Account wash kiun Huta Hy!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Account wash kiun Huta Hy!

    Forex trading men apka account tab hi wash hota ha jab jald bazi aur lalch sa Kam Kia jata ha tarding krtay waqat market Ka analysis ni kia jata aur baghair sochay Samjay tarding ki jati ha tarding kratay waqat lot size Ka theek intikhab ni Kia jata aur apna account balance sa bri lot lga Di jati ha jis sa account wash honay k bahot ziada chances ho Katy hen aur loss ho jata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Account wash kiun Huta Hy!

      Account wash hone ki sab sy main reason trade ka loss mein chlnay k bawajud usko close na karna hai. Aksar traders yhe ghalti karty hain aur loss hony k bawjood wo trade close nahi karty aur youn unka account wash ho jata hai. Loss hony ki surat mein trade close nhe krna aur is umeed per usko chltay rehnay dena k reversal hoga aur apki trade profit mein jaegi ye ghlt trend hai. Ek baat hamesha yaad rkhen k trade mein Profit ho raha ho ya loss aap apny analysis krna na chorhen aur continuesly market ko dekhtay huye next movement ko judge krtay rhen...
      • #18 Collapse

        Re: Account wash kiun Huta Hy!

        Wa alikum salam ji sahi bat account wash hamri galti ar jaldbazi ki waja sy hota hy forex main hamen market ka andaza lagana chye market ko bina analyse kiye ar bina souchen samjen trade nahi lagani chye jis ki waja sy hamara account wash ho jata hy hamen souch samaj ky trade lagani chye hamari jaldbazi hi hamri nakami ki waja banti hy jaldbazi sy nahi balky souch samj kar trade lagani chye apny experince ar knowledge ki sy tarde lagani chye market ka jaeza lena chye agr hum jakdbazi kren gy to hanar accont wash ho jaye ga
        • #19 Collapse

          Re: Account wash kiun Huta Hy!

          Asslam o alikum forex ma jab ham jaldbazi ma trade lgaty han or market ko analysisi nhi krty or rules ko follow krty howy kaam nhi krty to hmay loss ho jata ha jis ki wja sy hmara account wash ho jata ha
          • #20 Collapse

            Re: Account wash kiun Huta Hy!

            esa hony mein hamri apni galti zada hoti hy q k jab ap practice mae hotae hain tou apka experience barh jata hai aur loss k chanaces bhi kamm hoo jatae hain forex trading my bhi practice ka barah amal dakhal ha. sabh sy pehly forex trading ka knowledge hona chahey tajarbah hasil kerna chahey ore practice kerna chahey. jitni ziada practice demo account py kerin gy utni trading achi ho gi
            • #21 Collapse

              Re: Account wash kiun Huta Hy!

              wa alaikum salam dear member account wash bhi humri ghalti ki wajha se hota hai jab hum wrong pair choice kar lety hai jis ki wajah se humko loss or account wash ho jata hai is liye mein yahi kaho ga ke ap trading ke liye aik pair ko choice kare or us pe trade kare or sth senior trade se us pair ki information lety rahy ashta ashta apko uska knowledge ho jaye ga phr ap asani se aik pair acha profit gain kar skaty hai wo bhi strong signal pe apko ye pta hoga maine aik pair pe trade karni ha to apke liye asani ho jati hai trade lagane mein ase ap life time earn kar sakty hai or apni zarorat ko pura kar sakty hai.
               
              • #22 Collapse

                Re: Account wash kiun Huta Hy!

                account wash hony sy apko nuksan hota hy trade mein aap trading karnay mai kafi help milti hain or aap ki knowledge achi hoti hain or experience gain karnay ko milta hain is liye practice kary or better trad karay agr ap forex ma experince hasil krtey hu to apko knowladge hasil huta ha ap easily work kr sktey ha har ik chz ko precitce ma kro to acha he rhey ga
                • #23 Collapse

                  Re: Account wash kiun Huta Hy!

                  account wash karny k liye humien mehnt karni chaye haman chayia k ham is ke bhoot zaida practic karain , practic sy wo kam hamary layia asan ho jay ga .humain apni practice hi kar sakti hai or main yahi kahonga or aap demo par eski achi practice kiya karo mere hamain chayia k forex k demo account main ham xzaid sy zaida practic karain .
                  • #24 Collapse

                    Re: Account wash kiun Huta Hy!

