loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear es business mai senior member ko kam he loss hota hia keyo ka wo proper analysis ker ka trend ko samaj ty howa trade ker ty hia en ko kafe ache market ke currency ki direction ka pata hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      loss hone se darna nahi chahiay kiunk mere bhai mujhe dekho jab se forex trading kar raha hoon tab se abhi tak sirf loss hi kiay ja raha hoon kiunk aj tak mujhe trading mein kabhi faida nahi hua hae.
      • #18 Collapse

        gi bilkul loss to kisei ko bhi ho sakta he kiyon ke ghalte kise se bhi hosakte he chahe cenyar ho chahe joeyer misteet kise se bhi hosakti he is liy ghabhrane ki zarorat nahen he himat nahen harni chahy
        • #19 Collapse

          g bilkul dear forex trading mai juniors ko he srif loss nhe hota hai balke forex trading mai seniors ko b loss face karna par sakta hai kiu k ye aik business hai and har business mai humay profit k saat loss ka b samna hosakta hai humay jitna hosake forex per soch samj kar he trading karni hoti hai kiu k pehle humay market ko samjna hota hai us k baad he hum successful trading kar sakte hai
          • #20 Collapse

            g han bilkul hta hai q k main kafi purane traders ko janta hu un ko loss or profit dono kafi zeyada hota hai kabi to itna zeyada k account wash ho jata hai is liye new members ko loss per preshaan nahi hona chahiye ye to sath sath hi chale ga no tension.
            • #21 Collapse

              yes loss to senior members ko bhi hota hai lekin wo apna loss cover kar lete hain aor profit and loss to business ka hissa hota hai
              • #22 Collapse

                han dear edr loss hr kisi ko hota but zarori baat yeh hai k forex best kaam hai hny chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kanyab ho skty or forex best cheaz hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain
                • #23 Collapse

                  g han Senior traders ko b loss hota hay magar wo apna knowledge or expernice use kar k loss ko asani se recover kar lety hey or apny capital ko safe rakty hey
                  • #24 Collapse

                    Is baat men koi shaq naheen kay forex trading ek online world wide business jahan par log trading kartay hen aur profit kamatay hen aur ye kay forex men ager loss ho jaye to hum upset na hion balkay zeyada try kareb
                    • #25 Collapse

                      hame loss ke waja se pareshane hoty hy to me ap ko yahe kahn ga k trading me lalach na karo kun k lalach me ap ko kafe zeada loss ho sakta hay or ap ko loss nahe karna chey
                      • #26 Collapse

                        Dear loss is business ka hisa ha hmen is business me loss kabhi bhi ho skata ha iis liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe ta k hm is business me investment nah gawa dyn or loss se hm acha experince hasil kr skaty hain asani se
                        • #27 Collapse

                          loss ke sab se bare waja ye hy k hem es me lalach kabeh nahe arne cjhr jab he ham lalach karty hn to ha eloss ho he jata hay to me ap ko lalach se rokeon ga k hargez klalach na kar
                          • #28 Collapse

                            ji han loss sab ko he hota hai agar seniors ko ho sakta hai to juniors ko to obviously ho sakta hai is me koi do raye nahi hain ke seniors ko bhi loss hota hai un ko bhi hota hai lekin woh apni ability se us ko recover kar jaty hain .
                            • #29 Collapse

                              exactly tu nai bta sakta laikin apny baary main btata hoon k kisee ko b loss ho sakta hy wo senior hoan ya junior. . . . q k forex trading aik business hy is main profit ior loss dono he business ka hissa hain. . .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading business mein koi bhi trader aasa nhi hy js ko loss na ho kiok forex trading mein profit aur loss business ka hisaa han aur forex trading business mein senior logon se bhi mistake ho sakti hy aur un ko bhi loss hota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X