Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    mery bhaio or meri behnoo is business me bht kuch ha k ap apna aram sy time apni fmly k sth sth ALLAH ko bhi dyty hain ye ak online best job hai jiss sy parents bhi happy rahen gay or khuda bhi to is sy achi bt or kia hoge ,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      i think k es main to koi shak vali bat ni hy k traing main nimaz k ley buaht time hy ap log to es main reh kar apny daily routine k sab kam kar sakty hyn aur koi problem ni banti
      • #168 Collapse

        kisc b kam main barkat k liye apny rub ko razi kiaye begair hum kamiyab nai ho skty bulk hum apny maqasid main thak jaye agar rub ko razi nai kiya to is liye Forex tradinng main apko time mil jata hai agar na b mily to time nikalna hai namaz k liye phr deakhy kamiyabi
        • #169 Collapse

          friends forex trading main apko time ki koe pancuallty nahi hai forex busniess 24 hour hota hai aap jab chaho forex forum main working kar sakty hoo aur jab chaho Aapnay RAB ko yaad kar sakty hoo,,,,,
           
          • #170 Collapse

            bilkul bhai ji aap nay theek kaha hai .jo log bhi forex pay kaam karty hain un kay pass enough time hota hai nimaz kay liye ,being a muslim hmain nimaz ka khyal rakhna cahaye or nimaz zror prhni chahye .
            • #171 Collapse

              Yes Isi liye mai nay Forex ko join kiay Q kay is say hum earning b achi kar laitay hai or namaz kay liye b time nikaal saktay hian.Agar hum order kay duraan T/P and S/L ko target dai kar set kartay hain to hum easily namaz par saktay hian or agar yad na rahy to fikar nai karni balkay Allak kay waly apna kam saonp daina chahiye Allah jo karta hai behtar karta ha.
              • #172 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
                yeh baat bilkul thek hai k hum agar hum forex k ilawah koi dosri job kar rahy hain tu hum itny busy hoty hain kay namaaz bhi waqt par nahi parh sakty hain aur aksar namaaz hum sy qaza ho jati hai jab k forex main hum ghar main araam sy baithy hoty hain tu waqt per namaaz bhi parh sakty hain.
                • #173 Collapse

                  wesy ap ne ak alag bat ki he wo ye k bht sey traders is bat ko manty hen k trade k bad kafi time hota he or is time main exercise karty hen or tv daikhty hen movies daikhty hen lakin apka jo concept he wo sab sey acha or sab set unique he i satisfy with you dear.
                  • #174 Collapse

                    meei rai maa aap thik kaa raha ho or aap ko iss maa prayer or dusra har kam kalia bhi aap ko time mil jata haa or aap ko iss maa time to mil taa haa lakin maa aap ko kahta haalakin iss maa aap baki pura wakt iss ki information hasil kar naa maa lagana par ta haa
                    • #175 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                      Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
                      Jee apki baat sahi hay forex trading main humary pass itna time hota hay keh hum apni prayers ko bhi ada kar saky aur humay chhaiey keh forex trading karny kay sath saht prayers bhi ada karty rahy.
                      • #176 Collapse

                        ji kam esa hai app ko kafi time milta hai apny kisi kam k liey app apna koi bhi kam kr skty hain ... yeh kam app ko nimaz k liey proper time deta hai app aram sy ibadat kr skty hain or ghr k or apni life k baki kam bhi kr k skty hain
                        • #177 Collapse

                          namaz hmara pehla rakun hai or namaz ki pabndi hr haal mey krni chahiye Forex trading mey ye bt boht hi achi hai k is mey ham khud hi boss hoty hain, ham jb dil chahye namaz ka break ly skty hain.. :)
                          • #178 Collapse

                            g han ham nemaz parh sakta ha kiu ka sb hmara hath ma hota ha jab nemaz ka time ho to ap nemaz ada kra kiu ka dna wala to wohi khuda ha banda to sirf himat kr sakta ha baki god jo chahta ha wohi hota ha es lia plz business ca nemaz best ha.
                            • #179 Collapse

                              apka ye thread mjhe bht zada pasand aya hai or apki baat bhi theek hai wese hamen sirf pesa nahi kamana chahye bal k uper wale ko bhi yaad rakhna chahye jo hamen rozi kamane ka wasila deta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                forex trading main boht time hota hy insan namaz par skta hy or boht se kam kr akta hy. agr koi insan lalich na kre tooooooooooooooooo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X