                    Slam dear!
                    Umeed h ap khriat se hon gy or pak forum pr Achi achi post kr rhy hon gy...bht kuch seekhny k ilawa is forum pr achi achi post kr k ziada se ziada bonus generate kr rhy hon gy.dear account wash hny ke main wja lack of knowledge h. Jb knowledge oe experience na ho to bht se log galat time pa galat trade lga dty hn. Jis se account wash ho jata h. Account wash ziada tor pr os time hta h jb account ma balanc km ho or trading b galat ke jay. Hmen chye account wash se bchny k liye soch smj k planning k sath trade lgayen. Phr zror kamiyab hon gy.
                    • #25 Collapse

                      Re: Account wash kiun Huta Hy!

                      assalamu alaikum pyare members ummid karta hun ki aap sab thik honge ji han doston account isliye baat hota hai ki ham log lugai ki buniyad per apni trading kar rahe hote hain aur hamare pass koi experience nahin hota knowledge nahin hota hamari acchi learning nahin hoti jiski vajah se Ham apna account was karte hain doston agar aap forex per kamyabi chahte Hain to market and ko samjhe analyses Karen Taki aap ismein kamyabi hasil kar sake
                      • #26 Collapse

                        Re: Account wash kiun Huta Hy!

                        Assalam-o-Alikum.
                        Dear Forax members hope you are doing well.
                        G hn ap ne boht acha topic start kiya hai account wash hona aik boht bra issue ha Forax business ma. Account ko safe rkhna boht zrori ha wrna ap market se out ho jate hn.
                        Account us wkt wash hota ha jb wo Loss brdasht nahi kr sakta ya loss account ki capacity se ziada ho jata ha..
                        Agr Apne account ko wash hone se bachana chahte hn to hamesha small lots ma trading kren is se ap ka account strong ho ga or wo long time tk market ma survive kar sake ga.
                        • #27 Collapse

                          Re: Account wash kiun Huta Hy!

                          apni galti ki vajah se hoti hain account voice ki design Ya Hai Kya apne account ko shape rakhiye aur apne account ko Swift rakhte Hue kam Karen Ek Achcha account aur ek Achcha profit aapko hone ke liye object sev trade open kar lete hain market ka ko pata lag jata hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Account wash kiun Huta Hy!

                            Assalam o Alaikum .....
                            Dear main apko batana chati hun k hamara account wash q hota hay jab ham trading karnay say pehalay acchi tarah say market ka analysis nhi karty hain aur bagheer sochay samjhy trading shuru kar detay hain tab hamari jaldbaazi ki waja say hamari trading losss main chali jati hain jis ki waja say hamain loss hota hay aur tab hi hamain is business main profit nhi hota hay jab ham market ka analysis nhi karty hain to tab hi hamara account wash ho jata hay to hamain trading karnay say pehalay market ki movement ka kahayal rakhna chaiye.
                            • #29 Collapse

                              Re: Account wash kiun Huta Hy!

                              Assalam o alikum
                              Account wash hony ko boht si wajohat hen agr forex trading mn hamara market analysis weak hy to ghlt trade lgany or hamara account wash hoskta hy or is k ilawa bhi boht si wajohat hen jinki wja se account wash hoskta hy jesa k active na rehna, learning weak hona, or lot size zyada lgana , km experience hona, hmen chahye k apna knowledge increase kren or practis krty taa k hmaru learning or experience increase or account wash hony se bcha sken
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Account wash kiun Huta Hy!

                                dear member account wash aksar new trade se hoty hai wo risk mein trade karty hai bina experience or knowledge se tab unke account wash hoty hai in sorat mein account safe karne ke liye apko aik tools ko samjna hoga jis ko hedging kaha jata ha is se apne account ko lock kar sakty hai jis mein loss or profit aik dosary ko neutralize kar dety hai ye echinque tabhi ap use kar sakty hai jab apke pass enough balance ho or new trade aksar loss mein ja rahy hoty hai unke liye ye best hai is se account wash ko bachne ke liye new trade ke liye best technique hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X