USD and Gold Movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USD and Gold Movement
    dear Fox member agar aap Forex trading me USD or gold ki movement ko aapas mein compares karte Hain to aisi situation main aapko yah idea milta hai ki Inka aapas mein negative correlation hota hai aur jab bhi USD strengthen aur weakness show karta hai to iski against gold apni movement show kar raha hota hai isliye aapko Forex trading mein enter hone se pahle us index aur different commodities ka aapas mein correlation pata hona chahie isase aapki trading bahut hi perfect ho sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: USD and Gold Movement

    Definitely Forex trading me different currency pairs Ka aapas Mein correlation Hota Hai Kisi currency pair aur commodity Ka aapas Mein negative correlation Aur Kisi Ka positive correlation hota hai agar Ham correlation se related apni complete information kar lete hain to usmein Humko bahut hi acchi analysis complete karne mein help mil sakti hai aur Hamari trading Hamare liye bahut hi important role play kar sakti hai isliye Hamari Puri koshish honi chahie ki Forex trading Mein different important analysis ko complete Karen aur ismein acchi successful Hasil karne ke liye correlation Kochi Tarah understand Karen.
    • #3 Collapse

      Re: USD and Gold Movement

      Assalam walekum main jaanta hun ki aap sab log khairiyat se honge aur yah baat bilkul dost hai ke us and gold ki jo movement hai yah bahut hi jyada har waqt moment mein rahti hai us DU hai ya bahut hi jyada moment karta rahata hai har waqt iski bahut jyada moment hoti hai yah kabhi market ki jo candlestick hoti hai vah kabhi bilkul liya ab ki taraf ja rahi ho jiya Don ki taraf ja rahi hoti hai iske sath sath gold bhi aise hi main Mera to khyal hai gold sabse jyada hai gold ki moment sabse jyada haijitna gold ki movement hoti hai itna aur kisi chij ki nahin haathi mere khyal mein gold ki moment sabse jyada hi itna gold ki moment hai utna kisi chij ki nahin hai gold bahut jyada isase USD se jyada moment mein rahata hai us moment karta hai lekin gold sabse jyada moment karta hai shukriya
      • #4 Collapse

        Re: USD and Gold Movement

        Assalmoalaikum!
        You are right. Market mn different currencies ka apas mn, different commodities ka apas mn aur currencies aur commodities k different correlations hoty hen. Kuch k apas mn positive correlations hoty hen aur kuch k negitive Isi trah gold aur USD ka bhi negitive correlation hota ha. Hmy chye k market mn enter hony sy phly apna analysis complete kren aur different correlations ko smjhny ki koshish kren
        • #5 Collapse

          Re: USD and Gold Movement

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Professional_Trader پيغام ديکھيے
          dear Fox member agar aap Forex trading me USD or gold ki movement ko aapas mein compares karte Hain to aisi situation main aapko yah idea milta hai ki Inka aapas mein negative correlation hota hai aur jab bhi USD strengthen aur weakness show karta hai to iski against gold apni movement show kar raha hota hai isliye aapko Forex trading mein enter hone se pahle us index aur different commodities ka aapas mein correlation pata hona chahie isase aapki trading bahut hi perfect ho sakti hai.
          Assalamu Alaikum dear Forex member aaj market ka first day hai aur gold or USD ki trading mein up and down Kafi had Tak ho sakti hai to market to analyse Kar Ke trade Lagaya taka loss se bus Saken
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: USD and Gold Movement

            Aoa usd or gold ik dosray k opposite move krty hain agr usd up trend main ho ga to gold ki movement down trend main ho ga asan alfaz main is trha smjhain k agr usd ki market oper ja rhi hy to gold ki market nechay jay gi ap achi trha market ko analysis kr k in pair say acha profit hasil kr skty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X