TP or SL kis tahra set karna chaia .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    TP or SL kis tahra set karna chaia .
    Asalamu Alaikum. Tp or sl hamesha resistance and support ki base par set karna chaia mtlb entry hamesha bilkul resistance and support layni chaia taky sahi Tp SL set kar sky tp ka target SL say hamesha 3x zayda rahky sl hamesha resistance and support say nechy rahky . tp ka target zayda high ni rahky or sl ka target kam sy kam rahky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: TP or SL kis tahra set karna chaia .

    Hamen forex men trading kay duran sl ur tp ka istamal lazmen karna hota hy ur agar hum sl ur tp ka istamal nahin karty hain tu hum kamyaby hasil nahin kar sakty hain tu hamen saber kay sath forex emn trading karny chaheay takeh hum achy kamayby hasil kar sken ur hamen trading kay duran sl ur tp ka istamal lazmen karna chahey takeh hum achy kamayby hasil kar saken kun aky forex men trading karna asn nahin hy as men mahant kay sath trading karny waly achy kamayby hasil kar sakty hain tu hamen himat nahin harny chahey balkeh hamen achy lagan aky sath forex men ap[na kam jary rakhna chahye tabhy tu hum forex men acah profit hasil kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: TP or SL kis tahra set karna chaia .

      Dear Forex member umeed hai ap kheriyat se hongy jese k aap sab janty hain forex market mein ham jab trading krty hain toh usko ham aik specifix jaga toh control bhi kar sqty hain or woh take profit or take loss se krty hain or tp or Sl ko jese k aapny pocha kis tarhan karna chahye hamesha resistance and support ki base par set karna chahie matalab entry hamsehsa bilkul resistance and support par hi leni chahye tanky sahi Tp Sl set kar sakhy tp ka target sl sey hamsha 3X zyda hona chahye or sl hmsha resistace and supoort say nechy rakhay tp ka target zyda high ni rakhy or sl ka target kam sy kam rakhy
      • #4 Collapse

        Re: TP or SL kis tahra set karna chaia .

        dear agar aap Forex trading market mein inter hone ke sath sathi take profit aur stop loss ki limit ko set kar lete hain to ismein aapke account ki safety maintain Ho jaati hai lekin question jayaprada hota hai ki isko kis tarah set karna chahie to iske liye aapke complete analysis hone chahie aur iski complete calculation karne ke bad hi aapko yah limits set karne hoti hai ismein aapki market volatility aur iske sath sath different important factors bahut jyada careful hote Hain.
        • #5 Collapse

          Re: TP or SL kis tahra set karna chaia .

          Dear member forest 8 forex market mein aap inter hone ke sath hi take profit or stop loss ki limit course site Kahate Hain To iske sath hi thi e to ismein aapko account ki safety maintain hoti hai lekin is main aapko experience Hona chahie es k0 Kis Tarah set karna chahie to iske liye aapko completely analysis karne chahie iski complete calculation karne ke bad aapko chahie limit set karna Hoti Hai Kyunki aap Agar Apne thodi si bhi mistake ka Dete Hain To ismein aapko bahut jyada problem create ho sakti hai isliye aapko chahie ki aap apni stop-loss aur state profit ke liye mate ko set karne ke liye proper information Hasil karna chahie tabhi aap ismein kamyabi Hasil Karenge.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: TP or SL kis tahra set karna chaia .

            Assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge take profit or stop loss donon bahut important term hai agar aap forex trading mein kam karte Hain to yah donon term aapko jarur sunane ko milati hai aur ine donon kesariya market mein safely trading kar sakte hain isliye main to aapko hi advice lunga kya kara market mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko apni trading per take profit aur stop loss donon hi use karne chahie kyunki uske sar aap isiliye market mein survive kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X