deekho or pher kaam kro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    deekho or pher kaam kro
    forex trading mai market ko achi trhan se deekho or os k bad koi trade ko open kro is se ap ko pata chalta rahay ga k kea kaam krna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han dear is buiness ko dekh kr kia jata hai ye aik acha buiness hai aur kafi mehnat sy kia jata hai ye aik good buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buiness hai is ko kisi time bhi kia ja skata hai
    • #3 Collapse

      g han forex mein hamko chahiye ke ham is mein pehle theek se market ko dekehn aur phir is mien koi bhi tarde len.
      • #4 Collapse

        g han bary bhai jan apny sahi kaha... trading karny sy pehly humain hamesha market check karni chchye taky humain kisi kisam ki koi mushkil na ho aur humain aik acha sa profit ho aur hum us profit sy hum koi acha sa kaam b kar sakain
        • #5 Collapse

          Forex trading main sirf ap ko market ko nahi dekhna hai balke ap ko Forex Market main skills learn kerni hai or hard-work kerna hai jis se ap kafi achcha profit earn ker sakey kiyun ke forex trading risky hai lekin ap easier banaye ap ne talent se.
          • #6 Collapse

            forex-trading mein market ko sirf deikhny se koi baat nhi bnti balky jb ap market-chart ko dekhty huwy analyze kr k koi trade open kro gy tb apko profit wagera ka decision lene mein asani hogi.
            • #7 Collapse

              Yes of course that you are say the righ that we are first get the complete information. So that we are work the market.
              • #8 Collapse

                g han forex ma kam start karne se pehlee markte k ups and downs ka pta hona chayhe..markte k bare ma seekna chayhe ta k trading karte waqt ache decisions le saken aur profit bana saken ...forex ma trading ma pehlee seekna parte ha tab hi ap trading ma kamiyab hosakte ho...
                • #9 Collapse

                  gold trading tak jany k leya kuck time or envestment ki zarourat hoti hai es k bena apa gold trading nai kar sakty or jab kesi my kuch time ho jay tu ap gold trading hasil kr sakty hain
                  • #10 Collapse

                    asslam o alikum my all friend g han bro agar huma forex trading ko sahi tarhan sa samajty han tu huma koi problem nahi hogi jiss sa huma bhoat kuuum loss ho ga
                    • #11 Collapse

                      yes my dear you are right hume pehle market ko follow karna chahiye us k baad trade open karni chahiye achi tarhan market ko moment ko samjh kar taa k hum profit hasil kar saken.
                      • #12 Collapse

                        dekho aur phr kam kro is main main ap ki bat se bilkul agree krta hn kyun k is main ap ko dkhna parta hah is main ap ko market ko sth lai k chalna parta ahh k market main kia ho rha hah market akise ja rhy ahh tab he is main ap kam kar sakte ho mere khayal main.
                        • #13 Collapse

                          Forex analysis ko samjhna buhat zarori hy. Lots laganey sey pehlay market ki update lain keh market ka trend kia hy aur next market ki kia movement ho sakti hy aur phir us key mutabiq lots lagayen. Agar market aap key against ho jaye to hedging kr lain aur ziada risk lenay ki koshish na karain.
                          • #14 Collapse

                            Yes my dear friends forex trading market main pehle market ko achi tarha dekh lena chahiye or market ke trend ko dekh lena chahiye is ke bad koi trade enter karni chahiye. yhe hi sab se best method ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              gee haan ap ki bat good he keh forex market mein kam krne se phle market ku ache trah se dkehna hota he keh market kia krne wale he hmein market ki dirction ko smjh kr order lagana

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X