Loss sy kasy bachain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sy kasy bachain.
    Assalamu Alaikum dear Forex member kya hal hai ummid karta hun Sab khairiyat se Honge aur apni Forex trading se Achcha fayda Hasil kar rahe Honge dear Forex member mein jo abhi topic discuss karna chahta hun usmein ham loss sy kasy bach skty ha ke bare mein Kuchh explanation kar raha hun aur Amit Karta Hun Ki Mere Tamam seniors aur juniors member ismein apni best opinion share Karenge to real Forex member Humko last se bachne ke liye sabse important Apne market ko focus karna hai Kyunki Kya Kam apni market ko acche tarike se anaras karte hain aur Market ki movements ko Dekhte Hain To Ham bahut hard Apne hiny waly loss se buch sakte hain Iske alava Ham Apne trading Mein small lot size Ka istemal Karke Bhi Apne loss se bach sakte hain aur Mumkin heartattack Aam Forex trading Mein stop loss or profit Ka istemal Karke bhi hone wale loss se bus sakte hain isliye dear Forex member Mein ummid Karta Hun Ki Mere juniors aur senior ismein best opinion share Karenge.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss sy kasy bachain.

    hello my dear frinds
    ap sab kisay ho
    mujay umeed hy ap sab theek hon gay
    ap na bilkul theek kha hy
    loss sa bachnay k liya humay
    herdworking sa kam karna chaya
    hum ko mehnat sa kam karna chaya
    ziada sa ziada post karni chaya
    or loss sa bachana chaya
    or post bhe quiltay wali karni chaya
    jo herdworking sa kam nhi karta
    wo loss ho jata hy
    humay chaya loss sa bachy
    umeed hy ap sab ko mari bat samaj a gai ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Loss sy kasy bachain.

      Then, new inquiries have emerged about the likely dangers to the monetary framework from the colossal volumes of subordinates being exchanged. BIS experts Claudio Borio, Robert Neil McCauley and Patrick McGuire state in another report that about $13 trillion of corporate obligation is "covered up" in view of a bookkeeping decide that permits subsidiaries to be considered wobbly sheet things
      • #4 Collapse

        Re: Loss sy kasy bachain.

        Assalamu Alaikum dear forex members. Loss sy bachny ka bahtreen hal ye hy k real account mein trade ko open kerny sy pahly hmein demo account mein is ki buht achi practice kerni chahiye q k demo account mein hmari jitni achi practice ho gi rael account mein trade ko open ker k ham utna hi acha profit gain kr skty hein likin ager hmari demo acvount mein hi practice achi nhi ho gi to ham real account mein trade ko open ker k kabhi acha profit earn nhi ker skein gy or dosri sab sy ahm bat woh ye k trade ko open kerny sy pahly hmesha market ko analize kerna ager market ki movement smjh mein aye to tabhi trade ko open kro werna sahi wqt or movement ka intizar kro.
        • #5 Collapse

          Re: Loss sy kasy bachain.

          dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay loss sa bachna bahot zroori ha to agr ap loss sa bachna chahtay hn to spko chayay k trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur jb apko market mn profitable position milay tb trade lgayn to ap loss sa bhi bach sktay hn aur achha profit bhi hasil kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: Loss sy kasy bachain.

            loss sy bachny k liye apko mehnat ki zarort hoti hy pahly check krta ho daily udater k sath k kahe aj loss ka chance hy ya nae agr na ho to 0.10 ke trade lgata ho achi income hasil kr skta hun is ki reason yahi ha ke me ne ab greed se kam krna chor dia hua ha g forex risky business ha is me risk na lo to sb kuch mil jata ha.
            • #7 Collapse

              Re: Loss sy kasy bachain.

              Assalamu alaikum ummid hai kya aap sab khairiyat se honge jaisa ki aaj ka sawal hai ki Ham kaise loss se bach sakte hain tu tu agar Ham lost se bachana chahte Hain iske liye hamen chahie ki Ham hard work Karen mehnat Karen jyada se jyada posting Karen aur kamyabi hasil Karen hard work ki ki insan ka achcha banaa deta hai so hamen chahie ok hard work Karen aur mehnat Karen taake kamiyab ho sake thank you
              • #8 Collapse

                Re: Loss sy kasy bachain.

                loss sy bachny k liye apko mehnat ki zarort hy judge karti hon k main kahan galat thi kahan maine galti ki phir us galti ko avoid karti chahiy trading ka mery pas knowledge or experience hy.arding karty hen to is mein hum ko profit hota hy aur ap jab bhi koi business start karty hen to ap ka aim us mein profit earn karna hi hota hy koi bhi loss nahi karna chahta.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss sy kasy bachain.

                  Loss se bachna chahte hain tu hume chahie ke hum mehnat se aur analysis ke sath kam kare kui ke analysis ke begair hume is mien kuch bhi hasil nhi hota kui ke analysis aur trend ke mutabiq trading karne se hume ache se ache profit hasil hota hai aur hume is mien kamayabi bhi hasil hoti hai. Agar hum lalch ya jald bazi kare ge tu hume siwa loss ke kuch hasil nhi ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss sy kasy bachain.

                    loss sy bachny k liye apko mehnat ki zarort hy humen ek acha trend mil sake ga is buisness k zariye sy aur ham kamyabi hasil ker saken gay boht ziyada mehnat kary ta k apko is main say acha profit hasil ho saky aur ap is main kamyab ho saky is main profit hasil karny koi kahs resion nahi hay bas ap is main dil laga kar mehnat kary aur is main prextice kary ta k apko loss na ho aur acha profit hasil ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss sy kasy bachain.

                      ji bilkul Ham loss by sakte hain ki hamen apni trade jo bhi karni ho vah soch samajhkar planning ke sath karni chahie iski vajah se Ham achcha profit hasil karte rahenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss sy kasy bachain.

                        Forex mein trading kertay huay loss tou sub hi ko hota hai lakin humain koshish kerni chahyea kay hum loss sae bach ker kaam kerain lakin loss sae kaisay bacha ja sakta hai iss ka humain lazmi pata hona chahyea agar humain loss sae bachna hai tou humain trade laganay sae market kay analysis kernay chahyeain apni trades mein stop loss aur take profit ko lazmi istemaal kerain indicators sae madad lain aur jaldi mein kaam na kerain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss sy kasy bachain.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Meerkamal پيغام ديکھيے
                          Assalamu Alaikum dear Forex member kya hal hai ummid karta hun Sab khairiyat se Honge aur apni Forex trading se Achcha fayda Hasil kar rahe Honge dear Forex member mein jo abhi topic discuss karna chahta hun usmein ham loss sy kasy bach skty ha ke bare mein Kuchh explanation kar raha hun aur Amit Karta Hun Ki Mere Tamam seniors aur juniors member ismein apni best opinion share Karenge to real Forex member Humko last se bachne ke liye sabse important Apne market ko focus karna hai Kyunki Kya Kam apni market ko acche tarike se anaras karte hain aur Market ki movements ko Dekhte Hain To Ham bahut hard Apne hiny waly loss se buch sakte hain Iske alava Ham Apne trading Mein small lot size Ka istemal Karke Bhi Apne loss se bach sakte hain aur Mumkin heartattack Aam Forex trading Mein stop loss or profit Ka istemal Karke bhi hone wale loss se bus sakte hain isliye dear Forex member Mein ummid Karta Hun Ki Mere juniors aur senior ismein best opinion share Karenge.
                          Dear member aap ko loss Se Bachana hai to aapko chahie ki demo account per Takrir 4 month apni training karen to tabhi aap trading Mein Achcha experience banaa sakte hain aur FIR aap real account per trading karen to aap Achcha profit Kama Sakoge aur loss Nahin Karoge
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss sy kasy bachain.

                            Dear member pa ne nice thred kia he k loss se kesy bachain?.Dear member loss se bachny k lye ap ko hamisha market k sath attach rehna ho ga.Pehly market ki move ko achi tarah smjh lain or pher apna reaction dain. real account mein trade ko open kerny sy pahly hmein demo account mein is ki buht achi practice kerni chahiye q k demo account mein hmari jitni achi practice ho gi rael account mein trade ko open ker k ham utna hi acha profit gain kr skty hein likin ager hmari demo acvount mein hi practice achi nhi ho gi to ham real account mein trade ko open ker k kabhi acha profit earn nhi ker skein gy or dosri sab sy ahm bat woh ye k trade ko open kerny sy pahly hmesha market ko analize kerna ager market ki movement smjh mein aye to tabhi trade ko open kro werna sahi wqt or movement ka intizar kro. Agar ap maret k hisab se chaltay hain to ap loss se bach sktay hain is lye hamisha market ko follow krain.Thank you.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss sy kasy bachain.

                              Loss se khud ko bachan chaye ye best hay um kehtay hen keh yeh ho gia woh ho gia agr sab traders is ka picha chor den to kisi ko bhe loss nhi ho ga so greed he hy sab say bari waja loss ki men nay to kafi had tak chor dia hy is ko Trading main risk to involve hy magar earning unlimitd honay ki waja sy log kam krna chahty hain par dartay hain k jo invest karein wo kahein loss he na ho jaey par main btana chahta hn k ap hard work kr k risk ko towards zero lay ja sagtay hain...,,,.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X