Profit ke lye best Indicators kon sa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Agar profit lena hai tu aap knowledge ka indicator use Karen ye apko confirm profit de ga. Meta trader me jitney bhi indicators hain un ki base pe aap trading me successful nahi ho sakty or agar profit le bhi lia tu consistency nahi la sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      dear agar aap forex me trading karne ke liye indicator use karna chahte hai to us ke liye moving average best indicatore hai traders is liye indicators use karta hai tak achi trading kar ke ziyada se ziyada profit earn kar sake
      • #258 Collapse

        Agar income lena hai tu aap knowledge ka indicator USE Karen ye apko confirm earnings de ga. Meta trader me jitney bhi indicators hain un ki base pe aap trading me successful nahi ho sakty or agar profit le bhi lia tu consistency nahi la sakty.
        • #259 Collapse

          asslam o alikum dera forex ka kam may agar ap nay profit lana ha to apko knowledge or experinse ke zaroarat ha or apko is kam ka rules ka bary ma pata hona bohat he zayada zarori ha or apko lalch or jald bazi say bilkul door rahna ho ga.
          • #260 Collapse

            mery experience ky mutabiq hami markeet ky up down ko deikh ky hi treading karni chahiey is tarah nham profit gain kar sakty hain other wise ham loss me chaly jain gy or nuqsaan uthaien gy
            • #261 Collapse

              Dear forex ke liye sun se pehle to demo pe practice krein us ke pass different indicators check krien mera hisaab se to ye MA .TA ke indicators ache hein ye hamesha 75% result positive dete hein lekin apko forex se profit lene ke liye knowledge hona bhi buhat zrori he ye indicator to sirf aek kism ki confirmation dete hein
               
              • #262 Collapse

                Ea sb se zaberdast indicator ha ap EA use kr k dekhin ap ko ziada profit ho ga aur earning b achi hoge
                • #263 Collapse

                  Gum benefit river hai tu aap noesis ka indicator use Karenic ye apko confirm earn de ga. Meta trader me jitney bhi indicators hain un ki bag pe aap trading me made nahi ho sakty or agar realize le bhi lia tu consistence nahi la sakty.
                  • #264 Collapse

                    forex mai kaamyaab hny ky lye zruri hai ky hamain forex mai trading laini chye tabi ja ky haam trading mai kaamyaab hn gi fr hamain forex mai har cheexz ka andaza h jye ga fir hmari earning b achi ho jye gi behtra ho gi so
                    • #265 Collapse

                      forex mein indicater 30% right hoty hain baki kuch profit dety hain aur kuch losse ager hum aost lgain tu losse mein ly jata hai indicater bhai ager ap ny profit earn krna hai tu proprly knowlge lo aur demo account 1st time use kro tu inshallah ap profit he earn kro gy aur han tp aur sl na bholna
                      • #266 Collapse

                        Dear profit to hamein apne knowledge or experiance se gain hota hai . Wese EA aik acha indicator hai . bohat se trader is ko use krte hain or acha profit gain krte hain ....
                        • #267 Collapse

                          Dear forex ke liye indicators se zyada knowledge hona zrori he lekin indicators sirf 70% postive result provide kerte hein is liye jo mein indicators use krta hu Woh SMA / EMA OR T.a hein yeh indictors apko 70% result sahi dete hein or zyada apki knowledge or forex news pe depend hota he
                           
                          • #268 Collapse

                            In my point of vies there is no indicator which is perfect for trading because the result of these indicators is not satisfactory so we should not waste our time in using these indicators we should take analysis of the Forex market and should trade according the market situation.
                             
                            • #269 Collapse

                              mai nai smjhta k koi indicator hmain achi trade ko indicate karta hai mai smjhta hoo ager hamare pass knowledge hai to ham kisi b trade mai profit earn kar saktey hai aur knowledge ki base per ham consistant b reh saktey hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Me apko sincerely batao tu pleae apni trading me kisi bhi type ka indicator (RSI, MACD, BB - Bolinger Band, Parabolic SAR) koi bhi indicator use mat Karen kiun kay indicators sirf humen market ka momentum bataty hain jo kuch ho chukka hai magar hum next price ki movement sirf or sirf real price chart ya price action strategy ki help se hi predict kar sakty hain. Jitna hum apni trading ko simple rakhen gay hum market se utna hi acha profit gain kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X