Koi signal provider bi reliable ni hota
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi signal provider bi reliable ni hota
    Dosto jaisa k ap sbko bi pta ho ga k forex mn signal providers bi kam kr rhy hn aur logo ko joining fee etc k name pr kafi payment krni prti h lakin jb signals services ki accuracy ki bat ki jay to almost just ideas tk hi limited hoty hn. Kbi koi 2/4 trades TP hit bi kr jati hn aur unki base pr ye apni accuracy show kr k logo sy paisy lety hm lakin majority log just fraud hi krty hn. Mery experience k hisab sy to signal providers kbi bi reliable ni hoty bl k humain Khud market ko samjhna ho ga ta k hum independent ho kr achi trh apni trades plan kr skain aur apni consistant earning kr skain otherwise dusron k mohtaj hi rahain gy k kb koi idea mily to to hum blind trade open krain aur us mn risk factor bi bht zayada hota h q k trader ko Khud to kuch pta ni hota. Ap log kia kehty ho?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

    ji han bilkul aisa hai hamare liye signal provide Karne wale bhi Koi khas nahin hote To hamen bahut mushkil Ka
    • #3 Collapse

      Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

      sabse pahle government Karni hogi jab tak Ham nahin karenge tab tak Ham kamyabi yahan se
      • #4 Collapse

        Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

        G han koi be signal provider reliable nahi hota hay agar paid signal provider service be hasil ki jaye to es par zeyada risk nahi lena chaye es ki waja ye hay key ye kabi be reliable nahi hoty hey, hamesha khud par yakeen hona chaye aur apni learning aur experience par barosa hona chaye otherwise agar ham signals provider service ya per robot trading systems join karen gey to ye paid be hoty hey es ko ham reliable be nahi keh sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

          Assalamualaikum dear members kesy hn umeed krti hn k ap sb thek hn gy forex men confuse krny waly bhi log hoty hn asy hu andha dhund kisi p yaqeen na karain apny signal ko dekhain jitna acha hm khud koi signal create kr skty hn r koi ni kr skta hmesha apna knowledge r analysis barhaen to hi hm kamyab hn gy r kuch gain kar sakty hn jitna ziada hm mehnt karain gy utna hi hmara faida hoga
          • #6 Collapse

            Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

            Ji, jis tarah forex market main ham kabhi bhi is bat per ensure nai ho sakty keh market ki movement kab change hogi aur kab tak valid hogi, isi tarah hamain ye kabhi yaqeen nai hota keh ye signal kahan tak sahi hain. Youn ham forex market main tab he kamyab ho sakty hain jab khud mehnat karain.
            • #7 Collapse

              Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

              Forex trading karte hue hamen hamesha apne aap per lekin rakhna chahie kyunki agar koi signal hamen deta hai agar Ham use per trading karte hain to boost signal perfect nahin hote hamen khud se bhi market ko dekhkar samajhkar trading karni chahie agar Ham dusron per depend karenge to isase Ham mein double mind hokar trading karenge aur hamari trading mein Ham loss ho jaega aur mein chitra se kam yad nahin Ho sakenge to khud se bhi market ko analyser karna chahie aur trading karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

                dear aap Sahi kah rahe hain majority Jo logon ki hai vah fraud hi karte Hain Jo is Tarah ki signal provide karte hain han ek ya do per unka agar koi signal hit ho jata hai to vah unko apni performance ki base banaa Karke aur logon ko dikhte Hainke unke diye Gaye signal accurate hai aur vah accuracy per pura utarte Hain lahaja ine logon se bachana chahie aur khud mehnat Karni chahie aur kuchh se learning Karni chahie jitna jyada aap Deeply es business mein jaenge aur jitne acche tarike selearning karenge aur apna Sara focus aap Forex ke upar lagaenge to aapko achcha knowledge ho jaega aur aap yah observe bhi karenge ki kahan se aapane trade ki entry leni hai aur kahan se aapane exit karna hai to kisi ke chakkar mein aashram mein Na rahe bal ke shuddh mehnat Karen aur jitna ho sake Forex ke related Apne knowledge ko maximum level tak le jaen jitna jyada aap Forex ke upar focus denge aur uski ladne ke upar focus denge utna hi jyada aapke knowledge mein ezafa hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

