Forex Start Karne Se pehle Soch Lo........Baad Mein Nhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    dear app na thek kaha hia agar app forex start ker raha hai tu phala es business ke proper learning jaror hasel ker lay aur es ki analysis ker na bhe sek ly taka jab ap trading ker na lagay tu ap ko kafe asani ho jay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      lala di jan forex ho yo or business mahnat or thinking sb hi mangt hen me kahtahom forex me sochne ki zarorat nhi forex is a real and easy business
      • #1188 Collapse

        ja han janab ap ki bat taqriban thek hi hai her insan ko koi bhi kam shuru karnay say pehlay achi tarah jan pehchan kar leni chahye kay is maine kia nuksan hai kia faida hai is liye sohay samjhay bina koi bhi kam start na kia jae or na hi koi risak lia jaey ye aik achay insan ki alamat hai
        • #1189 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
          Dear traders forex jo k aik bohat acha business hai laikan es ko start karne se pehle chand baatain achi tarah soch samj leni chahiye k ye inta asan kam nhi,hardworking demand karta hai,ziada se ziada practice mangta hai,patience mangta hai aur greed se avoid karne ki demand karta hai.agar ap ye kar sakty hain to start karain wana baad mein afsoos karny ka koi faida nhi.kia khayal hai ap ka?
          bohat achi bat kahi ap nay me ap sy bilkul mtafik hun but hamy new traders ko support karni cahiy na k un ko dra dhamka kay bhga dia jai q janab ab ap ka kia khayal hy.
          • #1190 Collapse

            je han is me lagane se pehel sochna parhta he lagane k k baad sirf krna hoga bus trade hogi profit ya loss or ap ki income hogi bus os k baad ap ki life ki best wishes and earning k maze kyun k is me earning k jo maze hen wo kisi online kaam me ni ..
            • #1191 Collapse

              yup we all must think about it before initiating it. if once we jumped into forext then there is no looking back. we involve ourselves in trading by investing our valuable capital or if its even bonus then also we have to work for a whole month to make bonus so one cant let their efforts go waste. so thats y its said to think 100 times before getting into forex.
              • #1192 Collapse

                \Aap ki baat bilkul theek he forex itna asan kam nahi he ye bohat hardworking kam he is main patience aur sense se kam lena parta he aur greed se bachna parta he aur jaise kehte hain practice makes a man perfect to is main experience bohat zaroori he is k liye demo account best he.
                • #1193 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: nabila
                  forex start krne c phly sochne ki nh practice or learning ki zrort h jb tk learning nh ae ge tb tk ap kush nh kr skte . is liye phly learning honi chye.r phr working start krni chye.
                  ager ham forex k bare me learning kere ge or is k sath achi trah practice b kere tu ham is kam ko ziyada achi trah smajh jai ge and like that so we can perform our working wellen good and also can get a profit but there is also a lost ager ham is kam ko achi trah na kere to.
                   
                  • #1194 Collapse

                    g haan g bilkul teekh hai ye aik online business hai iss myn boht kaam hota hai ye boht tough business hai iss myn profit oor loss dono hota hai oor forex start karney sey phley soch lena chahye k hmyn iss business ko start kar lenna chahye ....
                    • #1195 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: imianila پيغام ديکھيے
                      Ji han trading aik aisa kam hai jis main patience hardworking proper knowledge practice aur ache experience ki bht zarorat hai....so agar ap main ye sb hai tu ap forex pe easily kam kar sakte hain otherwise joining se pehle hi soch lijiye warna ye wastage of time hoga....
                      g forex trading aik wakai asaan business ha but is k lie ham knowledge ki b bht zroorat hoti ha ager hamare pass is k bare me knowledge ho ga to ham hard working ker sake ge or hardworking se hmari practice b achi ho jai gi. or ager patience ki baat kere to sabar ka phal meetha ho ta ha.
                       
                      • #1196 Collapse

                        g han ap ki bat thek hai k forex ek bht acha business hai lakin phr b hmain chhye k hum is main any sy phle soch lyn or faisla kr lyn
                         
                        • #1197 Collapse

                          g han ap ki bat thek hai k insan ki kch nature hoti hai jo k change nhi hoti forex main ap ko greed ko chorna parta hai to hi ap kam kr skte hain
                           
                          • #1198 Collapse

                            Forex trading aik risky business ha agar ham es ke bary hard working kar ke achy information hasil kar ke es ko ko start kareen to faida ho ga nahi to phir afsoos ho ga
                            • #1199 Collapse

                              mere bahi je se k ap ne kay he k Forex Start Karne Se pehle Soch Lo Baad mein nhi to mere bahi bahat ye he k Forex trading business eek online business he is me boat zaida mehnat ki zarurat hothi he or ye eek hart working business he is me jit pritice kare k utna kam he Forex trading business start karne se pele zaida pritice karna chaye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                Hardworking, Patience and Avoid to be greedy, all these things are necessary in every business whether you're doing any kind of trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X