Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada over confidence bhi lay dobta hai
    Assalamu alaikum friends ummid karta hun aap sab khairiyat se honge jyadatar status kafi excitement mein ho jaate Hain gharon ki jab ek trade profit mein jaati hai aur vah thoda overconfidence hokar kam karte Hain SO Friend zaroori hai ki aap aur confidence hone se bache aur confidence hamesha aapko lost ki taraf Le jata hai aur lo se bachana hai to kabhi bhi overconfident mein hokar kam na Karen hamesha sanjiv ki aur na tarike se kam Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

    Aapki baat bilkul theek hai Hamen is business mein overconfidence bilkul bhi nahin ho jana chahie Kyunki Agar Ham ismein overconfidence hokar work Karte Hain To isase Hamara work successful Nahin Hota isiliye overconfidence Na Ho Aur mehnat Ke Sath kam Karen aur Kamyab Ho jaen
    • #3 Collapse

      Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

      Ji han aapki baat bilkul theek hai hamen is business mein jyada overconfidence bilkul bhi nahin Hona chahie kyunki agar ham is mein jyada overconfidence hokar work karne per jaate Hain to ham isase kabhi bhi success aasan Nahin kar sakte isiliye Apne confidence ko control mein rakhen aur mehnat ke sath utna hi confidence ke sath kam Karen jitna bata ho tab hi aap success hasil karenge.
      • #4 Collapse

        Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

        zyada over confidence say apna kam kurna bhi lay dobta hai or achaay say hum apna kaam nhi kur saktay haina gar humaain kamyab honaa hai to humaain over confidence ko avoid kurna ho gaa q keh over confidence ho kay apna kam kurna loss ki aik buri wajha hai es say hum aachay say apna kam kur patay hain to humain es main achay say apna best dayna chahiye jub hum es trah say apna best day gaay or achay say acha hum apna kam kurna jari rukhay gay to hum kamyab ho jay gay to achay say humain apna kam kurna chahiye or over confidence say dor rehna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

          Assalam o alaikum dear members ji han aapane bilkul sahi baat ki hai hamen forex per acche tarike se kam karna chahie overconfidence nahin hona chahie agar Ham forex per mehnat ke sath kaun karenge aur daily basis per apna karya karte hue karenge to Ham forex se accha profit hasil kar sakte hain isliye hamen chahie ke Ham forex per jyada se jyada time invest Karen Taki Ham kamyab ho sake
          • #6 Collapse

            Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum friends ummid karta hun aap sab khairiyat se honge jyadatar status kafi excitement mein ho jaate Hain gharon ki jab ek trade profit mein jaati hai aur vah thoda overconfidence hokar kam karte Hain SO Friend zaroori hai ki aap aur confidence hone se bache aur confidence hamesha aapko lost ki taraf Le jata hai aur lo se bachana hai to kabhi bhi overconfident mein hokar kam na Karen hamesha sanjiv ki aur na tarike se kam Karen
            Walekum assalam dear member Forex per Hamen confidence kabhi bhi Los Nahin deta sirf overconfidence hi Hamen lost deta hai hai agar Ham knowledge Hasil karne ke bad confident hokar trading Karenge To isase Ham kamyabi Hasil kar sakte hain lekin Agar Ham learning Nahin Karte aur Forex Parichay time nahin dete aur is condition Mein Ham apni trading karte hain confident hokar to isko overconfidence kahan Jaega Aur Is Se Hamesha loss hi hoga isliye trading Mein learning bahut important Hoti Hai learning ke bare kabhi bhi Ham kamyabi Nahin Hasil kar sakte.
            • #7 Collapse

              Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

              Forex Mein Kabhi Bhi overconfidence Na Karen balki miss my confidence ke sath kam karne ki Jitna office mein confidence ke sath kam Karenge utna hi aapko ismein kamyabi Milegi isliye koshish karne ke confidence ke sath Karen jo bhi Karen Sahib aur trading ho ya posting Ho donon Mein aapka confidence level maintain Rahana chahie naahi less confidence Hona chahie Hona Hi overconfidence Hona chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

                Walaikum assalam dear forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge.Vasa business ma confidence hona bahot zarorie hota hai . Confidence ka hona sa Kam bahot acha or asan hota hai.But business ma overconfidence nahi hona chieya.Overconfidence sa Kam par bahot Bora asar parts hai or as sa hm ko loss hota hai. Isliye humko chahie ki mehnat hai aur Dil se apne kam ko pura Karen mehnat karne se hi humko achcha bonus milega.
                • #9 Collapse

                  Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

                  Sahi kah rahe hain hamen kabhi bhi overconfidence mein aa k koi bhi Kam nahin karna chahie hai because forex depend karta hai hamari knowledge per ismein Ham kamyab tab ho sakte hain jab hamare pass acchi knowledge bhi ho confidence se Ham ismein successful nahin ho sakte jab tak hamare pass jiski knowledge or experience Na Ho to hamara confidence kisi kam ka nahin
                  So jyada se jyada learning Karen aur apni learning per confidence rakhen overconfidence hongy to wrong order place karenge jaldbazi mein bagair soche samjhe to loss ko face karna padega
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

                    Assalam.o.alaikum
                    G han ap nay theek kaha hy ziada over confidence bhi insan ko lay dobta hy over confidance say kam nahin karna chahiye ta k hum forex main loss say bach kar achi earning hasil kar sakin...
                    $#@#i Khan
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

                      yes brother aapki baat bilkul hi theek hai confidence Hona chahie lekin uski bahaduri chahie overconfidence hamesha hi tabahi ki taraf le jata hai jidhar Dekho log Kisi bhi kam mein overconfidence ho jaate Hain FIR unke Kisi bhi kam per hue tak Nahin padhte to vah hamesha tabahi ki tar jaate Hain hamen chahie hamare trade mein nuksan ho ya hamen profit mile lekin hamen apna confidence mein rahana chahie overconfidence Nahin Hona chahie Jo logon ki profit barh jaati hai to woh hamesha overconfidence Ho jaty hain to hamen chahie limit main reh kr kam Karen inshAllah zarur kamyabi milegi..
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

                        assalamu Alaikum dear friend aapane bilkul sahi kaha Ham forex forum mein jitni jyada mehnat karte hain apna jata mein fayda hota Hai agar Ham ismein overconfidence karenge to Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isliye main chahie ki apni limit mein rahakar knowledge experience ke sath kam Karen sake acchi earning hasal kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

                          G Han dear ziada over confidence bhi traders ko lay dobta Hy is liy AP ko trade main soch samkh k Kam krna chahay AP ko chahay k Dil Sy Kam krain mehnat krain take AP ko kamyabi mil saky AP ki mehnat r ek accha trade hi AP ko kamyab banata hy
                          🌼 Never Give Up 🌼
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

                            Haji Mere Bhai aapane theek hai Hamen overconfidence nahin karna chahie yah Hamen nuksan Dega Agar Ham overconfidence Karte Hain To Ham bilkul fail ho Jaenge na kam ho Jaenge Hamen Kisi bhi kam Ke Nahin Rahenge isliye main chahie kya Mein overconfidence Nahin Karna chahie hardworking karna chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ziyada over confidence bhi lay dobta hai

                              Zyada over confidence bhe lay dobta hai.g Han hmain forex man over confidence sy bhe bachna chaheay.koi bhe Kam hmain over confidence k sath ni krna chaheay.

                              Forex man sirf confidence sy kamyabi ni milte hmary pas acha knowledge or experience hona zaruri hota hy.agr hmary pas acha knowledge or experience ni ho ga to hmara confidence kisi Kam ka ni hota.
                              Hmain soch smj k or planning k sath work krna zaruri hota Hy.tb he hm kamyab ho skty Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X