Trades small honi chahye ya large?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trades small honi chahye ya large?
    Aslam o alaikum mera ap sub seniors sy ak question hy k trades large honi chahye ya phr small sab apna opinion share kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trades small honi chahye ya large?

    Good question mere dost aap Logon ke accounts ke according hi aap Logon ki trade hoti hai agar aap Logon ke pass Ek Achcha capital hai to aap bigtrade Laga sakte hain aur Agar aapke pass Jo account capital Hai vah Chhota Hai To fir aapko Apne balance ke hisab se Chhoti trade Lagani chahie aap log Agar money management ko properly follow Karenge to aap Logon ki trade acchi hun ki aur aap logon ka account be safe rahega isliye Apne account ko save rakhne ke liye aap log money management ko follow karte hue apni trades Lagaya Karen fayda hoga
    • #3 Collapse

      Re: Trades small honi chahye ya large?

      Trade small ya large sy effect nehi hota ky agar market main movement hi bahot zyada slow hoti hai tou hamain open trade main small profit ky liay bhi long time ky liay wait kerna perh sakta hai lekin jab market main movement fast ho rehi ho aur trade ka acha chance ho tou phir small trade bhi hamain bahot achi earning dy sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Trades small honi chahye ya large?

        dear friend forex trading mn apko small ya long time ki trade ka faisla us waqt krna chayay jb apko market ki movement ka achhi trh pta ho keun k agr apko pta ho k market bahot ziada up ya down chali gay ha aur itnay time tk apni jaga pa ay gi to phir apko uskay mutabik long ya small time k liay trade lgani chayay ta k ap achha profit hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Trades small honi chahye ya large?

          assalamu Alaikum dear friend ya hamare analysis par depend karta hai ki Ham is mein kaun si trade ko open kar sakte hain is mein Ham long-term trade open kar rahe hain ka short-term agar Ham long-term trade open karte Hain to iske liye hamare pass account ka acha hona bhi zaruri hota hai aur ham is mein long-term trade se behtarin profit hasal kar sakte hain aur agar Ham is mein kam Lot bhi use karen to yeh hamare liye behtar hoga aur ham short-term trade Ko jab open karte Hain to Ham is ko profit mein close kar dete hain aur agar Hamen profit na bhi Ho to Ham use short term trade co close karna hota hai kyunk woh hamari trade long term ke liye nahi hoti aur Market ne ab hamari trade ke opposite side per move karna hota hai jis se Hamen kafi nuksan ho sakta hai hamesha apne analysis ke mutabik e-trade ko open Karen aur acchi earning Hasil Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trades small honi chahye ya large?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mahi2986 پيغام ديکھيے
            Aslam o alaikum mera ap sub seniors sy ak question hy k trades large honi chahye ya phr small sab apna opinion share kren
            Assalamu alaikum dear friend hamari trade ka hai na sar hamare account balance hota hai jitna jyada hamara account band Hoga ham apni lot se badhakar utani profit utha sakte hain agar hamara 50% hai to hamen Apne lot size ko badhana chahie aur ismein achcha profit uthana chahie kyunki profit Ka intezar hamari lot size per hota hai ham jitne jyada lot size ko badh jaenge to ham Forex trading mein nafa aur nuksan utani uthaenge
            • #7 Collapse

              Re: Trades small honi chahye ya large?

              Jo log forex trading men ziyada profit ka lalach kartay hen woh bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir lalach se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur hamesha small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit kama saktay hen aur yeh aik behtreen trading strategy hoti hey
              • #8 Collapse

                Re: Trades small honi chahye ya large?

                dear kisi bhi trades k smaal honay say ya large honay say kisi ko koi bhi fark nai parta hay jub tak hamaray pass is markeet main kaam karnay ka koi khaas experience nai hay agar to ham is marmeet k baray main sahi jantay hain aur ham yeh samjhtay hwuay is main kaam kartya hain k ham acha kama saktay hain to usk baad long ya short k karnay say hamain koi bhi fark nai parta hay qk hamko pata hoga k markeet kab kis hissb say kahn say kahan tak moove kar skaty hay jisk baad hamain is main kaam kartay hwuay achi eanring mil skaty hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trades small honi chahye ya large?

                  Dear forex member ap ka question sahi hai ye ap ny faiala karna hai k ap ny smaal trade leni hai ya big trade leni hai ue ap per depend karta hai mere khayal ky mutabiq ap ko chahea ky apny account ky mutabiq trade lain agar ap ka account strong strong hai tu ap big trade ly sakty hain or agar ap ka . account small hai tu ap choti trade ly sakty hain agar ap ny achi trade leni hai tu ap ko chahea k money management ko follow karen es ap ki earning bhi achi ho ge or ap ka account bhi save rhy ga ....
                  • #10 Collapse

                    Re: Trades small honi chahye ya large?

                    hamain trader bannay k ilye mhnt karien gay ta k earn akrein gay so hamain forum main analsye karien gay ta k earn karin gay so hamain fourm main anlayse karien gay ta k eanr karien gay so hamain fourm main trader ban skaty hain so hamain forum main trader ban skaty hain so hamain form main plaing karien gay tak earn karien gay sucess hon gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trades small honi chahye ya large?

                      Assalamu Alaikum dear friend ummid karta hun Sab khairiyat se Honge dear friend jab tak Ham trading km Nahin Ban Jaate tab tak Hamen chahie ki Ham Sambhal trading Karen Badi trading Ki Taraf Na Ho Jaega Bade today Taraf Jaenge To Ham lost ki taraf Chale Jaenge isliye Hamen chahie ki Ham Hain tevar ke sath reading Karen aur Sambhal trading Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Trades small honi chahye ya large?

                        Yeh ap k account balance pr depend krt aha k ap ki trade small honi chaiye ya phir large Lakin try yeh krni chauye ki trade ka lot size small ho tan k ap ka account safe rahe ap ko loss na ho sb se pehla step jo ha trading ka wo ap ka account safe rkhna Ha us k badh he ap acha profit gain kr skte hein
                        • #13 Collapse

                          Re: Trades small honi chahye ya large?

                          Assalamu Alaikum dear member bahut hi Achcha topic hai ki Hamari Jo trade Hoti Hai yah Sambhal honi chahie hai ya pher Badi Dekhen to depend karta hai ki hamare pass account kitna bada hai agar account Sauda ladka hai yah 200 ka hai ya FIR 300 dollar ka hai To Hamen chahie ki Ham Chhoti trailer Agar on 2000 Dollar Ka Ho To fir Ham use per Badi trade Le sakte hain lekin trade lete Hue Hamesha money management Ka Khyal Rakha
                          • #14 Collapse

                            Re: Trades small honi chahye ya large?

                            Jo log Forex trading mein abhi new Hai unhen chahie ki Ham pesha Apna trade size bahut Chhota rakhen Taki Unka ka account secure Rahe lekin agar aap experience trader hai aur aapke pass confirmation maujood Hai tab hi aapko large account size mein yah lot size mein trade Karni chahie Taki aap ek Achcha profit Hasil kar sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trades small honi chahye ya large?

                              Trade ka baryy main bat ho rahi ha ka jo trade ham lety han woh small ho ya pher large ho to main is ka bary main yehej kaho ga ka ye depend karta ha ka ap ka pass blance kitna ha agar to ap ka pass acha blance ha to ap large trade le skty han or long hold bhe kar sakty han lakin chota acount ho to ap ko us par trade bhe choti he deni parti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X