                  Ji han bilkul Diya aapane Sahi kaha hai forex market Mein Ham Jab kam Kare Hote Hain To usmein Ham dekhte hain ki bahut jyada SM members Hote Hain Jo ki Hamen singles provide kah Rahe hote hain lekin aapko ismein Khud Se working Karni chahie aapko signals pata nahin Karni chahie Kyunki agar aapas mein signal per trading Karenge to isase aapko nuksan bhi ho sakte hain aap ko Chaku se knowledge Hasil Karke kar kam Karen aur aap ismein ho se working Karen uska aapko Jyada fayda Hoga Tu Bhi aapko ismein kamyabi milegi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

                    Agr tu forex trading business mein kaamyaab hona hai aur forex mein long time kay leye kaam karna hai tu hum ko cahaiye kay hum signal par depend na karain hum ko khud market ki movement ko samjhna cahaiye forex market ki movement ko ki movement ko samjh kar trading karain gey tu hum forex mein kaamyaab ho saktay han is kay leye hum ko forex market ka analysis karna sekhna cahaiye aur forex market ka analysis karna sekh jatay han tu hum forex market mein Achi trading kar saktay han aur profit bhi hota hai aur agr hum signal par depend kartay han tu aik do trade mein agr profit ho bhi jata hai tu is se ziada loss ho jata hai is leye koshish Karni cahaiye learning knowledge aur experience hasil karne ki phr forex business mein kaamyaab ho saktay han
                    • #11 Collapse

                      Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

                      Signal ka Sahi istemal bahut jyada important hota hai isiliye Hamen chahie ki Ham signal ka Sahi istemal Karen fake signal se bacche Jitna Jyada Ham fexagon se Bechain Itna Jyada Hamare liye behtar hai agar ham fake signal ka istemal apni chat main karte hain to isase trade Mein Hamen bahut jyada loss Ho Jata Hai Jiski vajah se Hamara account Divas ho jata hai aur Hamari sari mehnat bhi best ho jaati hai isiliye Hamen chahie ki ham fake signal se bache aur Sahi signal ka istemal Karen Sahi signal ka istemal karne ke liye Sahi signal ko samajhna padta hai aur Sahi signal ko samajhne ke liye analysis karna padta hai isiliye Jyada Se Jyada analysis character ke aap Sahi signal ko samajh Paya aur fake signal se bache aur Sahi signal per trade Karke aap trade Mein Kamyab hokar Jarur Achcha profit Hasil Kar Paye
                      Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                      • #12 Collapse

                        Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

                        Assalamu Alaikum Pyar friend Sumit karta hun Sab khairiyat se Honge taiyar friendship Koi she was provided Pal Nahin Hota Jo Singh Sahab ko Milte Hain vah perfect Nahin Hote aur aap phone per pura Aitbaar Na Kya Karen 80% Thik Hota Hai signal isiliye Hamen chahie kya Mein Chhed Kaise Khud market ko analyse Karen aur acche tarike se trade lag rahe Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

                          G hy bilkul thk kha hy Aj kel bht sara aysa members gyro signal dy rha hy is lia hm un signl ko bht hi soch semjh kr istml krna chya ku ky hr signl sa profit Nhi hota hm khud sa analysis kra mouvmnt ko semjh kr treading kra tb hi kamyb Ho ga or profit bh hsil kr saky ga jitna ziyada konwldg or experience ky sath wark kra ga tb hi kamyb Ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

                            Koi bhi trade open karne se pahle agar koi bhi aapko signal Milta Hai To Koi padhe liable Rahe signal change Hote Rehte Hain profit acche tarike Se Samjhe Milega agar aap apni signal ko samajh Gaye To aapane Kam ko acche se Samay liya seekh liya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Koi signal provider bi reliable ni hota

                              Dear kharab market mein signals ko follow karne ke bad kam karenge to aap bahut achcha profit Kama sakte hain isliye aapko koshish karni chahie kya karao market mein achcha profit kamana chahte hain aur aap market mein acche tarike se trading karna chahte hain to uske liye aapko market signals ko jarur follow karna chahie kyunki jab tak aap market signals ko follow nahin karenge aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte isiliye koshish karen ki proper market information hasil karne ke bad market mein kam Karen Taki aap achha profit Kama sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X