Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bat kafi had tak theak har business main insan apni akhrat ko sawarna bhul jata hai kyu boss ko khush karny main jo apka asal boss jis k hum mulazim hain us k huk ko tal dyty hain jis humari dunia b aur akhrat b khrb hojati hai is Forex trading main ap kisc k gulam nai hoty aur apni akhrat b sawar skty hain time py namaz prh skty hain aur dusri ibdat kar skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bilkul theek kaha ap nay. forex bohat accha business hay . you can do your daily Chores easily. take profit and stop loss laga kar ap apnay baki k zroori kam kar saktay hain .
      • #138 Collapse

        good question dear trading provide enough time for prayer kyu ke is me hum kisi bi waqt business or trading kar sakte hai or humare pass bhut time milta hai ke hum namaz bi ada kar sakte hai woh bi kisi problem ke begair
        • #139 Collapse

          g dost har kam mein khuwah wo business hy ya daily ka koi work Allah ki razamandi hona zarori hy, koi bhi kam humein ebadat sy nahi rokta or na hi hum itna masroof hoty hein k hum Allah ko yad na kar sakein, ye insan ki apni kamzori hoti hy, or forex trading mien to insan trading k sath sath ebadat bhi easily kar sakta hy
          • #140 Collapse

            Salam pals, Foreign currency trading is an excellent company if you are just free of charge 15 minutes free of charge throughout the whole day long, possibly nonetheless you'll be able to buy and sell and obtain benefit, however for this particular you'll need skills in addition to knowledge for you to buy and sell, you need to training Foreign currency trading regular to get practical knowledge in addition to knowledge.
            • #141 Collapse

              hame forex me work kerna zurur chaye or sath hi namaz b ada kerni chaye hum sub dosto ko namza ni chorr ni chaye apne yeh bhoot hi best thread bnaya hai meri pakistan forum sy yehi requst hai k is ko woh delete na kre please
              • #142 Collapse

                bhai forex ki ek plus point hai or ye ek new soch hai jo mene is se pehle nahin suni lyk koi bhi is type ki discussion nahin karta hai or ye bht acha hai k aapne esa socha or forex me blkl hamen enough time mil jata ahi..
                • #143 Collapse

                  dear aap ne bilkul perfect thread kola hay . hame har kaa mme namaz ko sahi waqt par parrna chahye .forex bee esa karobar hay jis me hum sahi waqt par namaz parr sakte hay kioke hum trades ko stoploss aur take profit laga kar namaz keleiy ja sakty hay .
                  • #144 Collapse

                    g han mai ap ki baat sy agree karta hun forex trading business mai ham namaz k lia easilly time nikal sakty hain jab k dosri jobs mai ham kabhi bhi namaz ni parh sakty hain or agar kisi business mai parh sakty hian to ham time par ni parh paty jab k forex trading business mai ham time par namaz ada kar sakty hian forex trading business ka ya aik bohat bara faida hai
                    • #145 Collapse

                      yes brother forex me hum ko trading laga kar bethna nahi parta hai balky hum ghar bethy trade laga kar stop loss an dtake profit set kar ke apney kaam bhi kar sakty hain namaz bhi asani se parh sakty hain .
                      • #146 Collapse

                        ye baat theek hai.forex traders kay pass rest kay liey boohat time hoota hai or namaz bhi parh sakty hain.namaz kay liey to sab ko he time mil jaata hai.mery khyaal say koi bhi business essa nahin jis main banda hadd say zyaada busy ho jaey.waisy forex best hai.
                         
                        • #147 Collapse

                          yes apko ye namaz k lea bhut acha time deta hai ye aak easy business hai sab k lea jis se ap apni life ko successful bnana chahea jis se ap apni life ko happy or successful bna sakte hain.
                          • #148 Collapse

                            blqul thkh bola bhai hamara maqsad bss earning he nhi honi chahye har wqt or na he humen itna lalchii hona chahye hum trading karty huwy bhe namaz or apni studiez wghyra jaari rkh skty hen islye namaz first then forex , or forex humen namaz k lye enough time dyta hy
                            • #149 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                              Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
                              bilkul mai aap ki bt se agree krta hu kiyu k forex mai hum khud apne boss hai so jub mrzi hum work kr sktey hai aur other work mai aisa nhi hota. forex ka business all world mai bohat fast growing kr raha hai. kiyu k ye comfort hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                It is very good for you when you are trading for you to be very careful and for you not to be fearful from one level to the other so it is very good for you to be very focus from one level to the other at all times

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X