Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

    Han ji dear members apnay bahut hi acchi baat ki hai agar ham nay target achieve Karna Hai To Hamen Hosla Rakhna chahie Ham Hosla Rakhenge tabhi Ham success get kar sakte hain for example Agar kisi ko koi problem ho jata hai ya kisi ko koi preshani hoti he to is situation mein work nahin karna chahiye is se profit kam Mil Jata Hai yah loss ho jata hai is Surat Mein Hamen problems ko face karna chahie Jab Ham problem ko face Karenge tabhi Ham success get kar sakte hain Hamen Har Hal Mein hosla Rakhna chahie Taki Humse Jo mistakes Hui Hai woh next time Na Hon aur next time ham apne mistakes ko correct Karen aur Apna Achcha profit earn kar Saken Jab Koi masly-masail Hon pareshani Ho To Hamen bilkul bhi trade open Nahin Karni chahie Kyunki Jab trade Ek Bar open Ho Jaati Hai To Ham usko again close nahin kar sakte hain ise liye forex ky work ko sukoon se karna chahiye or fresh mind Active ho kar karna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

      Ji haan dear friend aapane bilkul rate baat ki hai agar Ham Apna target achieve karna chahte hain to iske liye Hamen Hosla karna padega Subah Se Kam karna padega Agar ham Hosla Rakhenge tab Ham Apna target hasal kar Sakenge Jin Logon ke pass Hosla Nahin Hota To kabhi bhi apna target complete nahin kar sakte aur vah Darmiyaan Mein Hi Raha Jaate Hain Hamen chahie ki ham mehnat Karen aur Hosla rakhen ISI Mein Hi Hamari kamyabi hai
      • #18 Collapse

        Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

        Dear member hamen chahye apne target ko achieve karna hai tu hamen hosla rakhna hu ga aur hamen sabar say kaam Lena hu ga aur hamen best time ka intazar karna hu ga aur hamen lalich nh karni hu gi aur is trah hum apne account ko safe rakh sakty Hain aur market ki position ko daiktay hoe hum trading kar sakty Hain aur profit Hasil kar sakty Hain hamen kabhi bh jald bazi nh karni hu gi aur hoslay say har cheez ko study karna chahye aur loss ki sorat me hamen loss ki reason ko find kar k osko strong karna chahye ye aik kamyab trader ki nishani hai
        • #19 Collapse

          Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

          Ha g target ap bare se bare bana rahe ha aur ap agar husle me kami karte ha to apke sare himat hatam ho jaye gy aur haar man he lo ge ap Q k knowledge ki base pr trader acha experience gain krta hai or achay experience ki base pr trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.sey pehle forex k knowledge or experience gain karyn tak wo loss sey bacha sakha
          • #20 Collapse

            Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

            Forex main apko waqt ki pabandi ke sath kaam kartre hue apne target ko daily complete karna chaye ap ka experince jitna zaida hu ga kamyabi ka chance utna hi zaida hu ga or forex best kaam hai world ka humy chahiyeh zaida say zaida experince hasil kry isi main apka faida hai
            • #21 Collapse

              Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

              g haan ap ne target achieve krna hay hosla acha sa rakho Hame yahna ek sucessfull trader banna he to hame yahna mehenat karna hoga. jb ap mehnat nahe karain gay tu ap earning ne kar saktay ager qismat ap ka sath daiti tu ap successfull ban saktay ho forex trading main mehnat k sath sath qismat ka sath daina bhi lazmi hai es k bagair ap kuch get nahe kar saktay
              • #22 Collapse

                Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

                Salam bhai apny bohat sahi kaha k Agar target achieve krna hai to hosla rakhna hoga mind ko fresh rakh k trading krni hogi our koishis kren k zyada risk na len agr daily ka targets pora ho jai to phir market main nhe aana chahyy our next day ka intazar krna chahyy
                • #23 Collapse

                  Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

                  G han Pak forex forum pr target achieve krna mushkil nhi hai hum weekly 350 postsbkr skty hain or ye target bohot ziada nhi hai lekin sab say aham target ye nhi keh ap 350 posts weekly kren aham ye keh apki post useful hun or posts ki quality achi ho ta k kpi bhi apki post kp parhybto usy forex trading k bary m knowledge hasil ho or wo forex trad k bary m ziada say ziada jan sky ta keh forex k bary m jan kr experience hasil kr sky es liye pak forex frum pr ziada say say ziada hardworking kren or post ko ebhtar bnaen technical issues pr bat lazmi kren ta k forex k bary m jana ja skym
                  • #24 Collapse

                    Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

                    g haan hamesha he target achay se achieve krna chaye lazman kuch sekh lu or trading ke duraan vo mujy pasand ajae or me us se faida utha sako jayda tar time yahan tak ki maine bhi demo trading main yahi paya hai ki ham jyada lalach main kai baar high lot size sai trading karne lagte hai jisse ki hame kai baar jyada loss ho jata hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

                      Ji bilkul FOREX member
                      Aapki baat bilkul theek hai aur main aapki baat se mukammal ittefaq rakhti hun k agar target achieve karna hai hai to hamen holsale se kam karna ham sab jante Hain ke forex business forum ek aisa business platform hai Jo kay bahut se logon ko online earning opportunities provide karta hai. Lekin sath sath yah ek bahut risky business bhi hai. Yahan per kam karne ke liye aapko hard work dedication honesty aur knowledge ki bahut jarurat hai. Yahan per kamyab hone ke liye aapko target select karna chahie aur use target ko complete karne ki ki koshish Karni chahie.Forex ek bahut risky business hai yahan per agar aap apna deri target complete nahin kar paate to ismein sad hone ki koi baat nahin. Yahan per aap ko taiyar hokar kam karna chahie taake aap maidan mar sake.
                      Isiliye aapko Forex per bahut jyada focused aur aur relaxed rahane ki jarurat hai taki aap aap apne target ko achieve kar saken.
                      Post acchi lagi ho to thanks jarur dijiyega shukriya.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #26 Collapse

                        Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

                        Ji bilkul sahi kaha hai aapane agar target achieved karna hai to Hosla rakhen Forex trading ke Business mein Hamesha Vahi member kamyabi Hasil karta hai jo hansna rakhkar market Mein kam karta hai jo apni Himmat kabhi bhi nahin Hata Agar Hamen apne business Mein nuksan ka Samna karna Pade To Hamen market Mein Kabhi Bhi Himmat Nahin Har Nahin chahie Hamen Hamesha Apne Himmat Apne kam Mein barkrar rakhni chahie Forex trading ke Business mein Jitna Achcha kam Karenge utna acchi earning Hasil Karenge
                        • #27 Collapse

                          Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

                          Of curse ap ny achi bat kahi hosly sy kam lena cahiya jald bazi nh karni cahiya insan jald bazi mn mar kha jata hy ap ko holsy sy kam karna ho ga planning ky shat aur time management ky shat dear friends Forex WORK hi aisa hy keh yeah active mind walon kliya kamiyab work hy dear friends mehnat ky shat work kren liken holsy ky shat kren kamiyab trader aisy nh ban jaty kafi mehnat karni parti hy kafi mehnat ky bad kamiyabj melti hy Jo traders mehnat ke sath work Karte Hain woh Kamyab Hote Hain ap posts kar rahy hn tu holsy ky shat kren aur agar ap trade kar rahy hn tu Holsy ky shat kren kabhi holsy ka daman nh choren InshAllah ap kamiyab hon gy ap achi earning kren gy apni life ko enjoy kren gy
                          • #28 Collapse

                            Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

                            Hamain forum par target ko complete karne ke koshosh karna chahye or himat or hosle ke sath kamyabi ke jazbe ke sath achive karain kamyabi ba himat orhosle mand logon ko he milte hay
                             
                            Thank you for your attention
                            • #29 Collapse

                              Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

                              Zebra per bilkul sahi Baat kahi hai kya Agar Hamen Apne target achieved Karna Hai To Hamen Hosla Rakhna chahie Hamen koi si bhi kam ko start Jab Lete Hain To Hamen uska Kuchh target banaa Dena chahie aur uske per focus karte hue Hamen work karna chahie aur Hamen kabhi bhi Himmat Nahin Hona chahie Hamen apni takat kab complete karne mein kuch problem ko face karna pad sakta hai isliye Hamen Koshish Karna chahie kya Bhosle aur number ke sath work Karen Taki acche se apne doston ko complete Karta ke Agar Ham target Banakar kam Karte Hain To Hamen kamyabi Jarur milati Hai To Kya Ham planning ke tahat kam Karya Hote Hain Jab Ham planning se kam Karte Hain hmko indaza hota hai ki Humne kaise kam karna hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Agar target achieve krna hai to hosla rkhen

                                assalamu alaikum forex member ji member aapane bahut hi acchi baat ki hai mujhe aapki baat bahut acchi lagi hai ki agar aapane target achieved karna hai to hosla rakhe jab tak aap phone nahin rakhenge is tarah se aap kabhi bhi forest per kam yad nahin ho sakte jaldbaji se aur lalach se to aap kabhi bhi kam yad nahin ho sakte isliye forest per kamyab hone ke liye jaruri hai kya sabar ke sath tham Le is tarah se a is tarah se aap bahut jald forex per kamyab Ho jaenge inter jab Ham lalach karte Hain ki Ham bar bar setting kar le aur achcha profit hasil kar le is tarah se bhi hamara bonus kaun sa hai vada yah ho sakta hai aur hamara kaun wash ho sakta hai isliye aisa nahin karna chahie agar aap apna target chij karna chahte hain jitna target aapane banaya hua hai profit hasil karne ka to iske liye jaruri hai ki aap ho sar rakh ke jab aap mausa rakhenge to aap bahut jald forex per kamyab Ho jaenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X