dear member aj hum forex trading mein big lot size or kam lot size ke bary mein bat cheet kare gye ye q zarori hai or kin ke liye ye faida dy sakti hai ye unke liye faida dy sakti hai kam lot size choty account walo ke liye best hai or big lot size bary account walo ke liye best hai wo bhi knowledge ke sth agar ap market ko analysis karke sahi pair ko right choice karty hai or phr trade karty hai or lot size use karty hai to pht benefit mil sakta hai or ab small account or big account ko chiaye ke wo dehn se apni trade lagye or acount wash hone se safe rahy or achi earning gain kar skaay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим