kip ek post ko 2 baar reply kerne se..........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    g aik thered ka aik reply karnay sa sirf aik bar bonus milta ha agr aap is ko do bar post karian j to yeh forex trading k khilaf ha oar is sa aap ka account band b ho sakta ha oar aap ko sirf aik post ka bonus b milay ja
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      mery khyal main humay aik thread par 2 bar reply nahi karna chahity balkeh aik bar he karna chahiey es trha ye bhi ho skta hay keh humay bonus na milay aur esamin koi masla aa jaye
      • #963 Collapse

        ik post ko dor bar reply krny say mery khial main humy koi double bonus nahi milta hai humy is main apni answer ko change krty hai jis main vo already count ho chuka hai jis ka bonus mil chuka hai humy is liay humy zada reply ki zarort nahi hai
        • #964 Collapse

          g bhai jaan aik post per humay aik he bar comments karna chaiye warna is tarha say rules k khilaaf post karne say humara forum ka acount band b hosakta hai humay koshish yahe karni chaiye k jitna hosake forex forum mai posting aik he bar karni chaiye and humara acount b save rahe ga
          • #965 Collapse

            Dear hmen chahe k hm aik waqt me aik hi post pr aik hi reply kiaa kareen hmen do do reply nahi krne chahe kyun k agr hm asa karty hain tu hm is business me kafi loss kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is forum me soch smjh k posting kiaa kareen
            • #966 Collapse

              ji nahi aik bar he reply kiya ja sakta hai aik post per again and again reply nahi kiya ja sakta aap next thread choose karo us per reply karo yahan per bohat zyada threads aap ko mil jayen ge un per he aap ko posting karni chahiye .
              • #967 Collapse

                forex forum.min.him apni post ko 2bar kabhi bhi nahin post kar sakte hyn kun kah us bizbews min post ko copy karne se him ko humre skonr jw band hina ka bhi dar hota hy
                • #968 Collapse

                  Agar aap aik hi post ko do bar reply karain gey to aap ka bonus cut kar lia jaye ga. Lekan koshish karain keh donon postings same na hon aur aap key reply aik dosrey sey different hon. Hamain aik hi post ka reply bar bar nahi karna chaheye. Jo bhi postings karain woh standard key mutabiq honi chaheyen.
                   
                  • #969 Collapse

                    Pakistan forex k roles ky mutabak hum aik thread k aik he jawab lik saktye hay,lakon mery khial main ager thread main different topics discus kiye gay hay,jin ka jawab aik post main na diya ja sakta ho, to phir ager dosry bar be post kar le jaye to shaid koi harag nahy ho ga, phir be seniors bather bata sakty hay.
                    • #970 Collapse

                      Koshish to yehi honi chaheye keh aik hi post ko do bar reply na karain, warna aik message aa jata hy keh aap ney aik post ka reply do bar kr dia hy. Hamain forum key rules key mutabiq kam karna hy aur koi aisa kam nahi karna jis sey hamara account ban ho jaye aur hamara bonus zaya ho jaye.
                       
                      • #971 Collapse

                        jnabhum jab trading karty hain to huamin is main aik ho posts ko aik ho bar send karna hota hay humain is main loss b ho saka hay or huamin is main agr is tara kam kia hay to huamin is main koi bonus hasil nai ho ga huamin faida nai ho ga
                        • #972 Collapse

                          Forum per hum second time bhi reply kar sakty hai.But second time few days kay bad karna hota hai.Ye nhi ho sakta kay ap daily one thread me reply karty rahay.Rules ko follow karna zarori hota hai.
                          • #973 Collapse

                            We are all paying the price for their money earning process, when a trader still completely unprepared for trading and all - still trying to compete in an unequal battle with the currency market where the natural superiority will be on the side of the market, but with the losses we are beginning to notice it and corrected.
                            • #974 Collapse

                              forex furem ke rule ko study karen tu tu pata chalta hy k ek post ko ek bar he send kerna chahye kun ke ager ap ek post ko do bar post karain ga tu apko account be block ho sakta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                Kisi bhi aik post ko aik bar reply karna chahye na kay do bar ager bar bar hum aik hi post ko reply kartay jayain gay to to humara account doblicate posting ki waja se block ho skta hai ku kay doblicate posting allow nahi hain fair posting karain ap

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X