trading mein loes mistake se hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: trading mein loes mistake se hota hai

    G bilkul sahi baat hai ki agr hum trading main kuch mistake krty hain jis ki waja se hme loss ka samna krna parta hai es k liay zaroori hai keh hum ksii senior se help lia krain takeh es se hum ko loss na ho aur jo hum mistake waghairah krty hai wo hamari theak ho jayen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: trading mein loes mistake se hota hai

      Ji trading Mein loss Jab Bhi Hamen Hota Hai To vah Hamen mistake ki vajah se hi hota hai Hamen market Mein mistake Nahin Karni chahie Ham market Mein use Waqt mistake Karte Hain Jab Hamara focus Apne kaam par Nahin Hota Jab Ham Apne kam ko Sahi tarike se nahin Karte isliye Ham Apne kam Mein mistake kar Jaate Hain isliye Hamen market Mein kam karte hue Apna focus Apne kaam par Rakhna chahie aur apne kam ko Hamesha acche experience Rachi knowledge ke sath karna chahie aur apne in mistake ko control karna chahie Agar Hamare mistake kam mein jyada Hogi To Ham market Mein Kamyab Nahin Hong
      • #48 Collapse

        Re: trading mein loes mistake se hota hai

        Aslam o Alaikum Pakistan Forex Forum dear member ap nay both hi achy baat shear ki ha trading main loss mistakes sa hoo ta ha g dear member iss baat main koy shake nahi ha ham main loss trading main mistakes say hoo ta ha ham main Forex main both learning hassle karni chaya ziyad sa ziyad mehnaat sa kaam karna chaya ham jet ni ziyad mehnat sa kaam karen gay ham log Forex sa ut ni he profit hassle kar saken gay ye aik both hi acha or successful online business hai jes main ham log mehnat sa kaam kar kay unlimited earning hassle kar sakta hein ham main ziyad sa ziyad learning kay sath kaam kar kay boht apni mistakes ko ignore na karen infect dear jab ap ko loss ho tou ap ko chaya kai ap apne loss hoo nay ki reason ko maloom karen or reason kai maloom karne kai baad apni mistakes par focus karen or ais baat ki kohsish karen kai ap say again wah he mistakes repeat na ho ham main market main kam karte hue apna focus apne kaam par rak na chaya aur apne kam ko always ache experience or knowledge kay sath karna chaya aor apne in mistake ko control karna chaya agar ham are mistake kam main ziyad hogi to ham market main success nahin hon gay
        • #49 Collapse

          Re: trading mein loes mistake se hota hai

          Trading karte hue aap ko nuksan aapki apni galti ki vajah se hota hai isliye aapko chahie ki agar aapko Ek Bar nuksan ho jata hai to aap use nuksan ko repeat na Karen aur use nuksan Ko Hone Wali Galti ko search Karen Kyunki Jab aap apni Galti ko theek Karke Dobara acche knowledge aur acche experience aur acchi practice aur acche signal ke sath trending Karenge to aapko profit Hoga aur aapka Sara nuksan recover ho jaega

          • #50 Collapse

            Re: trading mein loes mistake se hota hai

            g han trading m loss mistakes ki waja say hota hai agar mistakes ho bhi jaen to ignore na kren or mistakes par achi trah focus kren ta k hum apni mistakes say kuch seekh sken or ziada say ziada mehnat kren ta k hum apni skills ko improve kr sken or forex trading m ziada loss na hamen loss ratio par focus krna chaye or usi hisab say SL use kren ta utna loss ho jitna hum recover bhi kr sken agar ahamry pas balance kam ho ga to ham ziada loss recover nhi kr paen gy.
            • #51 Collapse

              Re: trading mein loes mistake se hota hai

              Assalamu Alaikum ummid hai ki aap sab bilkul theek Honge ji aapane bilkul theek kahan hai ki trading Mein loss Hamen Hamari mistakes ki vajah se hota hai Hamen chahie ki Ham mistake se avoid Karen aur Apna Kam pure focus ke sath Karen Agar Ham tearing karte hue jaldbazi Karenge To Hamara Apna loss Hoga isase Hamara account was ho jaega Hamen chahie Kaisa bar ke sath kam Karen Kisi bhi kam ko karne ke liye Sabar bahut Jaruri hota hai jo Insan Sabar Se Kam Nahin lete hain vah loss uthate Hain
              • #52 Collapse

                Re: trading mein loes mistake se hota hai

                Kia hal hn friends umeed krta hn ap sab ka kam acha chal rha hoga to doato bilkul wazeh baat hy ke hmen ksi bhi kam mn loss tb aata hy jb hm koi mistake krty hn is liye dosto hmen chahye ke hm trade krty time mind ko fresh rkhen ksi kism ki jaldbazi na kren Q k jaldbazi mn insan sy mistakes zror hoti jb hm mistakes krwn gy to hmen trade mn bjaey ksi faida hony ke losa he hoga.
                • #53 Collapse

