Loos hamari mistake ki wajha say hota h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

    Ji han han yah bilkul theek hai ki hamari mistake ki vajah se bhi hamen loss ho sakta hai kyunki yah hamari mistake hai hamen main apne a mistakes ko theek karna chahie jiski vajah se hamari post theek ho aur aur logon ko bhi acchi tarah se samaj ke aur vah padh kar kuchh faida ueta sake hum galtiun ko sudhar kar apni mistake per kabo pa sakty hain our log bhi humari in mistake ki wajha sy apni galtiun ko sodhar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

      Asslamalikum:

      umeed karta hun ap sab kariyat sa hun ga aor sab kush hun ga ji han apny bilkul sahi kha loss hamari apni mistake ki waja sa hi hota ha agar ham apny kam ko sahi sa kary to hama loss ka samna nahi karna parta ha aor jab ham zada lalchi ho jaty han tab bhi hmara loss hota ha agar ham achy tarika sa trading kry ga tu hama loss bohat hoga agar ap chahty han ky hamara loss bohat kam ho tu hama achy tarika sa trading karny hogi aor apni mistakes ko thek karna hoga umeed karta hun ky apko ya pasand ay ga.(thanku)
      • #33 Collapse

        Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

        Yes dear forex member ap ki baat bilkul thk hai forex trading mai loss ap ko ap ki ghalti ki waja sy hota hai es mai ko mistakes sy avoid karna chahea kiyun ap ki ghaltiyan jitna kaam hn ge ap ky kamyabi ky chances utna ziada hoty hain es liye ap ko chahea k ghalti na karen balky achy tariky sy kaam karen ....
        • #34 Collapse

          Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

          Walekum Aslam bilkul dear forex member AP ki bat bilkul shaii ha hum q neksan KR rhy Hain trading ma to akhir koy to reason ha jis ki waja sy hum naksan uth rhy Hain to us ma sub sy Bari waja jasy AP na batyia humri choti choti geltain hoti Hain jasy hum khbi jild krty Hain trading klyia khbi soch bagir trading laga lety Hain is Sy hum ko utna profit ni milti jtni milni chyia islyia hum sub profit ni kr skaty Hain hum chyia sub sy phly apni gelton ko thk krain us k bad hum trading krain thank you
          • #35 Collapse

            Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

            Assalam u alikum g hamen forex me agr loss hota ha too uss me hamri apni mistakes hoti han hamen chahye k hm apna work sai tareeqy se kren apni ghaltiyun ko cover krny ki koshish kren agr hm mistakes krny se bachen gen too hamen profit zayda ho ga hamen forex me working wqt apni mistakes ko minimuze kr k kam krna ho ga agr hm apni ghaltiyan repeat nhi kren gen too hm ksi bary loss se easily bach sakty han
            • #36 Collapse

              Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

              assalamu alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se honge ummid karta hun FIR ek se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge ji mere Bhai aapane bilkul theek ka hai loss hamesha hamari galti ki vajah se hota hai to Ham soch samajhkar trading nahin karte hue to ki trade kar dete Hain jiski vajah se Ham loss mein chale jaate Hain to main lo se bachana chahie jyada se jyada mehnat karte nahin chahie experience hasil karna chahie jab jakar hamen trading karni chahie Taki trading karke macha profit hasil kar saken thank you
              • #37 Collapse

                Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

                dear member loss agar hota hai to vah hamari mistake ki vajah se hota hai to agar Ham lash ko khatm karna chahte hain to humko chahie ke Ham apna pura dhyan frax parde
                • #38 Collapse

                  Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

                  assalamu alaikum dear Forex member I hope aap sab theek honge ji aapane baat bilkul theek kahi hai ke loss hamari mistake ki vajah se hota hai beshak vah chhoti mistake ho yahan phr bari jab Ham posting kar dete Hain to Ham apni wording ko sahi se a dekhte nahin hai aur hamari wording galat ho jaati hai aur hamari post ki quality best nahin hoti aur hamen iska result bhi achcha nahin milta aur ka hamare per bonus kam hota hai but Ham usko trading per laga dete Hain to isase bhi loos ho jata hai so jab bhi Ham kam kar rahe ho forex to apna Sara focus forex per hi rakhen
                  • #39 Collapse

