controlling fear during trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    Han ye baat bhi ahim hai forex maim q k kuch log jab tradimg karte hain to jab un ko loss hota hai to wo is se bahot khaof zada ho jate hain aur dobara ki himat haar baithte hain ya profit main ghalt faisle le jate hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      is forex main hard work karni ho gi aur confidence say trade karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k loss kam ho saky gay aur har kam ko start main fear hota hai so it is best
      • #1143 Collapse

        bahi jan forex trading ek acha kam ha hum ko bohat zad faida denyt wala kam ha bhai jan hum mo is par dill lga kar kam krna chaehy hum ko is par man sa sa kam krna chaehy hum ko loss nae ho ga
        • #1144 Collapse

          Trading k time fear ik natural cheez hai q k hum kabe ye nahe chahte k hamara trade loss mai chala jae ya hum yahan es trade say koi nuqsan otaee es waja say jab hum trade lagane jate gai tau hum fear feel karte hai par fear k sath trading karna aksar nuqsan deh hota hai q k aksar hum fear k waja say wrong trade laga laite hai q k hum double minded hote hai os time so jetna ho sake positive attitude k sath trading karna chaheye.
          • #1145 Collapse

            Forex trading main trading k doran agar ap drrty rahy k apko loss ho jay ga to ap yaqeen kro apko loss hi ho ga is liy apko chahiy k ap forex trading main profit k liy pur umeed raho aur confdenc main aa k forex trading main trading kro tab apko ziada faida ho ga
            • #1146 Collapse

              controling fear in during trading is sometime very harmful in forex trading. hm smjty hain k hm jb trade lgain gy to hmy loss ho ga. ye ghlt hy kion k loss hmain hmari gltion sy hota hy.hamisha mind ko fresh rakhty hoay or without fear trading krni chahiye baqi hmari qismt....
              • #1147 Collapse

                Bhai trading krty hoy ya bahut he zarori hai k ap fear ya ni darr py bilkul control hona chahy aor ya control tab he ap mn ajb ap trading krny sy phly achi trah demo account py practice kr k ay hon gay real account mn ya ap ko fear ni hoga loss ka jb ap ki planingachi hoge ya ap ka knowledge aor experience bahut acha hoga forex mn trading krny ka tu ap ko koi bhe fear ni hoga k ap ko loss ho Jay ga as liay ap ny knowledge, experience, good planing aor achi trah practice sy forex mn loss k darr ko control kr sukty hain ya control kr k forex mn trading krni chahy
                • #1148 Collapse

                  Ye to ask c bat hy zahir hy bande ko fear to rahta hy lekin hamen chaie ke ham Jo bhi trade lagayn usko Soch samj ke or market ko anylisis Kar ke lagayn or iskile hamen knowledge or experience ki behalf zaroorat hy kuch newbie to iske bagair bhi apni real trading start Kar dety hen in ki chaie ke wo is chez se girhezz kren
                  • #1149 Collapse

                    Forex trading mein trading k liey dar aur khauf ki koi jaga nhi keun k trading k dauraan agr ap darty rahein gy to aik to iss sy aik to ye barra nuqsaan ho ga k is sy confidence loose hota hy doosra iss sy decision power bhi kamzor hoti hy jo k forex k liey bahot harmful hoti hy
                     
                    • #1150 Collapse

                      Yeh aik lazmi bat hai ke jb bhi ap trading krte hein tu aik injana se khof ap ko ghir leta hai aur ap ko darata rahta hai ke ap loss kar jao gy is se bachny ke ley ap ke pas knowledge aur experience ka hona bahat zarori hai koun jb ap smjh kar trading kro gy tu ap apni trading se satisfied ho gi aur ap main dar piada nai ho ga. Fear control krny ka sb se best tareqa khod dar ehtamad hai agr ap khod par yaqeen rakhty heun ke main acha trader hon tu ap hein kbi bhi ahsas kmtari ka shikar na hon
                      • #1151 Collapse

                        forex trdaing aik buisness hai jub hum sub janty hain k hum ny es main trading karni hai or hum sub yah bhi jatny hain k hmain kiya karna hai or kiya nahi karna hai es liye apny ap ko itna perfct rkahna chahye k hum apny apko control kar saken kuj bhi gaat karny k liye
                        • #1152 Collapse

                          trade karty hain to fear free ho kar kam karna ho ga kun is main agr success hasil karnia hay to active ho kar kam karna ho ga kun kay market ko use karny kay liye is main acctice hona parta hay is main loss b hota hay to profit b hota hay so is main win win karny say hi humain kuch hasil nai hota hay humain demo ki help lyna ho gi trade karny main
                          • #1153 Collapse

                            Ham forex men trading k fear ko apne confidence se control kr sakte hain, hamen jitna apni trading pr confidence hoga aur planning se trading kren ge to ham apne fear ko kafi had tak control kr sakte hain.
                            Hamen trading me apni planning krni chahiye aur money management ko trading k liye important banna chahiye ta k hamare loss k chances trading men kam se kam hon , ham jitna mohtat ho kr trading kren ge hamara trading men utna ziada fear kam ho sakta hai.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #1154 Collapse

                              is forex main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur market main plane kar k hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                har kam ko start karny k liye fear hota hai so hamain market main plane kar k hi trade karn ho gi ta k loss kam ho saky aur emotion ko bi kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur market main up aur down ko dekha k hi hum earn karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X