                  Re: trading mein loes mistake se hota hai

                  Assalamu alaikum dear friends Ji han aapane Sahi kahan hai Forex trading mein hamen apni hi mistake ki vajah se loss hota hai isliye jab bhi aap new to trade open karte Hain to aap apni trading per focus rakhen tab achcha profit Lene mein kamyab ho sakte hain aur aapko loss Nahin Hoga isliye mehnat Karen aur apni trading per information increase Karen aur acche knowledge ke sath trade open karenge aapko achcha profit milega aur kabhi bhi trading mein lalach Na Karen jaldbaji bilkul na Karen Varna aap logon se bache Nahin sakte Forex bahut hi achcha online log hai aur aapko accha profit milta hai aapki apni mehnat per aur apne knowledge per aur apne experience per 👍
                  • #54 Collapse

                    Re: trading mein loes mistake se hota hai

                    Hamen apni mistakes ko cover karna chahie kyunki aap ki chhoti si mistake se aapka bahut jyada loss ho sakta hai aur aapka account bhi wash ho sakta hai Forex trading bahut reliable hai aur bahut hi achcha profit deta hai Hamen apni mistakes ko cover karna chahie aur jo mistake humne Ki hai unko aviod karke kam karen to aap bahut jyada Forex trading per successful ho sakte hain ek professional trader Forex trading per bahut jyada hard work aur knowledge Hasil karke kam karta hai aur apni mistakes ko cover karta hai tab hi vah ismein successful hota hai aur market Mein apna naam banata hai
                    • #55 Collapse

                      Re: trading mein loes mistake se hota hai

                      g han ap ny bht achi baat share ki ha y ap ki baat sy agre ho hm ko yaha tread soch samj k st karni chahaiy hm ko zada galtia ni karni cahhaiy hm jtni zada galti kary gy hm ko loss htra jay ga hm ko tread analasis k st karni chahaiy agar hm galtio ko apni tk ni kaery gy to hm ko kbi b sucess hasal ni ho gi
                      • #56 Collapse

                        Re: trading mein loes mistake se hota hai

                        Jiya bhai aapane begu thi kahe hamen Forex trading mein losshamari mistake se hi hota hai agar Ham apni mistake Koi karte hain vah mehnat se kam karte Hain to Ham is mein achcha profit hasya sakte hain Agar mismatch jaat badi se kam karenge aur mehnat nahin kahenge to Ham ismein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte isliye hamen mehnat karke aur apni mistake Koi pukar ke ismein kam karna hoga jisse hamen kamyabi hasil Ho
                        • #57 Collapse

                          Re: trading mein loes mistake se hota hai

                          ap nay theak kaha hay kh p ko loos ap kay ghalte ke wajah sy hote hay ap ko chahay kah agar ap trade kar rahay ho to ap ko pata ho kah ap kis payar pay ap trade laga rahay ho woh ap ko keya kahate hay ap ko pate ho ga kah agar woh news kay baray main jo ap kay pas ate hay kah woh keya ap sy kahte hay to ap ko trade karnay main ap ko asani ho ge ap ko chahay kah ap market ko anaylises kar kay ap trade karin gay to ap ko t rade main nafah ho ga ap ko loss kam sy kam ho ga
                          • #58 Collapse

                            Re: trading mein loes mistake se hota hai

                            Assalam o alaikum trading Main loss mistake ki vajah se hota hai isliye hamen chahie mehnat ke sath soch samajh Kar kam Karen aur kam mein jaldbaji aur mistake na Karen aur agar Ham forex trading mein soch samajh Kar mehnat ke sath kam Karenge aur mistake nahin Karenge to Ham kamyabi Hasil kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur acchi earning hasil kar sakte hain isliye hamen chahie hamesha sabar ke sath himmat aur hosly k sath kam Karen aur agar Ham forex mein mehnat ke sath Kam nahin Karenge aur kam mein mistake Karenge to Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte aur hamen loss ho sakta hai aur agar ham forex mein Dil lagakar mehnat ke sath soch samajh Kar kam Karenge aur jaldbaji nahin Karenge to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur loss se bach saktay Hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain
                            • #59 Collapse

                              Re: trading mein loes mistake se hota hai

                              trading mein apni mistakes ko dur karne ki koshish karen kyunki trading mein hamen loss sirf aur sirf hamari apni mistakes ki vajah se hota hai agar aap trading mein nuksan ka samna karte Hain to fir aap bahut jyada mehnat ke sath kam Karen aur apni UN mistakes ko dur karne ki koshish karen apni mistakes ko sudharne ki koshish karen apni shortcomings per kam karen to fir Ham jarur kamyab ho jaenge aur ham FIR bahut kuch hasil kar sakte hain aur aage badh sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: trading mein loes mistake se hota hai

                                Assalam o alaikum!

                                Kya aap se bilkul theek honge jaise ki aapane kaha hai ki training Mein last mistake se hota hai to aapko Bata to chalenge kijiye aapane bilkul theek kaha Mein kabhi mistake nahin karni chahie agar mistake ho jaaye to unse sikhana chahie agar Ham mistake se nahin sikhenge to loss ho jaega

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X