Kiya forex trading men education ki koi value hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

    Dear friend Forex trading mein vaise to education wale log Nahin hai magar education Ka Hona jyada jaruri bhi Nahin hai uneducated people bhi agar experience aur knowledge ke sath Forex trading karen to profit hasil kar sakte hain agar jiske pass education hai to vah Forex per jyada profit Kama sakta hai kyunki vah chijon ko samajhne aur experience karne walon ka jyada knowledge rakhne ki koshish karega Uske pass jitna bhi jyada experience or knowledge Hoga vah utna hi jyada Forex ko samajhne ki koshish karega aur acche se acche trade kar sakega aur jyada
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

      friends forex aek asa business hai jis pay education matter nahi karti forex aek bahot he acha online business hai jis pay earning karna bahot he asan hai forex pay achi earning kay lia learning ka acha hona be bahot zarori hai forex pay kamyabi hasil karnay kay lia experience or knowledge ka acha hona bahot zarori hai forex pay time or age ki koi limit nahi hoti kese be age kay logh kan kar kay earning kar saktay hain forex pay posting aghar cofidance kay sath ki jay ghi to mistakes kay chances bahot he kam hotay hain forex students kay bahot he best hai students apnay free time pay forex pay kam kar achi earnig kar saktay hain forex pay acha bonus hasil karnay kay lia experience ka hona bahot zarori hai forex pay loss kay chances bahot kam hotay hain ese lia ye sab say best online business hai but trader kay pass forex kay baray main knowledge ka hona bahot zarori hai jitna acha knowledge or experience hoga utna acha bonus milay ga.
      • #18 Collapse

        Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

        Forex trading 1 worldwide online business ho ya Duniya Ka behtarin online business hai Forex trading ke andar nuksan bhi hota hai aur profit bhi Iske alava 4x per kam karne ke liye hamare pass higher education Ka Hona Jaruri Nahin Hai Bus hamare pass Forex ka knowledge Hona chahie jitni Zyada aapke pass Forex ka knowledge Hoga utani Ziada aap Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain ISI Tarah jitni Zyada aapki education Hogi utani Zyada aap Forex ke different features ko completely learn kar sakte hain aur unko acche tarike se samajh sakte hain isliye hamare pass Forex ko samajhne ke liye basic education bahut jyada import can't hoti hai lekin Forex per kam karne ke liye higher education ki jarurat Nahin Hoti aur ham Forex ka basic knowledge Hasil Karke Forex per Apna self business kar sakte hain aur daily basis per Forex per Apna time invest Karke Aaye Aur Forex per mehnat Karke Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain aur daily basis per Forex trading se acchi earning Hasil Karke financially stable ho sakte hain aur apne future ko bright kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

          Asslam o alaikum
          Ji bilkull forex trading m education ki value bohat zada hai but forex 1 aisa business hai jise hr koi kr rha hai educated log es m zada ache se work kr sktay r jaldi kamyab ho sktay hain r zada earning r zada profit hasil kr sktay hain kun k educated person ka knowledge r experience zada hota hai
          • #20 Collapse

            Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

            Dear friend jahan tak mera Khayal Hai forex business Mein education ki Koi value Nahin Hamen Forex business main posting ke dauran Achcha experience or knowledge share karna chahie dusre bhi aise fayda Utha sake Hamen sirf Apne fayde ke bare mein nahin sochana balki dusron ka bhi Khyal Rakhna hai dear friend Forex 1 online business hai Ham ghar baith kar Basani is per kam kar sakti hai isiliye ismein education ki koi limits Nahin Hai aap Jitna Achcha kam kar sake ismein Kiya Karen Jyada time Diya Karen Taki ismein kamyabi Hasil kar sake abhi acchi Mhnet to aur imandari se kam karne se milati Hai isase Macha profit bhi Kama sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

              Forex trading Ek Aisa business Ae Jahan per Hamare liye experience Kaho na bahut important hota hai yahan per aapki education ka koi problem Nahin Hota Hai Yahan Bhi per Kisi bhi age ke log kam kar sakte hain Yahan Tak Ke Jo retirement hote hain jinhone away recently retirement Le Gaya vah bhi kam kar sakte hain Yahan per age ka koi masala Nahin Hai Bus aapke pass Achcha experience Hona chahie knowledge Hona chahie aur acchi information honi chahie Forex trading se related Apne senior se contact manager hai
              • #22 Collapse

                Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

                g han bilkul sahe bat ke hae ap ne forrx main education ke kuch bhe value nhe hae is main agar ap ache tarah se kuch hasil karna cahte bh hain to is ke liye apko is main mehnat sah tarah se karna ho e ache tarah se kam ko karna ho ga tab ja kar h to apko yeh success de sake ga lakin apko kabhe bhe himmat nhe har lene cahiye take ap is main akamayb ho saken or yahan se kuch hasil bhe katr saken bas apne kam ko better kiya karen take kuch hasil ho or success bhe gain ho sake
                • #23 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

                  Dear friend forex business akk asa platform haa Jess mn app baghir safesh kaa ess mn app education kaa koi amal dakhal nhn ess kaa lia zaroore haa kaa app Koo forex kaa bara mn basics knowledge hona zaroore haa QK app Koo jab forex kaa rules arr ess mn kaam Karana kaa bara knowledge knowledge arr experience hassal nahn hoo gaa app kee chaia jatane bhi education q nahn hoo app ess mn kaam Kar kaa faida hassal nhn kar sakta
                  • #24 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

                    Assalam walekum forex trading and the indicators ki positive value hoti hai aap agar indicators ko follow karenge to aap kamyabi ke sath profit Kama sakenge if you don't follow the indicators then you go for the loss in business so always give the importance to the indicators ji aapko support kare hote hain aapke liye you think n ka istemal Karen thank you Allah Hafiz
                    • #25 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

                      mere yaar Main To yahan per Koi value nahin hai agar aap akhiyan mein value hai to aap bata
                      • #26 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

                        vaise pan education office Karni chahie because hamar education aasan nahin karenge To Ham kaise kamyab ho sakte hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                          Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men education ki koi khas value nhi hey kiun k iss men kam education k log bhi achi trading kar k acha profit hasil kar rahay hen lekin education ka advantage zaroor hota hey kiun k iss men jin logon k pass achi education hoti hey woh dusaron se jaldi kamyabi hasil kar letey hen aur acha knowledge aur experience hasil kar k achi earning hasil kar letey hen iss liay forex trading men achi trading karnay k liay kam se kam matric education honi chahiay
                          Assalamu alaikum their friends agar Dekha jaaye to Pakistan Forex trading 1 education se bestjobs hai yah hamen bahut jyada earning deti hai ham sab kuchh chahie kya mein ismein joining Karen aur apna Kam mehnat experience aur acchi quality mein Karen jisse hamen uska fayda bhi ho ya nahin SMS jyada profit ho
                          • #28 Collapse

                            Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

                            Aslam o alikum my dear ferinds jahan tak mera khayal hey forex trading men education ki koi khas value nhi hey kiun k iss men kam education k log bhi achi trading kar k acha profit hasil kar rahay hen lekin education ka advantage zaroor hota hey kiun k iss men jin logon k pass achi education hoti hey woh dusaron se jaldi kamyabi hasil kar letey hen aur acha knowledge aur experience hasil kar k achi earning hasil kar letey hen iss liay forex trading men achi trading karnay k liay kam se kam matric education honi chahiay ok thanks my dear all members.
                            • #29 Collapse

                              Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

                              Dear member forex trading me education ki bh value hai qk jis k pass knowledge hota hai aur wo chezon ko dosron ki nisbat asani say smajh sakta hai aur pick kar sakta hai aur apne andr improvement la sakta hai aur quality kaam Kar k acha bonus le k achi trading Kar sakta hai aur jis k pass education nh hai osko forex ko smajhne me aur knowledge hasil Karne me aur apne andr improvement lane k liye waqt lagta hai aur forex me kaam karne k liye degree ki zarorat nh hoti apko bs forex me kaam karna aata hu
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kiya forex trading men education ki koi value hey

                                Assalamu Alaikum dear member all over the world education ki bahut hi important hoti hai aapki education Ek Aisa asset hota hai jo aapka kabhi bhi best Nahin Hota no doubt 1 educated person Forex trading to Jada ka Baithe Andaaz Mein samajh sakta hai aur ismein Jyada Se Jyada profit Hasil karne ke liye Iske different education uski learning ko easily complete kar sakta hai aapki education aapke liye bahut hi important role play kar sakti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X