Reversal Mearning. Reversal kisi pair ya commodity ki price direction ki changing ko kehty hain. Reversal both upside b ho sakta hai or down side b. Market ma agr uptrend ho ga to reversal downward side par ho sakta hai or market ma agr down trend hai to reversal upward direction ma ho sakta hai. Rervesal market ki overall price par ho sakti hai or esko ham market chart ma ik ya 2 candlestick ki base par predict ni kar sakty. Reversal ko ham bhot sary indicators ki base par judge kar sakty hain jis ma moving average or oscillators available hain.
Information form Market Reversal. Trends or reversal ko market ki price ki base par predict kiya jata hai. Moving average ki base par ham trend or reversal ko find kar sakty hain. Agr price moving average sy above move kar jae to esko ham uptrend kahyn gy or agr price moving average sy below drop ho jae to esko ham possible trend reversal signal k tor par leya ja sakta hai. Same ese tarha trendlines ko b reversals ko spot karny ma use kiya ja sakta hai.
Difference between a Reversal and a Pullback. Reversal jo hota hai wo market ki price change ko kehty hain or es ma market ka trend b change ho jata hai. But agr pull back ki bat karyn to wo trend k andar he hony waly counter move ko kehty hain or es ma trend reverse ni hota. So trader ko market k pullback state ma same trend ma he trade ko open karny ki khosis karni chahe or reversal ma market k current trend k against trade karni chahe.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим