Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

    asslam.o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min treading account banay sy phely hamin koch hidyaat karni chaye hamin is min agar achi kamyaabi chaye to hamin forex min ziyada sy ziyada mhe at kaeinchaye hamjn is min copy past nahi karna chaye jis sy hamra account bnain ho sakta hy agr hum forex min ik ip par net chalin gy to hamara account band kat diya jata hy isi lia ahmin forex ka rules ko jana bahut zaroori hy market ko samajhne ke liye ladne ki bahut jyada jarurat hoti hai kyunki jab tak ka market coaching jaenge nahin use waqt akham acchi trade nahin laga sakenge aur achcha profit Hasan nahin kar sakenge kyunki jo bhi forex form per member kam kar rahe hain vah sabse pahle demo code mein jakar acchi tarah practice on earth analyse karte Hain aur is se unhen market ke train ka pata chal jata hai aur vah jyada se jyada aane cancel kar sakte isliye hamen bhi chahie ke forex form per mehnat ke sath kam Karen ta kya muchanda cancel kar sake aur cancel karne ke bad hamen bhi hasil kar sakenge isiliye main chahie ki koi bhi trade lagane se pahle market ka analyse jarur kar len
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

      Yes dear forex member ye ap ky liye best hota hai k ap market ko samjhny ky bad he apni trade ko open karen kiyun jab ap market ko ko samjh kety hain or achy tariqy sy analysis kar lety hain tu ap ko pta lag jata hai k kis trha ki trade lagani hai or kaisy lagani hai ....
      • #33 Collapse

        Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

        assalamu alaikum ji Bhai aap bilkul theek Karen hamen pahle market ko acchi tarah samajh Lena chahie Agar Ham market ko acchi tarah samajh lenge tab hi hamen Koi trade open karni chahie jab tak Ham market ko samajh nahin lete use waqt Tak hamen kabhi Bhi Koi Bhi trade open nahin karni chahie Agar Ham market ki moment ko aur market ko analyse karke trade ko open karenge to Ham bahut acchi earning kar sakte hain aur lost se baat sakte hain loss se bachne ke liye yah bahut hi lajmi tarika hai ki hamen pahle market ki moment ko samjha Dena chahie shukriya
        • #34 Collapse

          Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

          assalamu alaikum ummid hi kya aap se bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki hamen market ko samajhne ke bad trade open karni chahie to aapko Bata de chalenge kg aapane bilkul theek kaha hai hamen jaaye ki Ham pahle market ko samjhaie uske bad trade open Karen agar Ham market ko soch samajhkar trade open karenge to main proper taka aur agar Ham soche samjhe trade ko open kar denge tu is samay launch hoga mein kabhi bhi soche samjhe entry nahin leni chahie
          • #35 Collapse

            Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

            Assalamu alaikum ji han bilkul aapane bilkul theek kha hai kai hamen market ko samajhne ke bad hi apni trade open karni chahie agar Ham samjhe hi apni trade open karenge to hamari trade kabhi bhi kamiyab nahin hogi aur hamen loss aegaisliye hamen sabse pahle market ke bare mein samajhna chahie uske bare mein maloomat leni chahie uske bad planning ke sath raat ko open karna chahie jisse mein fayda milega aur hamen profit bhi milega thank you very much
            • #36 Collapse

              Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

              Salam
              Forex trading main market ko samajhny k bad he ap ko trading karni chahye jitna zaida knowledge ho unta he zaida behtar result hasil kar sagty hain is laiye jitna ho saqy mehnat karain or market ko Analise karain or peek points ko yad karna chahye or tb he trade shoru karain jb ap ko ache tarha samaj aa jy k trading kehty kisy hain or ache trading k laiye kon se cheezain zaida ahem hain
              Trading k doran market ak dum up down ho sgti hy is laiye jb b trading karain to ak bat zahen main rakhne chahye k hamary faisly par he hamain profit ya loss hoga jb tak ho saqy sochain or phr ja kar trading karain market ko samajhna koai asan kam ne qn k is main experts b fail ho jaty hain lakin hamain chahye k hum mukmal research karny k bad market main samal hona chahye
              Salam
              Thanks to all
              • #37 Collapse

                Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

                Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Aage aur Forex trade market mein jyada Se Jyada fayda Hasil kar rahe Honge ji aapane bahut hi acchi baat ki ke Forex trade market ko samajhne ke bad hi aapko trade karna chahie jisse aapko bahut jyada fayda Hoga agar aap Forex trade market ko samjhe bagair hi trade karte hain to aapko nuksan uthana aur sakta hai isliye aapko chahie kya pahle market ko acchi Tarah Se Samjhe Uske bad market Mein trade Karen jisse aapko bahut hi jyada fayda Hasil Hoga Shukriya
                • #38 Collapse

                  Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

                  ji han aisa hi hag aur ham aisa hi karain gay ham kamayb i ka lie bahot kuch kat sakatu hain hjmara kam hi hjmaray lie bahot important hota hay bus bam mahnat karty rahain bahot fayda ho ga
                  • #39 Collapse

                    Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

                    ja mere Pyar mein sabse important baat hai ki agar ham log jab bhi market ko samjho Na Ho To hamen Pata hota hai ki Ham market ko kaise open karke kaise samajh sakte hain knowledge ke sath samajh sakte hain
                    • #40 Collapse

                      Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

                      ji han bilkul hamen sabse pahle aise hi karna chahie because jab tak ham log kaisa nahin karenge To hamen koi bhi fayda nahin hoga aur jab hamen fayda nahin hoga To hamen koi bhi aisa Kam nahin karenge jisse mein Koi fayda Ho
                      • #41 Collapse

                        Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

                        Asslamoalaikum g dear ap ny bilkul sahi kaha hy hamen Pak forex main market ko samjhny ka bad hii trading open karni chahye agr hmm market koo follow kiy bagair trading karty hain too hamen ziyada sy ziyada Loss ho sakta hy is liy hamen chaye ky hmm trading karny sy market ko check kary market kii movement ko dekhna chaye agr market achi chal rhii hy too hamen trading lagani chaye our experience ky active rehna chahye tab hmm eik acha profit hasil kar sakty Hain is liy hamen Pak forex main trading ko open karny sy phly market ki movement ko dekhna chaye market ko follow karna chaye phir Ham kamiyab ho sakty hain
                        • #42 Collapse

                          Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

                          Hn g bilkul thk kaha dear friend hamy pehly market ko samjhna chaye phr trade open karni cahye or soch samajh ka trade lagani chaye bgair sochy samjhy trade nhi lagani chaye trading mn experience ka hona bht zarori ha experience ka bgair trading nhi ho sakti is lye dear hamy pehly market ko samjhna chaye phr trade open karni chaye.
                          • #43 Collapse

                            Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

                            Assalamu alaikum dear member ummid karte Hain ki aap sab Forex member khairiyat se honge aur Forex mein jyada se jyada best work Karke best earning hasil kar rahe honge dher to jaisa ke aapane small kiya hai ki hamen pahle maarpeet ko samajhna chahie FIR Uske bad trading Karni chahie to aapki baat bilkul theek hai hamen Bina soche samjhe trading bilkul bhi nahin Karni chahie kyunki agar ham bagair soche samjhe trading ka karte Hain to ham bahut hi badi galti kar rahe hote hain vah Galti Jo hamare account ko vash kar sakti hai ya FIR hamen bahut hi jyada nuksan de jaati hai isliye hamesha soche samjhe aur FIR Uske bad hamen kam ki starting Karni chahie usi Tarah hi agar ham market ko samajhte Nahin aise trading karte Hain to ham bahut hi jyada nuksan kar baithe Hain isiliye hamesha Soch samajhkar trading Karen taki aap trading mein successful ho sakta kar achcha profit hasil Karen.
                            • #44 Collapse

                              Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

                              Yes dear Humko market ki movement ko samajhne ke bad trade open Karni hoti hai Hamen market Mein kam karne ke liye Apne analysis karne hote hain market Mein kam karne ke different method available hote hain ya Ham par depend kar raha hota hai ki Ham is market mein kaun sa methods elect Karke trading karte hain Agar aamir's market Mein technical analysis Karte Hain To Hm Ko is market Mein different indicators Oru pools use Karke analysis karne hote hain Taki Ham is market Mein Apne analysis karne ke bad market Mein trade open kar sake market Mein different candlestick patterns available hote hain jinko Dekhkar Ham is market Mein trade open Karte Hain Humko market Mein trade Lagane ke bad Sabar karna hota hai Taki Ham is market Mein Apne account per Achcha profit hasal kar sake market Mein mistake se bachne ke liye Humko planning Karni Hoti Hai tab Ham is market Mein Achcha result hasal kar sakte hain market Mein Ham jitne acche tarike se kam Karte Hain Ham to itna hi jyada fayda ho jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Market ko samjhane ke bad hi aapko trade open karni chahie

                                Market ko samjny k bad hi apko trade open krni chaye tb Apko kamyabi hasil hogi es lye Apko chaye k phly zyda se zyda market ko smajny ki puri kohish kryn Jb Apko yaqeen ho jaye k ap market ko achi trhan analysis kr Lia hy tb ap trade open kryn phr jb ap trade lgayn gy wo Apko acha profit dy gi or Ap kamyab hon gy es lye market ko smjyn es me hi faida hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X