ky trafing ak sahi tume kia hy mtlb ky hum ko kis time trafing krni chaya q ky agr ap traflding may daily ka kam daily krty hyn to phir os ka ap ko acha bonus hasil ho ga inshAllah
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kb start kryn ?

    jab ap demo account main sahe tarah se acha expeience hasil kar len tab apko real account main invest karna achue nhe to pehle apko sirf demo acacpunt main he kam karna hota hae is tarah se he to hum is main success hasil karte howe ache se apna kam karf jate hain or ahmen is main aik acha rozgar vge mil he jata hae or hum is ain kamayb bhe ho sakte he haian bas hamne himmat n he hafrne cahiye take hum kuch hasil kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Trading kb start kryn ?

      Dear brother forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular trading start karen aur time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur dil laga kar dilchaspi se kam karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Trading kb start kryn ?

        Alaikum dear members every junior have a question that when will they start trading show its answer is simply when you have sufficient knowledge about the forex trading when you have a experience when you analyse all the things then you have to start the trading on the forex trading so I was go for the knowledge increase your experience then you will become a good raider thank you Allah Hafiz
        • #5 Collapse

          Re: Trading kb start kryn ?

          Trading utsav start karen job aapko mukmmal yakeen ho gaya ab market aapki soch ke mutabik chalegi use per per marketing Karen jis per aapko pura yakin Ho Gai hamen profit degi
           
          • #6 Collapse

            Re: Trading kb start kryn ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Safeerhaider پيغام ديکھيے
            Hi all members kady hyn ap sub umeed hy ky ap sub kharit sy hon gy ji hn to friends may ider ak new member hon or may p sub st pochan chata hon ky ky trafing ak sahi tume kia hy mtlb ky hum ko kis time trafing krni chaya q ky agr ap traflding may daily ka kam daily krty hyn to phir os ka ap ko acha bonus hasil ho ga inshAllah
            their friends agar ham trading menu hai to sabse pahle hamen apna knowledge increase karna chahie aur bonus increase karna chahie jab hamare pass Nahin aur bonus aaj jaaye to hamen senior ke help se apni trade lagani chahie aur experience increased karna chahie agar hamara koi experience dene wala member Nahin milta to hamen YouTube per in ki information Hasil kar leni chahie aur bad mein Apne trade lagane chahie taki hamare trade acche lagte aur hamen profit de
            • #7 Collapse

              Re: Trading kb start kryn ?

              jab hamare pass best information aur strong analyser to hamen trading start Karni chahie jab tak Main market ki munh mein samajh mein Na Aaye hamen trade open Nahin Karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Trading kb start kryn ?

                Dear Forex member aapane bahut hi Achcha topic discus kiya ke ab ko kab start Karni chahie near Forex member basically trading ka koi fix time period Nahin Hota isliye Hamen Hamesha se apni market ko acche tarike se focus Karke right time ka selection karna hoga Kyunki Jab aap apne acche time per trading karte hain to ise se aapko Achcha profit Hasil hota hai isliye Hamesha apni market ko acche tarike se focus Karke market ke movement ko judge Karen aur FIR ise Baat Apne trading start kare.
                ......Forum is a great place for traders talk.......
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kb start kryn ?

                  Assalamualaikum doston milte hai aap sab khairiyat se Honge trading Hamen time zone ko dekhne Hue kar di hoti hai ki kaun si market kis time hai Jyada Mor Karti Hai yah kaun si market kis time mein Chalti Hai Kyunki yah London UK Sydney Ke Jo session hote hain Hamen unke time ka Bada Hona chahie Kyon kis time on hote hain aur Jyada chance hote hain Munh karne ke vaise to aap Kisi bhi time frame Hai market mein jo ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kb start kryn ?

                    Hamen demo account per kam karna chahie demo account per trading Karni chahie tha ki Ham Kamyab ho sake Agar Ham Chahte Hain Ki Ham pregnant Mein Prophet Hasil kar sakte hain To Hamen demo account Banakar use per kam karna hoga Jiski vajah Se Hi Ham trading Mein best ho sakte hain Jab Hamen trading ke bare mein pata chal Jaaye To Hamen real account mein banana Hoga Jiski vajah se Ham profit Mein Ja sakte hain isiliye Hamen time Dena Hoga aur practis Karte Rahana Hogi Jiski vajah se Hamara experience gain Ho Jaega
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kb start kryn ?

                      As'salam u Alaikum bhai apka sawal bht acha ha k trading ko start kb karen to phele to ap forum p achi quilty ki post karen or weekly ziada se ziada bonus get karen yahan seniors se contact mn rahy kyn k seniors k experience se apko bht faida hoga or apka knowledge forex ko le k bht increase hoga or phr demo account p ap roz trade lagye kyn k demo account real account p trade krne ka phela step ha ap demo account p trade krna hi sekhty hu or market k up's and downs se ap waqif hoty hu phr ap real account p aaou gy to ko expereience hu jaye ga k apko kis waqt knsi trade lagani ha buy ki ya phr sell ki thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kb start kryn ?

                        Dear member agar aap Forex Mein kam kar rahe hain aur aap Yahan per trade karna chahte hain to aapko chahie ki start Mein trading real account per na Karen pahle aapko Apne Dam encounter practice karni chahie aapko demo account per trade Karke trading ke bare mein basic knowledge sikhana chahie aap ko pata Hona chahie ki trade kya hai yahan per Kis Tarah Se Kam Kiya Jata Hai kin Baton per Amal karke mujhe profit Hoga aur agar mujhse kaun si mistake Ho Jaati Hai To iski vajah Se Mujhe Bada load Ho Sakta Hai Pahle aapko trading ke bare mein knowledge Ansar karna chahie aapko acche tarike Se mehnat Karke Achcha experience Hasil karna chahie aapko knowledge or experience par focus karna chahie aapko acche tarike se trading sikhani chahie Iske alava Jab aap trade start kar de do aapko Sattar Mein pahle senior score follow karna chahie aapko Kabhi Bhi Koi Bhi trade Khud open Nahin Karni chahie Jab aapko seniors ki taraf se ek Achcha signal Mile To Uske bad hi koi trade open Karen agar aap senior ko for Aloe kar rahe hain Sahi tarike se trade kar rahe hain to aap ek kaamyaab trailer Ban sakte hain lekin agar aap senior score for loan Nahin Karte aur aap kaun se trade open Karenge to aapko bahut bada loss ho sakta hai Iske alava aapko money management ka bhi Khyal Rakhna chahie aapko money management ke bare mein sikhana chahie Jab aap acche tarike se money management ke bare mein jaan jaen trade ke bare mein acchi tarike se jaan jaen aapko analyse karna aa jaaye to hi Uske bad koi bhi train open Karen Taki aap Achcha profit bhi Hath kar sake aur aapka account bhi safe Rahe
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kb start kryn ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Safeerhaider پيغام ديکھيے
                          Hi all members kady hyn ap sub umeed hy ky ap sub kharit sy hon gy ji hn to friends may ider ak new member hon or may p sub st pochan chata hon ky ky trafing ak sahi tume kia hy mtlb ky hum ko kis time trafing krni chaya q ky agr ap traflding may daily ka kam daily krty hyn to phir os ka ap ko acha bonus hasil ho ga inshAllah
                          Assalamu alaikum dear friends main aapko batana Chahta Hun Ki trading kagaj se makeup karna chahie and their friend telling kagaj hamen din ke 11:00 baje se karna chahie kyunki 11:00 baje se market ka trend change hota hai aur usi trend ke mutabik market ki movement ko samajhna chahie aur usi ke mutabik apni trade lagane kya aaegi yah trend hamesha 4 ghante ke bad change ho jata hai to hamen kisi ke mutabik apni trade bhi change Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kb start kryn ?

                            My dear friends trading Amitabh start Karni chahie Jab Hamara balance Achcha Ho Hamara balance kam se kam 200 plus Hona chahie Uske bad Yahan trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham ismein Soch Samajh Kar kam Karenge Tu Hi Hamen acchi profit aur acchi kamyabi Hasil Ho Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kb start kryn ?

                              Friends...!!!
                              Trading karna easy kam ni ha es main apko tb kamyabi hasil hoti ha jb market ko ap achi trha smhjte hn or market ko analyse karna jante ho ap ko market main kb trade open karni ha or kis point pa close kani ha jb es chez ko jante hn tb ap acha profit earn kar skte hn. Agr ap trading main profit hasil karna chahty hn to market k related News ko follow karen lot size ka hmesha khayal karen or market ko observe karte rhe ap tb hi kamyab ho skte hn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X