Profit ke lye best Indicators kon sa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    moving average boht acha indicator hai agr hum market k trend ko smj kar trading kartay hain aur moving average ko dakh kar tou hum loss kam kartay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      dear ap porex factory se idear lo wahan news ati hen or trade us news k mutabik up ya down hoti he men to forex factory se news dekh kr trade lagata hn or acha profit gain krta hn ap bhi kr lo
      • #513 Collapse

        g han bhai ap nya boht acha mashwara diya hai main is ko zrore try karo ga ap nay acha knowldge dia hai humain
        • #514 Collapse

          indicators use karney k bajae ap ko chahiey k ap yahan par hi sahi tarah sey munual trade karain to acha hai.
           
          • #515 Collapse

            Bhai jan mai apko btana chahoo ga k indicators say market k trend or market ki situation ko understand kr sktay hai wesay to Moving average best indicator hota hai signals ko diagnose krnay k liye or exit or entry points ko findout krtay huway lakin mere khyal say hmay bilkul 100% believe k sath indicator pr depend ho kr trading nhi krni chahiye blkay apni analysing ko b use krna chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #516 Collapse

              dear bahot saray indicator hain jo hamin sirf market ka trend bataty hain is main rsi bahot hi best indicator hai
              • #517 Collapse

                Asslammu allikum wa rehmatullahi wa baarakatihi janntt halalahu wa dozkh hramahu dear all pakistan forex fourm members bhai ne acha swal ki ahi bhai g main to un indicators ko he helpfull kehon ga jo kay moving hotay hain is kay ilawa mujhay to nahi pata ...............
                • #518 Collapse

                  well sab hi achey hain and inditiors ko ami sikhnaa chyahe kyun k ye asa business hain jis main insaaan sikh sakta haina nd is main gah bethy earn ka rksata hain
                  • #519 Collapse

                    dear main meta traders k ander jo tepletes majood hai sirf uneen ko use ker raha hun and usai per trade lgata haaon and or koee indicatore nahain use ker raha.
                    • #520 Collapse

                      bhai jan mujh ko to is business me indicators per kam karna nahi ata hai me jo hon trading hamesha apne charts ko dekhty hue he karta hon or candlestick patterns per he nazar daal kar trading ka trend maloom karne ki koshish karta hon .
                      • #521 Collapse

                        g nahi bhai jan mujhy is k bary man pta nahi ha q k man abhi is man new hn or man yahan se abhi larn he kr rha hn man atna janta hn k forex ik bbhot he ach or best wark ha
                        • #522 Collapse

                          brother indicators aur tools ko hum apni help kay lye use karty hain..matlab hum analysis main en say help lay skty hain..lekan trades kay lye kabi be sirf indicators phy depend nahi karty ..sb say ahamn chez hai analysis.....
                          • #523 Collapse

                            Yes dear i think that you are saying very very true and i guess that we all should try your excelled to undergo more and many earning from forex trading so that we all can be a winning merchandiser and can win writer and much income from forex trading business.
                            • #524 Collapse

                              forex trading me jo sub say zyada indicator use kya jata hai wo hai moving average aur ye wakee he kafi dafa hame acha indicate karta hai aur mera yehi sub say favirout indicator hai.:p:p
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                brother indicators profit nahi daita aur na hi in sa profit earn kia ja sakta ha. indicators to siraf market ka bara ma signals daita han. ap moving everage ya boilingerband use kar sakta han aur sath hi RSI bhi. wasa ye indicators 100% secure nahi hota aur kabhi ghalat bhi guide kar sakta han. best to ap ki iknowledge aur experience hi ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X