                    Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

                    Assalamu alaikum my dear friends member ji han aapane bilkul Tikka hai ki loss hamari e mistake ki hi wajah se hota hai agar Ham kahin bhi mistake karenge to hamen lost aaega isiliye hamen chahie ki hamen soch samajh Kar post aur trade karni chahie hamen mistake se darna chahie agar Ham mistake se nahin karenge usko bar bar karenge to Ham kabhi bhi kamyab nahin Ho payenge isiliye har insan ko chahie ke use mehnat karni chahie aur Dil lagakar kam karna chahie vah John sa bhi kam kar raha ho agar koi log Dil laga kar Kam nahin karte to unhen unka shila galat tarike se milta hai agar koi Dil laga kar kam karte Hain to unhen acche tarike se Hi Sila milta hai isiliye hamen chahie ke hamen achcha se achcha kam karna chahie hamen loss se darna chahie yah mein baar baar kahunga
                    • #40 Collapse

                      Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

                      aoa dosto umeed krta hu ky sb khairiat sy hungy g han aapki bat bilkull thik hy ky loss humare mistake ki wjah sy hi hota hy agr aapki apni mistakes thik kr lengy to kbhi loss nh hungy or hain aik or bhi wja ho sakti hy resk ki wjah sy bhi loss hojaty hain ziada sy ziada prectes kr kay apni mistakes ko khtam kr sakty hain
                      • #41 Collapse

                        Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

                        Assalam alaikum dosto is karobar ki dunya mein hum agr hum profit kmana cahtey hein to hmey experience k sath sath bilkl saii kam krna hoga aur phir is forex trading mein agr hum ko nqsaan hota he to wo hmari apni mistake hoti he is waja se hmey caheye k hum smujh dari k sath kam krein thanks to forex trading .....
                         
                        • #42 Collapse

                          Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

                          Dear friends,
                          Jesa k bhai ny kaha k forex trading m hmmy loss sirf or sirf hmari galtion sy hi hota hai q k ham markeet ko smjhty hi ni or na hi daily base pr analyze krty hai bs ja k trading start kr dyty hai jis ki wja sy hmmy loss ka munh dykhna prta hai.
                          Is liay zrori hai jb b trading kry to phly markeet ka analysis kry or experience ko istamal krty hoe Trade lgae phr dykhy apko kitna profit milta hai so guys trading man markeet ka daily base pr analyze krta hai or apna future secure kr sgta hai bs lazmi hai galtion ko dor kr k apna bounce increase kry or acha future hasil kry
                          • #43 Collapse

                            Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

                            Asslam o Alikum dear friends umeed kerta hn k ap sb khairiat sy hn gy r dear friends forex mn loss hmari mistakes ki wjah sy hoti h is liye dear friends agr ap ko forex mn loss a jaye to ghabrana ni chahye balky apny loss ko recover kerny k liye pehly sy ziyada mehnat kerni chahye r apny knowledge r experience ko bhi increase kerna chahye taky phr loss na ho r jo log apny loss ko recover ker lety hn forex mn vohi kamyab hoty hn
                            • #44 Collapse

                              Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

                              Dear member agar aap Pak Forex form per kam kar rahe hain aap ko pata Hona chahie ki Forex mein Main aapko las Kyon Hota Hai yah trading main aapko las Kyon Hota Hai Forex main aap acchi post karte hain lekin post Mein spelling ki galtiyan mistake ko theek Nahin Karte Jiski vajah se aapki post and delete ho jaati hai agar aap third karte hain to spelling Ki Galti HO to check Karke post Nahin Karte jisse aapki post deleteHo Jate Hain aur aapko bonus Mein las Hota Hai Jab trading Karte Hain To trading Mein jaldbazi karte hain Jiski vajah se aapko Las hota hai aur koi no ki mistake ho jaati hai aur aapko Achcha profit Hasil Nahin Hota isliye Apne work ko acchi Tarah check Karke Karen Taki aapko Las na Ho forex business mein kamyabi Hasil Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Loos hamari mistake ki wajha say hota h

                                forex trading mai loss hamri apni ghalti ki waja sehee hota hi woh ghaltain ye hain
                                1. forex kay achay knowledge ka na hona
                                2. ik acha demo practice experience ka na hona
                                3. trading kay duran lalaach ka hona
                                4. without trading plan trades open krna
                                5. jaldbazi mai a kar over trading krna shamil hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X