controlling fear during trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    Brother as everything in your life and also every job requires a balance out. Same forex mein bhi bohht zyada zaroori hai ke ek trader fear or greediness ko balance out krke chalay.
    Jis tarah greediness is not good for trading usi tarah fear plays the same role.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      Forex trading aik risky business hy. During trading fear ko nazdeek na aanay dain, warna aap ko moral down ho jaye ga aur aap tension main aa jayen gey. Aur is fear aur tension ki waja say aap ko loss ho sakta hy.
      • #843 Collapse

        controlling fear during trading is very important , ye ek buhat maharat hoti hai apne hi ander ke ap fear ko control karo or ap age barhen gein is tarhan :)
        • #844 Collapse

          ji han app ki bat sahe hy ager app na trading karni hy to app ko apni fear ko control karna ho ga jab app apni darr ko control karte ho to app tab he yahan pa acha kam kar sakte ho or app yahan pa kamyab ho jate ho is waja sa darr ko control rakna chaya
          • #845 Collapse

            ap ko fear ko control karna hoga during trading in forex aur ham loss ko bacha saktay hay yeh ham par depend karta hay isi liye mein chata hon kay aap log forex ko learn karay aur demo account par khoob practice karay takay aap ka knowledge increase ho forex aik worldwide business hay aur acha business hay.
            • #846 Collapse

              Forex k bussiness main ham bonus banane k bad trading k wakt bohat confuse hote hain k pata nahi kya ho ga lekin hamen achi tarha anylisis or practice se confidence k sath trading karni chaiye.
              • #847 Collapse

                Control your fear at the time of trading because if you will not control your fear then you cannot earn good income from this trading business.Fear is not good at the time of trading in this trading market.
                 
                • #848 Collapse

                  g bilkul g main ap ki batsyagree karta hun is lia mn smjta hun ky hm ko is kam ky lia hm kko apny ap ko khud control karna lazmi hai kiun ky ye bht hi ahm hai .............
                  • #849 Collapse

                    bilkul trading karty waqat insan ko apne loss ke dar ko control karna boht zarori hai or insan ko kabhi loss ke dar se darna chahhiye kiyon ke jo hona hai wo to ho kar he rahna hai iss liye insna ko cool mind rahna chahiye or dua karty rahna chahaiye apney liye.
                    • #850 Collapse

                      jee han it is a propper business jis main aap ko loss bhe ho sakta hy to aap kofikar bhe hoti hy k kahen loss nhe ho jay pr aap confident sy kam lan or calculation pr yaqeen rakh k kam kran
                      • #851 Collapse

                        its happens with us always when we think that start there trade we feel suddenly that we are in loss position but its genuine reason we loss but it does not happens it is our slef confidence.
                        • #852 Collapse

                          g apki bat bilkul thek hai k ki bar yahan traders ko aisa loss hojata hai k wo agli trade krtay huay drtay hain and unka confidence b tut jata hai iss dar ka muqabla wo khud he kr sktay hain mind main ye betha k k profit b hoga so ghbrain mt
                          • #853 Collapse

                            People fear with Forex business because of lack of education and understanding of this business because without education and understanding they feel that Forex trading has much more risky and fluctuating market, but I argue that without understanding of nature of any business every business looks risky. So, if they have proper understanding of business then there is no way to have fear with it.
                               
                            • #854 Collapse

                              g han app ne bilkul thek kaha ha aur humen chahiye k ham forex k buisness mein kam karte waqat apne emotions ko mukamal tor per control main rakhen aur jab ham apne emotions ko control main rakhte huwe kam karen gay to humen ek achi kamyabi hasel ho sake gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                blkul hamein apny dar pe kabu pana chahiye trading karty waqt ku kay agr ham apny dar pe kabu nahi oaty hai to hamein apny dar ki waja se hi apny mein mein bht nuksan uthna parta hai is liye apny dar pe controll hona zruri hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X