controlling fear during trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    dar aik aise cheez hai jo hamen kabhi bhi kamyab nai hony daita agar dar ko hum mar dain or us cheez ko kar len to hum hamesha kamyab ho sakty han magar is ka ya matlab nai ap na dar ban jao matlab hai k ap safe side rakh kar chalo.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      ji bilkul trading karte waqt bilkul ya bohat zarori hai ke ap apne emotion ko control mai rakhe or khud ko greed se bacha kar rahe kun ke jab tak ap forex mai greed kare ge ap ka loss hota rahe ga ap kabi success nahi ho sakte .........
      • #768 Collapse

        dear brother i think trade ik risky business hy kbi faida tau kbo loss hota rhta hy but aik achy trader me self confidence hota hy tau he wo kamyaab hota hy agr kisis trader me fear hy kisi cheez ka k agr invest kiya tau kahin loss e na ho jay aisa trader kbi kamiyab nhi ho skta is liy ik achy trader me self confidence hona bht zroori hy.
        • #769 Collapse

          g ha g jnab,,,ye aopp ki baat bhi bilkul thik hay janb,,i am agreee with you jnab..is mai apni emotions kio lazmi hi control karna chahye jnab,,nahi to loss bhi ho jata hay
          • #770 Collapse

            we can controll our fear if we will not get emtionally attachd with the trade keep this fact in mind that we are here to do business and that is possible when we are going to do it with planning and that is the wrk of brain. Business and risks can nevr be done apart where there is business there is always a risk
            • #771 Collapse

              brother i think ke forex me fear jo rkhta hai us ko mazeed loss per loss hote jate hain is lye mere mutabiq to forex me fearless ho kar ke he aap earning kar sakte hain kiun ke jitna itmenaan ho ga aap me andar utna he aap is business se kama sako ge or utne he behtar results saamne aa saken ge aap ke .
              • #772 Collapse

                SORRY Bro im New , main is business main abhi aik NEw Hun Or main Nay trading k baray main knowledge hasil kar raha hun, Maybe hum is business main jitna Knowledge hasil karain gay easy Hoota jay ga...
                I Neend Good friends............ :confused:
                • #773 Collapse

                  ji han ye bat sahe hy kay hum ko yahan kam karte howe apni dar ko control rakna chaya kue kay jab app darte ho ga to app yahan pa bold ho kay step nae lo ga is waja sa app ko yahan pa loss kay samana karna ho ga is waja sa dar aik buri cheez hy is sa bacho
                  • #774 Collapse

                    Jab hum trading kar rahy hoty hay to loss ka dar humary dil main hota hay so humay chahiey keh us dar ko dill main na rakhain aur esko nikal kar phaink dain tab he hum es say acha profit earn karny main kamyab hon gay aur apni trading par aitmad kar saky gay.
                    • #775 Collapse

                      is bat ka to sabhi ko der or khof hota hai kay unki wajah se ya unkay emotions ki wajah se unko loss na ho qun kay yahan per bat un kay mehnat se kamae hue paison ki hoti hai sabko chahye kay trade kerne se pehle apne dil or jigar ko bara kerlen or loss ko bear kerne ki himmat bhi.
                      • #776 Collapse

                        bhai jan agr trading main dar ho0o ga to ap trading kar hi nai sakty... trading k liy sab st important thing ye k ap kisi kisam ka dar na ho0o0o... agr dar hoa to ap ko loss hi ho0o or ap ek achy trader nai ban sakty....
                        • #777 Collapse

                          Jab bi aap trading suro karta hai to aap ko pehla kafi tahqeeq kar leni chahya ka aap jo direction trade ka lia chose kar raha hai wo durust hai, phir aap apne capital ka only 0.2% ki lot chose kare is tarah say aap fear mehsoos nahi karein ga aur aap ka faida bi ho maximum.
                          • #778 Collapse

                            trading ky duran apny emotions ko control krna must ha agar ap ka apny fear par control nahi hai tu ap always nuqsan kar bethain gay forex mai kiu kay ap galat time par galat moves lain gay
                            • #779 Collapse

                              jee hain jab hum insta forex par tradingg kar rahy hun tu hum ko humera fear control karna chaiye chaiy humeri trading profit mein ja rahi ho ya phr loss mein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                assalam-o-alaikum janab mein new hoon is business mein aur mein apni pehli trade ki taiyari kar raha hoon apko post ki waja se mujhe bohat achi information mili hai thank you so much for posting and wish me luck for my first trade .....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X